Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

life ashaar collection

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: life ashaar collection

    kabhi amber hota

    teri umeed ka hasil
    teri koshish ka sila
    mein tere ishq
    tere sabar ka samar hota...

    kya khoob hota jo mein teri rooh ka mehwar hota

    "KAASH"
    Lamha lamha tere wajood mein basar hota

    Comment


    • #62
      Re: life ashaar collection

      Abi lmhy nai bikhry,
      Abi mosam nai bichry,
      Mery kamry ki thandak mein,
      Abi kuch dhoop baqi hay,
      Meri dairy k kuch sfhy,
      Abi kuch keh nai paey,
      Mery aangan k sb pody,
      Abi b gungunaty hain,

      Mery beyjaan honton pr,
      Abi muskaan wesi hy,
      Kisi k loat aney ka
      abi imkaan baqi hy,
      DECEMBER ik bat bolon main,
      Agr tum maan jao,
      DECEMBER thehr jao,
      DECEMBER thehr jao ..

      Comment


      • #63
        Re: life ashaar collection

        tu mere naseeb mai nahi tha

        warna faasla itna bhi nahi tha,

        chahti to tujhe hassil kar sakti thi main

        magar dil zabardasti par razi nahi tha,

        tu aaya tha kisi shahzadon ke des se

        tu apne shehar ka lagta bhi nahi tha,

        tune uske liye mere pyar ko thukra diya tha

        jisne tujh ko kabhi chaha hi nahi tha,

        haan ! sach hai, humne teri qadar ki

        magar tu iss tawwajjo ke qabil hi nahi tha....

        Comment


        • #64
          Re: life ashaar collection

          Safeed Libas Ausy Mery Jism Per Bohat Pasend Tha Faraz.
          Aaj Main Kufen Main Lipta Hon Phir Wo ROta Q Hai?

          Comment


          • #65
            Re: life ashaar collection

            Mohabat Ki Qasam

            Mohabat ki Qasam Wo Aisa Nhi tha..

            Wo Apna tha Mgar Lagta Nhi tha..

            Najane Q na Aaya Mujhse Milne..





            Zamane se To Wo Darta Nhi tha..

            Hansi ki Bari Aadat thi Usko..

            Wo Mujhko Dekh kar Mgar Hansta Nhi tha..

            Mere Dil main hai Shamil Uski Ulfat..

            Wo Mere Jaisa Tha Faqt Mera Nahi Tha.!!

            Comment


            • #66
              Re: life ashaar collection

              جس دن تجھ سے بات نہیں ہوتی
              یوں لگتا ہے دن نہیں چڑھتا
              یوں لگتا ہے رات نہیں ہوتی
              ’’ابھی تو رات باقی ہے‘‘
              ابھی تارے چمکتے ہیں
              ابھی سورج نکلنے میں
              ذرا تاخیر باقی ہے
              ابھی تیری کہی باتیں
              مری پلکوں پہ بیٹھی ہیں
              ابھی منظر جدائی کا
              مری آنکھوں میں ٹھہرا ہے
              ابھی اک آس کا دیپک
              مری آنکھوں میں جلتا ہے
              ابھی جو خود سے کہنی ہے
              وہ مشکل بات باقی ہے
              ابھی کچھ دیر رونا ہے
              ابھی تو رات باقی ہے

              Comment


              • #67
                Re: life ashaar collection

                Wo shayd panchwa din tha...,,,

                Baras guzray kaee
                Main ne "MOHABBAT"
                lafz likha tha...,,,


                Kisi kaghaz k tukray par...,,,



                Achanak yad aya hey,

                kisi se baat karni thi..,,

                Usay kehna tha jaan-e-jaan..,,

                Mujhey tum se MOHABBAT he...,,,

                Magar main keh nahi paya...,,,

                Wo kaghaz aj tak lipta para he dhool main lekin..,,

                Kisi ko De Nahi Paya..,,

                Doobara Chah Kar Bhi Me..,,


                Muhabbat Kar Nahi Paya...!!!

