Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Z.'s Choice

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Ab ke saal kuch aisa karna

    Ab ke saal kuch aisa karna

    meri khushian tum le lena
    mujh ko apney ghum de dena
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #32
      Re: Ab ke saal kuch aisa karna

      hmmm khooooob........kitne sadgi se sab kuch keh dala.....:)
      Allah

      Comment


      • #33
        Re: Ab ke saal kuch aisa karna

        aslaam_u_alikam

        bohat khub bohat hi khubsoorat kalam share kiya hey

        Comment


        • #34
          Re: Ab ke saal kuch aisa karna

          ws,
          aap dono ka shukrya
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #35
            Re: Ab ke saal kuch aisa karna

            Originally posted by barg.e.gul
            "meri khushian tum le lena
            mujh ko apney ghum de dena
            Very nice bohat achha laga. Is mein aik hosla hai aik himmat hai aur phir bhi dil ki baat aakhir mein jaa kahi hai keh: "meri khushiyan tum ley lena - munjh ko apney gham dey dena" - thnx sis :)
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #36
              Aks-e-Khushbo hon Bikharnay say na Rokay Koyee

              Aks-e-Khushbo hon Bikharnay say na Rokay Koyee....
              or Bikhar Jaon tou, Mujh ko na Samaitay Koyeee....

              Kaanp Uth'ti hon main Soch kar Tanhayee main...
              Meray ChehRay par TeRa NAAM na Parh lay Koyee...

              Jis tarah Khu'aab meray ho gayee Raiza Raizaa...
              is Tarah say na ,kabhi toot kar, BiKhRay Koyee...

              Main to Us Din say HarasaN hon,kay Jab Hukm Milay...
              'KhuShk Phoolon ko KitaaBon main Na Rakhay Koyee'..

              Ab to is Raah say Woh Shakhs Guzarta Bhi Nahee...
              Ab Kiss Ummeed pe Darwazay say JhanKay Koye..

              Koye Aahat, Koye AaWaz, Koye Chaap Nahee,...
              Dil ki Galiyan Bari SunSan hain,Aayee Koyee
              ....


              Parveen shakir
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #37
                Re: Aks-e-Khushbo hon Bikharnay say na Rokay Koyee

                Welcome Back Gul... bohat hi umda... intekhaab hai aap ka....
                Visit My Early PS Work
                You Are Welcome To Comment

                Comment


                • #38
                  Re: Aks-e-Khushbo hon Bikharnay say na Rokay Koyee

                  i think yeh Parveen ki ghazal hay :) Bohat umdah kalam hay :)
                  Allah

                  Comment


                  • #39
                    Re: Aks-e-Khushbo hon Bikharnay say na Rokay Koyee

                    buht khoobsorat kalama hai
                    lakin Gul sis yeh aap nay perveen shakir kay section main add kiun nahin kiyaaaa????????
                    For New Designers
                    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                    Comment


                    • #40
                      Re: Aks-e-Khushbo hon Bikharnay say na Rokay Koyee

                      buht khoobsorat kalama hai
                      lakin Gul sis yeh aap nay perveen shakir kay section main add kiun nahin kiyaaaa????????
                      For New Designers
                      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                      Comment


                      • #41
                        aeysey rishtey bhi kah'an they pehley





                        khawahishein jhuryan ban ker ubhrien
                        zakhm seeney mey niha'n they pehley


                        ab to her baat per ro deytey hien
                        waqif sood O ziya'n they pehley


                        dil sey jaisey koi kaanta nikla
                        askh aankhon sey rawa'n they pehley


                        ab faqt anjuman aarai hein




                        hum to shaulo'n ki zuba'n they pehley

                        ab to her taza sitam hai tasleem



                        meyri hamzaad hai tanhai meyri
                        aeysey rishtey bhi kah'an they pehley

                        kishwar naheed
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #42
                          Re: aeysey rishtey bhi kah'an they pehley

                          wah Gul Bohat KhooB :) Keep sharing :rose
                          Allah

                          Comment


                          • #43
                            Re: aeysey rishtey bhi kah'an they pehley

                            wah nice sharing

                            Comment


                            • #44
                              Re: aeysey rishtey bhi kah'an they pehley

                              Assalaam-0-Alaikom:rose

                              very niceeeeee
                              For New Designers
                              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                              Comment


                              • #45
                                Re: aeysey rishtey bhi kah'an they pehley

                                marvellous

                                Comment

                                Working...
                                X