Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    kise ke sath tak saya nahi hai
    kise ke sath hai dunyia kise ki
    puraane muljage kapron main Amjad
    berhi kuch or bhi shoobha kise
    Last edited by MuQadas; 29 October 2006, 11:16.

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Originally posted by <<Muqadas>> View Post
      Kabhi mugh ko sath lay k
      kabhi meray sath chal k
      woh badal gaya achanak
      mere zindage badal k
      yehan pay azmatay hein onhin ko
      keh jin say piyar hum kartay buhat hein

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        nishat e kaif ki duniya main--jhoomney walo
        kabhi to ujrhey huay diyaaron ka ehtraam karo

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Wo rishta hi kya jisme duriya na ho,
          Wo apnapan hi kya jisme ladaai na ho,
          Wo dil hi kya jisme dard na ho,
          Aur wo zindagi hi kya jisme aap jaise dost na ho.

          Last edited by Wafa; 29 October 2006, 11:22.
          sigpic


          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            wo aankh k jis mein reham nahi
            wo dil k jiss mein karam nahi
            mujhay talab nahi bilkul nahi
            milay aisa koi bhi hamdam kabhi
            Last edited by Gul; 29 October 2006, 11:26.

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Younhee sochta raha dair tak
              Magar os ko kuch na bata saka
              Ye bhee theek hai wo chala gaya
              Mujay band rastay pe choor kar
              Ye bi theek hai...na wo ayega
              Kabi buth anna ka tor kar
              sigpic


              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                Originally posted by Wafa View Post
                Younhee sochta raha dair tak
                Magar os ko kuch na bata saka
                Ye bhee theek hai wo chala gaya
                Mujay band rastay pe choor kar
                Ye bi theek hai...na wo ayega
                Kabi buth anna ka tor kar
                rah-e-hiyat mein wo milay thay tu ek baar
                par onn say baat cheet buhat mukhtasir howi

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  yaad aa key rah gaey hain zamaney wafaoun key
                  sholey jaga key chal diyey jhonkey hawaoun key

                  saaghir
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Originally posted by Masood View Post
                    yaad aa key rah gaey hain zamaney wafaoun key
                    sholey jaga key chal diyey jhonkey hawaoun key
                    saaghir
                    yun bicherna bhi buhat aasan na tha oss say magar
                    jaatay jaaatay wo oss ka mur kar dobara daykhna..
                    Parveen shakir

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      ab apni haqeeqat bhi Saaghir be'rabt kahani lagti hai
                      duniya ki haqeeqat kya kahiyey kuchh yaad rahi kuchh bhool gaey

                      saaghir siddiqi
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Originally posted by Masood View Post
                        ab apni haqeeqat bhi Saaghir be'rabt kahani lagti hai
                        duniya ki haqeeqat kya kahiyey kuchh yaad rahi kuchh bhool gaey
                        saaghir siddiqi
                        yun marna bhi kia marna hay . marnay kay dhab aur bhi hein
                        apnay halaq mein zehar kay badlay, armanoun ka khoon ondail

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Originally posted by Gul View Post
                          yun marna bhi kia marna hay . marnay kay dhab aur bhi hein
                          apnay halaq mein zehar kay badlay, armanoun ka khoon ondail
                          :thmbup:

                          Laai hayaat, aaey qaza ley chali chaley
                          na apney khushi aaey na apni khushi chaley
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Na tujhe chorr sakte hain, tere ho bhi nahi sakte
                            Yeh kaisi bebasi hai aaj hum ro bhi nahi sakte
                            Last edited by Wafa; 29 October 2006, 11:59.
                            sigpic


                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Originally posted by Masood View Post
                              :thmbup:

                              Laai hayaat, aaey qaza ley chali chaley
                              na apney khushi aaey na apni khushi chaley
                              yun choat kha keh buhat mutma'en dikha-ei dein
                              keh jaisay rahatoun mein ho giya izafa ho.....
                              Last edited by Gul; 29 October 2006, 17:06.

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Originally posted by Wafa View Post
                                Na tujhe chorr sakte hain, tere ho bhi nahi sakte
                                Yeh kaisi bebasi hai aaj hum ro bhi nahi sakte
                                yaad hay agar yad-e-mazi tu, wo azab tu ho gee
                                aap say mil na pa-ay jab, wo zindgee ataab tu ho gee
                                Last edited by Gul; 29 October 2006, 12:04.

                                Comment

                                Working...
                                X