Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Originally posted by Masood View Post
    Ye meri wafa ki hain wehshatein Mujhey Ikhtayar-e-junoon nahi
    Jahan naam hum nai suna tera wahin sar ko jhuka deya
    ابھی تو منزلِ جاناں سے کوسوں دور ہوں میں
    ابھی تو راستے ہیں یاد اپنے گھر کے مجھے


    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Originally posted by ahsaas View Post
      ابھی تو منزلِ جاناں سے کوسوں دور ہوں میں

      ابھی تو راستے ہیں یاد اپنے گھر کے مجھے
      ye kia key bilakta hi phiron sham o sehar main..
      tu Rab hey to phir aik hi faryad bohat hey.....!!!!!
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Originally posted by Masood View Post
        ye kia key bilakta hi phiron sham o sehar main..
        tu Rab hey to phir aik hi faryad bohat hey.....!!!!!
        YaRab na Meray DIL Ki Sadda Onn Tak yeh Puhnchay
        Rakhta thaaa Jo Arzoo-e-Gul....Wo Dil Toot Giya hai
        Huma

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Originally posted by Gul View Post
          YaRab na Meray DIL Ki Sadda Onn Tak yeh Puhnchay
          Rakhta thaaa Jo Arzoo-e-Gul....Wo Dil Toot Giya hai
          Huma
          yeh dil ki raah main urta gubaar kis ka hay
          Woh ja chuka hay too phir intizaar kis ka hay
          Nahin woh apna magar us ki raah bhi dekhoon
          Dil-o-nazar pe bhala ikhtiyaar kis ka hay
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Yeh Dukh Ossay mila hai , khud apnay Wajood say
            Hum Ko Jafa ka naam Bhi tu sikhaya Ossi nay hay
            Huma

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Yeh Dukh Ossay mila hai , khud apnay Wajood say
              Hum Ko Jafa ka naam Bhi tu sikhaya Ossi nay hay
              یہ ایک جبرِ مسلسل کہاں تلک میں سہوں
              کہ آئینہ بھی جو دیکھوں اسے بھلا نہ لگے


              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                یہ آئینوں کے قصے ، یہ عکسِ جمال باتیں
                کبھی روشنی مِلے تو ، تُم کو پتہ بھی دیں گے
                ہما
                Last edited by Gul; 23 February 2007, 15:00.

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  Originally posted by Gul View Post
                  یہ آئینوں کے قصے ، یہ عکسِ جمال باتیں
                  کبھی روشنی مِلے تو ، تُم کو پتہ بھی دیں گے
                  ہما
                  يہ اداس اداس سے بام و در، يہ اجاڑ اجاڑ سی رہگزر
                  چلو ہم نہيں نہ سہی مگر سر کوئے يار کوئی تو ہو

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Originally posted by ahsaas View Post
                    يہ اداس اداس سے بام و در، يہ اجاڑ اجاڑ سی رہگزر


                    چلو ہم نہيں نہ سہی مگر سر کوئے يار کوئی تو ہو
                    Woh zidd per utar aatey hain aksar oqaat
                    har cheez peh woh bheas karein gey merey saat
                    har giz bhi na manein gey jo main chahoon ga
                    lekin jo main chahoon ga karein gey wohi baat :)
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Originally posted by ahsaas View Post
                      يہ اداس اداس سے بام و در، يہ اجاڑ اجاڑ سی رہگزر
                      چلو ہم نہيں نہ سہی مگر سر کوئے يار کوئی تو ہو
                      وہ بِچھڑ گیا بِنا کوئی اور راہ دِکھلائے
                      وہ رہنما بھی عجب بے خبر سا ساتھی تھا
                      ہما
                      Last edited by Gul; 23 February 2007, 15:20.

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Originally posted by Gul View Post
                        Wo Bichar gia bina Koi aur raah dikhla-ay
                        Wo Rahnuma Bhi ajab Baykhabar sa Sathi tha
                        Huma
                        aey dil na bnaa ghair ko mehram apna
                        har zakhm peh aap rakh to marham apna
                        tanhaii mein aap apney dukh dard ko jheel
                        apney ko bnaa aap hi hamdam apna
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Originally posted by Masood View Post
                          aey dil na bnaa ghair ko mehram apna
                          har zakhm peh aap rakh to marham apna
                          tanhaii mein aap apney dukh dard ko jheel
                          apney ko bnaa aap hi hamdam apna


                          اور رنجشیں تُمام ہویئں زندگی کے ساتھ
                          اب روح کے دریچے بھی کبھی بند نہ مِلیں گے
                          ہما

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Originally posted by Gul View Post
                            اور رنجشیں تُمام ہویئں زندگی کے ساتھ
                            اب روح کے دریچے بھی کبھی بند نہ مِلیں گے

                            ہما
                            Yeh intiqaam bhi lena tha zindagi ko abhi
                            jo log dushman-e-jaan they woh ghamgusar huwey
                            hazaar bar kiya tark-e-dosti ka khiyal
                            magar Faraz pashemaan har aik baar huwey
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Originally posted by Masood View Post
                              Yeh intiqaam bhi lena tha zindagi ko abhi
                              jo log dushman-e-jaan they woh ghamgusar huwey
                              hazaar bar kiya tark-e-dosti ka khiyal
                              magar Faraz pashemaan har aik baar huwey

                              Yeh Inteha-e-SHoq keh teri gali mein hum
                              Bikhary khaar chuntay hein k Khud Gulab hein
                              Huma's

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Originally posted by Masood View Post
                                aey dil na bnaa ghair ko mehram apna
                                har zakhm peh aap rakh to marham apna
                                tanhaii mein aap apney dukh dard ko jheel
                                apney ko bnaa aap hi hamdam apna
                                اپنی آنکھوں کے آنسوؤں کی چمک
                                کیوں زمانے پہ آشکار کریں

                                Comment

                                Working...
                                X