Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Shairoun ki Barsaat :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

    Annkh..........Oun
    Attached Files

    Comment


    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

      Marasam
      Attached Files
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

        Shaks

        BichRa kuch ada say kay Rut hi badal gayi
        Ek Shaks Saaray Shaher Ko Weeran Kar Gaya
        sigpic

        Comment


        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

          :cv::slam1:
          Attached Files

          Comment


          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

            ADA

            Ek Ada pay zindagi day dain gain hum
            Aap ki tou Saadgi ho jayay gi.........!
            sigpic

            Comment


            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

              اپنے دامن میں تو کانٹوں کے سوا کچھ بھی نہیں
              آپ پھولوں کے خریدار نظر آتے ہیں

              Comment


              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                PHOOLON

                Phoolon Ki Arazu Main BaRay ZaKhm Khayay Hain
                Laikin Chaman kay Khaar Bhii Ab Tak Parayay Hain
                Us Par Haraam Hain Gham-e-dauran Kii Talkhiyan
                Jis Kay Naseeb Main Terii Zulfon Kay Sayay Hain
                sigpic

                Comment


                • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                  Arzu :)


                  Click image for larger version

Name:	arzu.jpg
Views:	2
Size:	40.0 KB
ID:	2410606


                  Comment


                  • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                    Bohat khoob Khan Sahab

                    Zindagii Yoon Hoyi Basar Tanha
                    Qaafila Saath Aur Safar Tanhaa

                    sigpic

                    Comment


                    • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                      Buhat shukriya Ali bhai :)

                      @ shair, kahin aap ka shair Tanha Hassan per to nahi hai :lol


                      Oh ye to mai ne ghour hi nahi kia :embarasse
                      Last edited by Mr.Khan; 10 October 2009, 10:02.

                      Comment


                      • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                        Nahin Tha tou nahin magar aap kay kehnay kay baad lagnay laga hay :lol

                        @TOPIC
                        aap shair phir say likhain, meray sha'ir ka ek lafz bhi nahin hay iss main :)
                        sigpic

                        Comment


                        • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                          Originally posted by thefire1 View Post
                          bohat khoob khan sahab

                          zindagii yoon hoyi basar tanha
                          qaafila saath aur safar tanhaa


                          یہ انتقام بھی لینا تھا زندگی کو ابھی
                          جو لوگ دُشمنِ جان تھے وہ غمگُسار ہوئے

                          Comment


                          • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                            cool

                            I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                            Comment


                            • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                              Bohat Khoob Gul, (Meer Taqi Meer ka yeh shair hazir-a-khidmat hay)


                              Dushmani hamasay kii zamaanay nay
                              jo jafaakaar tujhasaa yaar kiyaa
                              ye tavaahum kaa kaaraKhana hay
                              yaan Wohi hai jo aitabaar kiyaa

                              sigpic

                              Comment


                              • Re: Shairoun ki Barsaat :)

                                Aitbaar

                                Gazab kiya tere wadey pe aitbar kiya
                                tamam raat qayamat ka intezar kiya

                                Comment

                                Working...
                                X