Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Yeh aur baat keh dil peh qayamat guzar gaii
    shakist khaa ker magar hosla bohat mila
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      agar par jaye adat aap .. apnay sath rehnay ki
      ye saath aisa hay kay insan ko bhi tanha nahi karta !!

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        aahni kalejey ko, zakhm ki zaroorat hai
        ungliyon sey jo tapkey, us lahoon ki hajat hai
        koi saath mein apney aaey ya nahin aaey
        jo miley ga rastey mein, ham ussey pukarein gey
        ab key saal poonam mein, jab tu aaey gi milney
        ham ney soch rakha hai raat yun guzarein gey
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Aansoon ko samjhaua akelle main aya karo
          Mehfil main aa kar sharmida na kiya karo
          Us par anson tapak kar bola
          itne logo main bhi tumhein tanha pata hoo
          ise liye aa jate hain saath dene
          sigpic


          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Ya rab meray naseeb ka Kuch faisla tu kar
            mein yunhi doob jaaon ga k sahil bhi aa-ay ga

            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Ab kaun muntazir hai hamarey liyey wahan
              shaam aa gaii hai lau key ghar jaein ham to kya
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                itna manoos nah ho khalwat-e-gham say apni
                tu kabhi khud ko bhi daykhay ga to dar jaay ga
                ahmed faraz

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  aik zara si baat thi jiska charcha pohancha gali gali
                  ham gumnamo ney phir bhi ehsaan na mana yaron ka
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Aap sach bol rahe hain to pashema kiun hai
                    Yeh wo dunia hai jo achhon ko bura jaaanti hai



                    Zafar M.

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      us ki chahat mein bara ji ka zayaan hy yaroo
                      yeh alag baat k hum nay ussay chaha hay phir bhi

                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Yeh rang chehray kay aur khwab apni ankhoun kay
                        hawa chalay koi aisi bikhar na jaein kahin

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          narasaaai koi kis aankh say daykhay apni
                          hum bhi toootay huay par,raat bhi toofani thi

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Yeh Kehna raat Guzarti hai ab b aankhoun mein
                            Tumhari yaad ka Qaim hai silsila kehna

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              aysay lamhay bhi guzaaray hein tayri furqat mein
                              jab tayri yaad bhi is dil par giraan guzri hay

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                yeh sakoot-e-yaas, yeh dil ki ragon ka tootna
                                khamoshi mein kuchh shakist-e-raz ki batein karo
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X