Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

life ashaar collection

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: life ashaar collection

    Bheer Itni to na thi Shaher k Bazaroon mein
    Khone Wale Tu ne kuch dair to Dhounda hota

    Comment


    • Re: life ashaar collection

      Os Zakham k Bharne mein Zra dair to lage ge
      Jis Zakham k lagne mein ho shamil apno ki anayat

      Comment


      • Re: life ashaar collection

        Hamdardiyaan Khalous Dilasay Tasliyaan
        Dil toutnay k baad Tamashy Bohat Huwe

        Comment


        • Re: life ashaar collection

          Wo baat baat par daita hai Parindo ki Misaal
          Saaf nahi kahta k Mera Shahar chor Do

          Comment


          • Re: life ashaar collection

            A Dil Ab Chor bhi day ose yaad karna
            Wo Qalma nahi hai, Jo tu Kafir hojai ga

            Comment


            • Re: life ashaar collection

              Mare hi hatoon pay meri hi Taqdeer likhi hai
              Or meri hi taqdeer pay mera bass nahi chalta

              Comment


              • Re: life ashaar collection

                Kyn Ouljhte ho in sawaloon mein
                Bewafa tum nahi to ham honge

                Comment


                • Re: life ashaar collection

                  maine dil k derwazay pe likha andar ana mna hy
                  ishaq muskrate howa bola maff kerna main andha ho

                  Comment


                  • Re: life ashaar collection

                    Dil To chahata hai k aag lga kar is dil ko
                    Phir kahean door Khra ho Kar Tamsha dekhon

                    Comment


                    • Re: life ashaar collection

                      Dua to jane kaun si thi,
                      Zehen mein nahin,
                      Bas itna yaad hai,
                      Ke do hatheliyan mili huyi thi,
                      Jin mein ek meri thi,
                      Aur ik tumhari..
                      __________________

                      Comment


                      • Re: life ashaar collection

                        Agar ban mein rehna
                        mukadar hai,
                        Aur
                        yeh aik teh-shuda
                        amar bhi hai,
                        Ke har ban mein
                        bas
                        bherriye muntazir
                        hain mere,
                        Tou yeh sochti hoon,
                        Ke is soorat-e-haal mein,
                        Kyon na phir,
                        Apni marzi ke
                        jungle
                        mein ja basoon…
                        __________________

                        Comment


                        • Re: life ashaar collection

                          Main Pathar Nahe Hoon

                          Mera YaQeen Karo

                          Bus ! Tumhe DIL Sy Utarney Ki Koshish Mein

                          Saari Dunyia Mere DIL Sy Utar Gayi ....!
                          __________________

                          Comment


                          • Re: life ashaar collection

                            Meri kismat ke...
                            Har ek panne pe...
                            Mere jite ji..
                            Baad marne ke...
                            Mere har ek kal...
                            Har ek lamhe mein..
                            Tu likh de mera use...

                            Har kahani mein..
                            Saare kison mein..
                            Dil ki duniya ke...
                            Sacche rishton mein..
                            Zindagani ke..
                            Saare hison mein..
                            Tu likh de mera use..

                            Aye khuda aye khuda..
                            Jab bana uska hi bana..

                            Comment


                            • Re: life ashaar collection

                              Tere sab shikway baja sahi
                              Laikin suno !
                              Kabhi kabhi
                              qayil karney ko
                              dalayil nahi mila kartey
                              Kabhi kabhi
                              lafzon ki muflisi bhi
                              Aa'rey aa jaya karti hai !
                              __________________

                              Comment


                              • Re: life ashaar collection

                                نیم شب کا اجاڑ سناٹا
                                خواب آلود، بے صدا رستے
                                تیرگی سے اٹی ہوئی گلیاں
                                کھردرے سخت، بے چراغ کواڑ
                                سہمی سہمی ہوا کی دستک سے
                                سانس لیتے ہیں بد حواسی میں
                                پیڑ پر چند زرد رو پتے
                                ٹوٹتے ہیں، زمین پر گرتے ہیں
                                جسے بے شکل چاپ پہ اکثر
                                کوئی بیمار دل دھڑکتا ہے
                                ایسی تنہایوں میں بھی اب تک
                                میں تیرے نام جاگتے سوتے
                                ...خیریت کے خطوط لکھتا ہوں
                                __________________

                                Comment

                                Working...
                                X