Re: life ashaar collection
Kabhi veeran raaston par
Koi anjaan si dastak
Agar tum ko sunai day
Sada ki shakal main aa kar kahay
" Mohabbat " naam hai mera
Palat kar dekhna mat tum
Keh is kaar-e-Mohabbat main
Aziyat hi aziyat hai....!!
Kabhi veeran raaston par
Koi anjaan si dastak
Agar tum ko sunai day
Sada ki shakal main aa kar kahay
" Mohabbat " naam hai mera
Palat kar dekhna mat tum
Keh is kaar-e-Mohabbat main
Aziyat hi aziyat hai....!!
Comment