Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    an ginn-at loagoun ki chahat nay ossay Dhundhla diya
    wo kahan tak apni Soorat ko badalta ja-ay gaa

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      anginnat logon ney duniya mein muhabbat ki hai
      kaun kehta hai keh sadaq na they jazbey unkey
      lekin unkey liye tash'heer ka koi samaan nahin
      keh woh log bhi apni hi tarha muflis they
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Wohi mun'safon ki rawayatein, wohi faislon ki ibartein
          mera jurm to koi aur tha per meri saza koi aur hai
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            abhi tu hum nafasoon ko hai Veham-e-cahara gari
            Hoi na dard mein phir bhi kammi tu kia ho gaa

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Originally posted by Gul View Post
              abhi tu hum nafasoon ko hai Veham-e-cahara gari
              Hoi na dard mein phir bhi kammi tu kia ho gaa
              Yey sey shair likhna tha na :p
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                yeh teergi tu behar haal chat he eja-ay gee
                naa raas aai hamein roshni tu kia ho ga:):)
                Leejay :)

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  usey bhi ham ney ganwaya teri khushi key liye
                  tujhey bhi dekh liya hai arey zamaney ja

                  Faraz
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Originally posted by Masood View Post
                    usey bhi ham ney ganwaya teri khushi key liye
                    tujhey bhi dekh liya hai arey zamaney ja

                    Faraz
                    Ana The maslehat har ek silsilay mein Huma
                    Wagarna Rahatoun ko koi khareeda nahi jaata

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      in tayz hawaooon mein kahab jaooo gay Mohsin
                      raatoon ko to pagal bhi nikaltay nhi ghar say

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Yon to galat to nahee chehron ka tausar bhi magar
                        Log waisey bhee naheeN jaisey nazar aatey hain


                        Zafar M.

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          nah jaanay kab ka pohnch bhi chuka sar-e-manzil
                          woh shakhs jis ka hamein intizaar rah mein hay

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Yaad us ki bhi hawa he say bandhi hai shayad
                            Aik jhoola sa humain jis ne jhula rakha hai



                            Zafar M.

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              "ye mera tajarba hy husn koi chaal chaly

                              bazi -e -ishq kabhi maat nhi hoti"

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Yeh moajzaa bhi muhabbat kabhi dikhaey mujhey
                                keh sang tujh peh girey aur chot aaey mujhey
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X