Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Z.'s Choice

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: koi mehram nahi milta jahan mey

    so nice thanks for shairing,.
    YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

    Comment


    • #77
      Re: koi mehram nahi milta jahan mey

      very nice........:)
      sigpic


      Comment


      • #78
        Re: koi mehram nahi milta jahan mey

        kya bataain aap ki tareef hi nahiee kar saktain hai..
        YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

        Comment


        • #79
          Re: koi mehram nahi milta jahan mey

          bohat zabardast

          Comment


          • #80
            Re: tujhey aey zindagi hum door sey pehchan leytey hein

            ummm zabardast
            Thankx for sharing Gul

            Comment


            • #81
              Re: koi mehram nahi milta jahan mey

              bhot he khubsurat :)


              Never trust blindly!!!!

              _______________________________



              _____________________________________________

              Comment


              • #82
                Re: koi mehram nahi milta jahan mey

                nice one:rose
                Har-Fun-Moula

                Comment


                • #83
                  Is tarha ki baton say ijtanab kertay hein.

                  Zindagi k maidaan mein
                  barha ye dekha hay
                  sirf sun nahi rakha
                  khud b azmaya hay
                  tajrabon say sabit hay
                  jo b suntay aye hein
                  us ko theek paya hay
                  es tarha ki baton mein
                  manzilon say pehlay hi
                  sath choot jatay hein
                  loog roth jatay hein
                  tum ko mein bata don phir
                  chahatoon kay rishtoon mein
                  phir girah nahi lagti
                  lag b jaye tu us mein
                  wo kashish nahi rehti
                  ek phika phika sa rabta to rehta hay
                  dilkashi nahi rehti
                  rooh kay taluk mein
                  zindagi nahi rehti
                  lakh bar mil ker b
                  dil kabhi nahi miltay
                  yaad k dareechon mein
                  zehan k jharookon mein
                  titlioon k rugoon say
                  phool phir nahi khiltay
                  es liye mein kahta hon
                  es tarha ki batoon mein
                  ehtiyat kertay hein
                  es tarha ki baton say ijtanab kertay hein.
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #84
                    Re: Is tarha ki baton say ijtanab kertay hein.

                    Adaab!!!
                    bohat umdah gul ji...:phool:
                    Its true chahaton k rishtay mein girah nahin lagni chahieey kabhi bhi
                    sigpic

                    Comment


                    • #85
                      Re: Is tarha ki baton say ijtanab kertay hein.

                      :clap: bohat acha :rose bohat khooB :rose
                      Allah

                      Comment


                      • #86
                        Re: Is tarha ki baton say ijtanab kertay hein.

                        Mashallah Bohth khoob.
                        YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                        Comment


                        • #87
                          Re: Is tarha ki baton say ijtanab kertay hein.

                          bohut khoob zaberdast :thmbup: :)

                          Comment


                          • #88
                            Re: Is tarha ki baton say ijtanab kertay hein.

                            very nice Gul ji


                            Never trust blindly!!!!

                            _______________________________



                            _____________________________________________

                            Comment


                            • #89
                              Mujhay appnay zabt pay naaz tha

                              Mujhay appnay zabt pay naaz tha
                              sar-e-bazm raat yah kia hua
                              meri ankh kaisay chalak gai
                              mujhay ranj hai yah bura hua
                              meri zindagi kay chiragh ka
                              yah mezaj kuch naya nahi
                              abhi roshni abhi teergi
                              na jala hua na bujha hua
                              mujhay jo bhi dushman-e-jan mila
                              wo pukhta kar-e-jehan mila
                              na kisi ki zerb ghalat pari
                              na kisi ka teer khata hua
                              mujhay rastay main para hau
                              aik ajnabi ka khat mila
                              kahin khoon-e-dil say likha hua
                              kahin ansoun say mita hua
                              mujhay humsufer bhi mila to woo
                              sitam zareef meri tarah
                              kai manzilon ka thaka hua
                              kai raston main lutta hua
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment


                              • #90
                                Reet is nagar ki hai aur janay kab say hai

                                Titliyon kay mausam main nochna gulabon ka
                                Reet is nagar ki hai aur janay kab say hai
                                Daikh ker parindon ko bandhna nishanon ka
                                Reet is nagar ki hai aur janay kab say hai

                                Tum abhi naye ho naa is liye pareshan ho
                                Aasman ki janib tum is tarha say mut dekho
                                Aafatain jab aani hoon, tootna sitaron ka
                                Reet is nagar ki hai aur janay kab say hai

                                Shehr kay baashinday bo kay beej nafrat kay
                                Intezar kertay hain fasl ho mohabbat ki

                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X