                Comment


                • #68
                  Re: life ashaar collection

                  تیری یادیں

                  رات کی جلتی تنہائی میں
                  اندھیاروں کے جال بنے تھے
                  دیواروں پہ تاریکی کی گرد جمی تھی
                  خوشبو کا احساس ہوا میں ٹوٹ رہا تھا
                  دروازے بانہیں پھیلائے اونگھ رہے تھے
                  دور سمندر پار ہوائیں بادلوں سے باتیں کرتی تھیں
                  ایسے میں ایک نیند کا جھونکا
                  لہر بنا اور گزر گیا
                  پھر آنکھ کھلی تو اس موسم کی پہلی بارش
                  اور تیری یادیں
                  دونوں مل کر ٹوٹ کے برسیں

                  Comment


                  • #69
                    Re: life ashaar collection

                    Mae Ne Intezar Kerna Chur Deya
                    Mae Ne Dard Sena Sek Leya
                    Mae Ne Lap Per Tera Naam Lena Chur Deya
                    Mae Ne Intezar Kerna Chur Deya
                    Mae Ne Aanhkoo Mae Kajal Lagana Chur Deya
                    Meri Ass Umed Tuj Se Te
                    Tuje Per Eitbar Kerna Chur Deya
                    Mae Ne Intezar Kerna Chur Deya

                    Comment


                    • #70
                      Re: life ashaar collection

                      Jeewan kay un sab barsoN men
                      Jo keh
                      Tum bin beet chukay hain !
                      Kaya khoya aur kaya paya hay ?
                      Jab yeh sochoon jan-e-janaN!
                      To ehsaas yeh hota hay
                      Tum ko paa kar
                      Mein nay sari duniya pa lee


                      Jeevan kay sab barson mein
                      Jo keh
                      Tum bin beet chukay hein !
                      Un men saansain baar theen mujh par
                      Un mein ishq khazeena kab tha ?
                      Un mein jeena?
                      Jeena kab thaa !!!!!

                      Comment


                      • #71
                        Re: life ashaar collection

                        " Gaye Dinon ki Azeez BaateiN
                        Nigaar SubheN, Gulaab RaateN
                        Basat-e-Dil bhi Ajeeb Shai hai
                        Hazaar jeeteN, Hazaar MaateN
                        Judaiyon ki hawayen , Lamhon kii
                        Khushk mitti Urraa Rahi hain
                        gaii Ruton ka malal kab tak
                        chalo keh ShakheN
                        to toot'tii hain
                        chalo keh qabron per khoon ronay sey
                        apnii aankhein hii phoot'tii hain .."

                        Comment


                        • #72
                          Re: life ashaar collection

                          Jesa tujhe socha tha
                          jitna tujhe chaha tha
                          socha tha tere Lab per
                          kuch harf duaoon ke
                          kuch phool wafaoon ke
                          mahkeen gy meri khatir
                          kuch bhi too nahi wesa
                          jesa tujhe socha tha
                          jo khawab hi dekhy thy
                          en jagti ankhoon ne
                          sab khaam khiali thy
                          kuch bhi tu nahi wesa..

                          Comment


                          • #73
                            Re: life ashaar collection


                            چاند، گلاب اور میں
                            جو کہتا تھا اکثر مجھ کو
                            چاند، گلاب اور تیرا چہرا
                            تینوں ایک سے لگتے ہیں
                            شاید اس کو خوب خبر تھی
                            چاند بنا ہے شب کا حصٌہ
                            اور گلاب کے سر پر پت جھڑ
                            مجھ کو درد ِ ہجر ملا ہے

                            Comment


                            • #74
                              Re: life ashaar collection

                              اپنے دِل کی بے بسی

                              بے يقيں شاموں کی تنہائی ميں اب بھی
                              بے صدا صُبحوں کی پہنائی ميں اب بھی
                              ميرے اندر سے کوئی تجھ کو
                              تسلسل سے بُلاتا ہے
                              مگر فرقت کی سِل ہٹتی نہيں ہے
                              دُھند چھٹتی ہی نہيں ہے
                              اپنے دِل کی بے بسی
                              کب رو سکوں، کب کہہ سکوں ميں
                              مُنتظر آنکھوں ميں اکثر
                              اشک چُبھنے لگتے ہيں
                              ان ميں گُلابی رنگ سجنے لگتے ہيں
                              تيرے ليے ہم پھر

                              بکھرنے لگتے ہيں

                              Comment


                              • #75
                                Re: life ashaar collection

                                Khatayen yun to bohat ki hai
                                Bohat jhagre bhi hum khud se
                                Mager hai dil pe woh bojh
                                Jo tera dil dukhane se
                                Tujhe sach jhoot k qisse sunane se
                                Meri raton ki neendon ko
                                Azaab kerte hai
                                Mujhe malamat ye behisaab kerte hai
                                Ager ho sake tum se
                                Mere bachpane ko tum
                                Nazar andaaz ker do
                                Ager ho sake tumse
                                Mujhe tum muaaf ker do
                                Mujhe tum muaaf ker do...!!!!

                                Comment

                                Working...
                                X