Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

"Tey" sey shuru honey waaley ashaar

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

    teri talab ka dil aawez hadisa ham ney
    bhula diya hai kaii aur hadison ki tarha
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

      tum nahii ho to ajeeb haal hy dil ka
      yoon jaissy kuchh rakhh key kaheen bhool gaii hon

      Ada Jaafri

      Comment


      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

        Originally posted by baad-e-saba
        tum nahii ho to ajeeb haal hy dil ka
        yoon jaissy kuchh rakhh key kaheen bhool gaii hon
        Ada Jaafri
        Ada Jaafri yah Parveen Shakir???

        tu aey dost kahan ley aaya chehra yeh khursheed misaal
        seeney mein aaba karein gey aankhon mein to sama na sakey
        Ibn-e-Inshaa
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

          confusion hey iss baary mein

          tum ney kab zakham hamaary dekhey
          tum ney jana key sitaary dekhey
          jaany kis dard sey guzrey hon gey
          qaafly woh jo kinaarey dekhey

          Comment


          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

            Peeno ka hai, i think.

            tujh ko pooja hai keh asnaam prasti ki hai
            main ney wahdat key mafaheem ki kasrat kar di

            ahmed nadeem qasmi
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

              Originally posted by Masood
              Peeno ka hai, i think.

              tujh ko pooja hai keh asnaam prasti ki hai
              main ney wahdat key mafaheem ki kasrat kar di
              ahmed nadeem qasmi
              terai rokai sai woh badh aehadh kahan rukta hai
              paown chonai sai tu behtar hai ussai janai dai...
              meri sari kainaat teri aik negah par nesar hai..!!!

              Comment


              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                tum joo mil jaao to jeeney ka bahaana mil jaaey
                apnii kismat pe kareen naaz hamaarii aankheen

                Comment


                • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                  thaa intazaar mujhey jis ka aik muddat sey
                  guzar geya wo achaanak nazar churaay howy

                  Comment


                  • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                    tang aa key ham jo bechany nikly wafa Zia
                    bazaar ney khaloos k bhaao giraa dey

                    Comment


                    • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                      tery bagheer bhary shehar mein bhii yoon guzrii
                      ke jaisy main kissi ujdry howy ghar mein raha

                      Comment


                      • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                        Tumhara Milna tu EK hadisa tha Laikin
                        Ab yeh aik Dastan ban-nay laga hay
                        Huma:rose
                        Last edited by Gul; 15 December 2006, 22:27.

                        Comment


                        • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                          Tumhare shaher ka mausam bara suhaana lagay....
                          mein ek shaam churaa loon agar bura na lagay.....
                          :36_3_10[1]: :rose Jagga :rose :tauba

                          Comment


                          • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                            tumhari bay rukhhi nay laaaj rakh li baada khaanay ki
                            tum aankhon say pila daytay to paymanay kahan jaatay

                            Comment


                            • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                              Tu nay jissay ek hadisa Samjha
                              Kisi Ki zindgee Bana tha woh
                              Hum-Gul

                              Comment


                              • Re: "Tey" sey shuru honey waaley ashaar

                                kisi k gham mein waqar khona ,koi suney ga tto kia kehy ga
                                yeh uth k ratoon mein tera rona , koi ........................
                                zamana chertye shabab ka hye , magar zamana boht bura hye
                                yeh jagna shab ka din mein sona , koi ...........................
                                bhanwar mein chhor detye tto koi aur batt thi ,
                                mujh ko sahil pa la dabona , koi .................................
                                jo jee mein aya tto khoob khela , nazar sey utra tto tor dala
                                kisi ka dil bhi hye kia khalona, koi ....................................
                                kha jo mein ne daro khuda se gar khudiai ka dar naheen
                                tto hans k boley k chup rahoo na koi suney ga tto kia kehye ga

                                Comment

                                Working...
                                X