Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~~Bait Baazi~~

Collapse
This topic is closed.
X
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~~Bait Baazi~~

    Yeh khuda ki dain bhi ajeeb hai isi ka naam naseeb hai
    jissey tuney chaha tujhey milgaya jissey mainey chaha woh mila nahi

    Comment


    • Re: ~~Bait Baazi~~

      Originally posted by aquari View Post
      Yeh khuda ki dain bhi ajeeb hai isi ka naam naseeb hai
      jissey tuney chaha tujhey milgaya jissey mainey chaha woh mila nahi
      نیند آئی ہے نہ کبھی تجھ سے بچھڑ کر ظالم
      اپنی آنکھوں کی قسم تیرے شبستاں کی قسم
      لب جاناں پہ فدا عارض جاناں کے نثار
      شام رنگیں کی قسم صبح درخشاں کی قسم

      Comment


      • Re: ~~Bait Baazi~~

        Masood yehi dastoor-e-duniya hai issey qabool kar!
        harf-e-shikayat bhi lab peh lana na bhool ker!
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~~Bait Baazi~~

          Aap sab sey guzarish hai keh Bait Bazi mein:

          1) Asool ka paas kijiye - jis harf per shair khatam ho usi per sey doosra shair shuru kijiye
          2) Koi post phalang key kisi doosri post ka reply na kijiye
          3) Fazool baton sey ijtinaab bartiyey

          Masood
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: ~~Bait Baazi~~

            Originally posted by Masood View Post
            Masood yehi dastoor-e-duniya hai issey qabool kar!


            harf-e-shikayat bhi lab peh lana na bhool ker!
            رات ہوائیں تیز تھیں بادل ٹوٹ کے برسا تھا
            گلیاں کوچے جل تھل تھےسوچ کا صحرا پیاسا تھا
            بند دریچوں کے شیشوں پر جب بوند نے دستک دی
            میں سمجھا کے تم آئے، انداز تمہارے جیسا تھا


            Comment


            • Re: ~~Bait Baazi~~

              Originally posted by ahsaas View Post
              رات ہوائیں تیز تھیں بادل ٹوٹ کے برسا تھا


              گلیاں کوچے جل تھل تھےسوچ کا صحرا پیاسا تھا
              بند دریچوں کے شیشوں پر جب بوند نے دستک دی
              میں سمجھا کے تم آئے، انداز تمہارے جیسا تھا
              Aankh sey door na ho dil sey utar jaey ga
              waqt ka kya hai? guzarta hai, guzar jaey ga
              Last edited by Masood; 11 April 2007, 12:53.
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~~Bait Baazi~~

                apna zamana aap banate hian aihl-e-dil
                hum wo nahi jinko zamana bana gaya

                Comment


                • Re: ~~Bait Baazi~~

                  اب يہ صحرا ہی تيرے مقدر ميں ہيں
                  تو نے مانگی ہی کيوں تھی دعا ريت پر

                  Comment


                  • Re: ~~Bait Baazi~~

                    Originally posted by ahsaas View Post
                    اب يہ صحرا ہی تيرے مقدر ميں ہيں


                    تو نے مانگی ہی کيوں تھی دعا ريت پر
                    Raaz-e-hasti raaz hai jab tak koi mehram na ho
                    khul geya jis dam to mehram key siwa kuchh bhi nahin
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~~Bait Baazi~~

                      Originally posted by Masood View Post
                      Raaz-e-hasti raaz hai jab tak koi mehram na ho


                      khul geya jis dam to mehram key siwa kuchh bhi nahin
                      نہ دیکھا جان کے اس نے کوئی سبب ہوگا
                      اسی خیال سے ہم دل برا نہیں کرتے


                      Comment


                      • Re: ~~Bait Baazi~~

                        Originally posted by ahsaas View Post
                        نہ دیکھا جان کے اس نے کوئی سبب ہوگا


                        اسی خیال سے ہم دل برا نہیں کرتے
                        yunhi dosh per sanbhaley
                        ghani zulf key doshaaley
                        woh sanwli si rangat
                        wohi nain neend waley
                        Last edited by Masood; 11 April 2007, 13:09.
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~~Bait Baazi~~

                          Originally posted by Masood View Post
                          yunhi dosh per sanbhaley

                          ghani zulf key doshaaley
                          woh sanwli si rangat

                          wohi nain neend waley

                          یہ آرزو تھی حسن مثلِ شمع جل جل کر
                          کسی کی آنکھ کا کاجل ہی بن گیا ہوتا

                          Comment


                          • Re: ~~Bait Baazi~~

                            Originally posted by ahsaas View Post
                            یہ آرزو تھی حسن مثلِ شمع جل جل کر



                            کسی کی آنکھ کا کاجل ہی بن گیا ہوتا
                            andheri raat hai, saya to ho nahin sakta
                            phir yeh kaun hai? jo merey saath saath chalta hai
                            Last edited by Masood; 11 April 2007, 13:17.
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~~Bait Baazi~~

                              Originally posted by Masood View Post
                              andheri raat hai, saya to ho nahin sakta


                              phir yeh kaun hai? jo merey saath saath chalta hai
                              یہ مشتِ خاک ، یہ صر صر ، یہ وسعتِ افلاک
                              کرام ہے یا کہ ستم ، تیری لزتِ ایجاد

                              Comment


                              • Re: ~~Bait Baazi~~

                                Originally posted by ahsaas View Post
                                یہ مشتِ خاک ، یہ صر صر ، یہ وسعتِ افلاک


                                کرام ہے یا کہ ستم ، تیری لزتِ ایجاد
                                Dil ki duniya mein koi ham sa bhi sodaii na ho
                                chaak daman ban key bhi, chahein keh ruswaii na ho
                                uski tasweerein dikhaii dein hamein har saans mein
                                zindagi uska sarapa orrh kar aai na ho
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X