Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

life ashaar collection

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: life ashaar collection

    adhooray khwaab k andar
    kabhi palkain bichana mat
    adhooray khwaab aankhon ko buhat takleef daitay hain
    adhoori yaad ko dil ki zameen main tum nahin bona
    adhoori yaad dharkan main buhat chubhti sisakti hai
    khalish ban ker khatakti hai
    lahoo main bijliyan ban ker bhatakti hai
    adhoray payar ko …….
    laikin chalo choro, janay do is ko tum
    muhabat,
    payar,
    chahat,
    ishq
    hotay hi adhoray hain

    Comment


    • #47
      Re: life ashaar collection

      Tumharey Baad Mairey Paas
      Kuch Baaqi Nahin Janaan
      Tumhari Chand Yaadein Hain
      Jinhein Mehfooz Rakha Hai
      Tumhari Chand Baatein Hain
      Jinhein Dohraata Hoon
      Tumhari Chand Tasweerein Hain
      Yehi Maira Asasa Hain
      Yehi Maira Asasa Hain ...!!!

      Comment


      • #48
        Re: life ashaar collection


        چاند کی آخری تاریخیں تھی

        چاند کی آخری تاریخیں تھی
        کنجِ چمن کی خوشبو بھری تاریکی میں
        اُس نے دیے کی لَو کو اونچا کیا
        اور میری آنکھوں میں جھانکا
        پھر ہمیں کسی دیے کی ضرورت نہیں رہی

        Comment


        • #49
          Re: life ashaar collection

          Bohat Msroof Ho Shayad,
          Nahi Fursat Zara si Bhi,
          Tumhein Ye Jaan Leney Ki,
          K Ek Jaan Thi Jis Mein,
          Tumhary Bin,
          Nahi Koi Jaan Ab Baaqi....!!!
          Ahmed Hassaan

          Comment


          • #50
            Re: life ashaar collection

            kheil mein muhabbat ke
            haar jeet ka jaanaaN
            faislaa kahaan se ho
            is bisaat per ab ke
            ik taraf ho meray " Tum"
            ik taraf tumhari " Mein "

            Comment


            • #51
              Re: life ashaar collection


              تم ملے بھی، تو ملاقات نہ ہونے پائی
              شام آئی تھی مگر رات نہ ہونے پائی

              ان کہی بات نے اک حشر اٹھا رکھا تھا
              شور اتنا تھا، کوئی بات نہ ہونے پائی

              Comment


              • #52
                Re: life ashaar collection

                Mairi Jaan Ka Dushman Hay Lekin,
                Mujhay Jaan Se Piyaara Lagta Hay...!!!

                Comment


                • #53
                  Re: life ashaar collection

                  Be-Dehaani
                  Kal Uski Aik Choorri Tooti To,
                  Voh Kuch Afsurda Si Ho Gai Aur Mujhse Kehney Lagi,
                  Dekho Meri Choori Toot Kar Haath Par Lag Gai Hay,
                  Aur Ab Dard Hota Hay,
                  ...

                  Comment


                  • #54
                    Re: life ashaar collection

                    wo aaye haiN pashemaaN laash par ab
                    tujhe' ay zindagii laaooN kahaaN sey

                    Comment


                    • #55
                      Re: life ashaar collection


                      لو! میں آنکھیں بند کیے لیتی ہوں ، اب تم رخصت ہو
                      دل تو جانے کیا کہتا ہے،لیکن دل کا کہناکیا

                      Comment


                      • #56
                        Re: life ashaar collection

                        سُنتے ہیں قیمت تمھار ی لگ رہی ہے آج کل

                        سب سے اچھے دام کس کے ہیں ‘یہ بتلانا ہمیں

                        تاکہ اُس خوش بخت تاجر کو مبارکباد دیں

                        (اور اُس کے بعد دل کو بھی ہے سمجھانا ہمیں)

                        Comment


                        • #57
                          Re: life ashaar collection


                          کوئی شے ۔۔۔
                          پلٹ کر واپس نہیں آتی
                          سوائے
                          موسموں کے ۔۔۔۔
                          کاش ۔۔۔۔
                          تم بھی موسم
                          ہوتے ۔۔۔

                          Comment


                          • #58
                            Re: life ashaar collection

                            raat ka pichla pahar hai
                            matmi malboos orhay
                            dard ki in wadiyon se
                            washaton ke raaste se
                            lurkharati
                            dagmagati
                            baal kholay
                            bain karti
                            chandni ko sath le kar
                            meri janib chal pari hai
                            aa rahi hai
                            Teri Yaad...

                            Comment


                            • #59
                              Re: life ashaar collection


                              عمر بیت جاتی ہے
                              انتظار کی بازی
                              رات جیت جاتی ہے

                              جبر کا کڑا لمحہ
                              آس کا بجھا تارا
                              شامِ ہجر کا دریا
                              مجھہ میں ڈوب جاتا ہے

                              اور تم نہیں آتے ۔۔۔۔۔

                              Comment


                              • #60
                                Re: life ashaar collection

                                Lamha lamha
                                tere wajood mein basar hota
                                Khoob hota jo mein
                                teri rooh ka mehwar hota
                                tere dil ke kisi kone mein
                                mera ghar hota
                                teri aankhen jo dekhti
                                mein woh manzar hota

                                kabhi pathar

                                kabhi rimjhim

                                kabhi sawan

                                kabhi badal

                                kabhi panchi

                                Comment

                                Working...
                                X