Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~meiji ka intikhaab~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

    very nice

    Comment


    • Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

      Originally posted by baqarkashmiri View Post
      very nice
      Thank u:)

      Comment


      • Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

        my plesaure

        Comment


        • Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

          Kahan Yeh Buss Main Keh Hum Khud Koo Hoosla Daitay
          Yehi Buhat Tha Keh Her Gham Pay Moskora Daitay

          Hawa Key Door Ulajhtee Jo Ungliyoun Say Kabhi
          Hum Asmaan Pur Taira Naam Tak Saja Daitay

          Humaray Aks Main Hooti Jo Zakham-e-Dil Key Jhalak
          Hum Aaienay Koo Bhee Apni Tarah Rula Daitay

          Humain Bhee Rooshniyoun Pur Jo Dastras Hooti
          Kabhi Chirag Jalaty Kabhi Bujha Daitay

          Humaray Paoon Hawa Key Zad Main Thay Warna
          Guzartii Umer Koo Ruk Ruk Kay Hum Sada Daiaty

          Abh Uss Key Yaad Say Uss Ka Badan Tarshtay Hain
          Woh Khawab Bhee Tu Nahee Tha Keh Hum Bhula Daitay

          Comment


          • Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

            Uss Nay Haq Baat Ku Loogoun Say Chupaa Rakha Hai
            Ik Tamasha Sir e Bazaar Laga Rakha Hai

            Woh Yeh Kehta Hai Keh Insaaf Millay Ga Sub Ku
            Jis Nay Munsif Ku Bhee Sooli Pay Charha Rakha Hai

            Aaiy Khuda Log Tujhay Daikhtay Hain Aur Tu Nay
            Aik Firaun فرعون Key Muhlat Ko Barha Rakha Hai

            Comment


            • Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

              nice sharing

              Comment


              • Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

                Woh Nahee Thee, Tu Dil Ik Shaher-e-Wafa Tha Jiss Main
                Uss Kay Hountoun Kay Tasawar Say Tapish Aati Thee!
                Uss Kay Inkaar Pay Bhee Phool Khilaay Rehtay Thay
                Uss Kay Anfaas Say Bhee Shama Jalii Jaati Thee

                Din Iss Umeed Pay Kat Ta Tha, Keh Din Dhaltay Hee
                Uss Nay Kuch Dair Ku Mill Lainay Key Muhlat Dee Hai
                Ungliyaan Barq Zada Rehtii Theen Jaisay Uss Nay
                Apnay Rukhsaroun Ku Choonay Key Ejazat Dee Thee

                Uss Say Ik Lamha Alag Reh Kay Janu Houta Tha
                Jee Main Thee, Uss Ku Na Paain Gay Tu Murr Jain Gay
                Woh Nahee Hai Tu Yey Baynoor Zamana Kiya Hai
                Teergee Main Kissay Dhoundhain Gay Kidher Jaain Gay

                Phir Howa Yey Keh Ussee Aag Key Jaisee Rou Main
                Hum Tu Jaltay Thay Magar Uss Ka Nashaymun Bhee Jala

                Bijliyaan Jiss Key Kaneezoun Main Raha Kartee Theen
                Daikhnay Waloun Nay Daikha Keh Woh Kharmun Bhee Jala

                Iss Main Ik Yousaf-e-Gum Ghasta Kay Hathoun Kay Siwa
                Ik Zulaikha-e-Khud Agah Ka Damun Bhee Jala

                Comment


                • Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

                  Naheen Nigah Main Manzil Tu Justajoo Hee Sahee
                  Naheen Visaal Muyasar Tu Arzoo Hee Shahee

                  Na Tan Main Khun Farahum Na Ashk Ankhoun Main
                  Nimaz-e-Shuq Tu Wajib Hai Bay Vuzu Hee Sahee

                  Kissee Tarah Tu Jamay Bazm Maikada Waloo
                  Naheen Ju Bada-o-Sagar Tu Haoo Hu Hee Sahee

                  Gar Intizaar Kathin Hai Tu Jub Talak Aaiy Dil
                  Kissee Kay Wada-e-Farda key Guftagoo Hee Sahee

                  Dayaar-e-Ghair Main Mehrum Agar Nahee Koi
                  Tu Faiz Zikar-e-Watan Apnay Rubaroo Hee Sahee

                  Comment


                  • Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

                    bohat khoob

                    Comment


                    • Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

                      Originally posted by i see u View Post
                      bohat khoob
                      Thank u:)

                      Comment


                      • Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

                        nice collection

                        Comment


                        • Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

                          Originally posted by Silent Angel View Post
                          nice collection
                          Thank u Angel:)

                          Comment


                          • Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

                            Na Janaay Ajj Kis Ka Khiyaal Ayya Hai
                            Khushi Ka Rang Liay Her Milaal Aaya Hai

                            Voh Aik Shaksh Kay Hasil Na Tha Ju Khud Ku Bhee
                            Mitta Kissee Pay Tu Kaisa Bahaal Ayya Hai

                            Zubaan Pay Harf-e-Talab Bhee Nahee Koi Phir Bhee
                            Nigah-e-Doost Main Rang-e-Jalaal Aaya Hai

                            Kiya Na Zikr Bhee Jiss Ka Tamam Umer Kabhi
                            Hamaray Kaam Buhat Woh Milal Aaya Hai

                            Nahii Hai Tum Say Koi Doosti Bhee Abh Tu Magar
                            Qadam Qadam Pay Yeh Kaisaa Vabaal Aaya Hai

                            Comment


                            • Re: ~*~meiji ka intikhaab~*~

                              nice collection:)

                              Comment

                              Working...
                              X