Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"Tey" sey shuru honey waaley ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

    Tum nay tu ja k dasht mein khaimay laga liyay
    tanaha kataaay kisi ka safar tum ko iss se kiya

    Comment


    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

      Tumko hai pyar mujh se yeh bataney nahin aatey
      Raaz tumko phir bhi yeh chupaney nahin aatey
      Saanson sey kehtey ho tum dil ki baat
      Yeh jazbaat tumhein lafzon mein tayraney nahin aatey.

      Comment


      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

        Tanhaii mein dil ka sahara aik hawaa ka jhonka tha
        wo b giya hai so-ay biyaabaaan Wapic aana Mushkil hai

        Comment


        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

          tamanna-e-dil ke liye jaan di

          Saliqa hamara to mashhoor hai

          Comment


          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

            Tamanna-e-dil ke liye jaan di

            saliqa hamara to mashhoor hai

            Comment


            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

              Tinkay jo beh gaey darya-e Waqt mein
              Hum hein wo sang-e dasht jo rastay mein thum gay

              Comment


              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                Tammana se nahi tanhai se darte hain,
                pyaar se nahi ruswaai se darte hain,
                milne ki to bohat chahat hai,
                par milne ke baad judaai se darte hain

                Comment


                • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                  Tu hai ek phailti bharti howi khusboo ki tarah
                  mein hoo ek shola-e Tanhaa ki tarah

                  Comment


                  • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                    تمام عمر میری اس امید میں گزری ہے

                    کبھی تو پورا میرے دل کا مدعا ہوگا

                    ہوئی ہے آج اگر آرزو میری پوری

                    تو دیکھتا ہوں کہ یہ ساز بے صدا ہو گا
                    Last edited by Mr.Khan; 22 July 2007, 09:41.

                    Comment


                    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                      Tujh se nahi jura meray dil ka moamla
                      Tu aashnaa Tu tha magar kuch ajnabi b tha
                      Huma's

                      Comment


                      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                        Tum kabhi na meri aazmaish kar sako gey
                        Jaan se zyada kya farmaiish kar sako gey
                        Pyar karte hain itna, jitna samandar me paani hai
                        Kya samandar ke pani ki pemaiish kar sako gey??:)

                        Comment


                        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                          Tu Nay Kehdia Aur Main Nay Maan Liyaa
                          Teray Kahay Par Dil Ko Etibaar Ho Jesay
                          Tujh Say Wabasta Meri Har Khushi
                          Baqee Har Shay Baykaar Ho Jesay

                          Comment


                          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                            Tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                              Taza Ho Jay Ga Dobara Bicharney Ka Mal'al
                              Door Jata Hai tu Khuch Dair Ko Mill Bhi Hum Say
                              Zindagi Thak Gaye ..!!

                              Comment


                              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                                Tumhein pyar kar key nibhana na aaya
                                rulana to aaya hansana na aaya
                                muqadar ko doon din raat bad'duaein
                                jissey do dilon ko milana naa aaya
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X