Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Z.'s Choice

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Is Haftey Ka Sh'ir (02/7-09/7)

    Vo raasty say jo palta to ruk gaya mai bhe
    qadam qadam na rahy safar safar na rahaa
    nazar say giraya is nay kuch is tarah
    kay mai khud apni nigahon mai mo'tabir na raha

    Comment


    • #17
      Re: Is Haftey Ka Lafz (10/7-17/7)

      Raste Bhi Khrab Aatey Hain

      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: Is Haftey Ka Sh'ir (02/7-09/7)

        AOA,


        Shukria ji.


        Sohail Abbasi.
        Apna haq ada karo.

        Comment


        • #19
          Re: Is Haftey Ka Lafz (10/7-17/7)

          zikr-e-shab-e-firaaq se vahashat use bhii thii
          merii tarah kisii se muhabbat use bhii thii
          mujh ko bhii shauq thaa naye cheharo.n kii diid kaa
          rastaa badal ke chalane kii aadat use bhii thii

          Comment


          • #20
            Re: Is Haftey Ka Lafz (10/7-17/7)

            aslaam_u_alikam


            un sey kiyaa rishta thaa wo kiyaa lagtey the merey
            girney lagey jab per sey patey to main royaa bohat

            Comment


            • #21
              Re: Is Haftey Ka Lafz (10/7-17/7)

              Palat sakon na he agay barh sakon jis per
              ye mujhy koun say rastay laga gaya aik shakhs

              Comment


              • #22
                Re: Is Haftey Ka Lafz (10/7-17/7)

                En He Rastoon Na Jen Par Kabhe Tum Thay Sath Maray
                Mujhay Rook Rook Pucha Tara Hamsafar Kahian Hay

                Comment


                • #23
                  Re: Is Haftey Ka Lafz (10/7-17/7)

                  Hota hai zara mushkil her kaam zamany ka
                  manzil ky sabhe rasty aasaan nahe hotay

                  Comment


                  • #24
                    Re: Is Haftey Ka Lafz (10/7-17/7)

                    raastey:
                    Attached Files
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #25
                      Re: Is Haftey Ka Lafz (10/7-17/7)

                      be-zameen logon ko
                      be-qaraar aankhon ko
                      bad-naseeb qadmon ko
                      jis taraf bhi le jaein
                      raaston ki marzi hai


                      be-nishaan jazeeron par
                      bad-gumaan shehron mein
                      be-zubaan musafir ko
                      jis taraf bhi bhatka dein
                      raaston ki marzi hai



                      :rose

                      Comment


                      • #26
                        Re: Is Haftey Ka Lafz (10/7-17/7)

                        ajab janoon e musafat mein ghar se nikla tha
                        khabar nhi hey k soorj kidher se nikla tha

                        yeh kon phir se unhi RASTON mein chorr gaya
                        abhi abhi to azaab e safar se nikla tha

                        Comment


                        • #27
                          Re: Is Haftey Ka Lafz (10/7-17/7)

                          Tumhare aankh sy bas dil tak ka safer kerna hai humko
                          ye kitne khoobsurat manzilo ka raasta hoga

                          Comment


                          • #28
                            Re: Is Haftey Ka Lafz (10/7-17/7)

                            zindagi se maut tak ka rasta tae kiya mein ne
                            tujh se mil k bicherr janay ka itna fasla hey

                            Comment


                            • #29
                              Re: Is Haftey Ka Lafz (10/7-17/7)

                              Inhi pathron peh chal key aa sako to aao
                              merey ghar key raaston mein koi kehkashan nahin
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #30
                                Re: Is Haftey Ka Lafz (10/7-17/7)

                                Raasty main mat betho hawa'ain tang keray ge
                                ujaar diloon ki sadaa tang keray ge
                                mat chaho tout ker kise ko aghaz- e- safer main
                                bichro gay to aik aik ada tang keray ge

                                Comment

                                Working...
                                X