Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Z.'s Choice

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: dekh lo kh'aab magar kh'aab ka charcha na karo

    Very nice :rose

    Comment


    • Re: Waqt ko guzerna hai..!!!

      Originally posted by shy View Post
      gul ye itni khubsurat lines hen k me in ko inpage me likhna chahun gi,kia aap bata sakti ho shaer kon he?:)
      sorry shy
      meyrey paas nahi hai shayir ka naam :$
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • zara sa faisla kerna!

        bara dushwar hota hay
        zara sa faisla kerna,

        ke jeewan kahani ko
        kahan se yaad rakhna hay
        kahan se bhool jana hay,

        issay kitna batana hay
        issay kitna chupana hay,

        kahan ro ro ke hansna hay
        kahan hans hans ke rona hay,

        kahan awaz deyni hay
        kahan khamosh rehna hay,

        kahan rasta badalna hay
        kahan se laut aana hay,

        bara dushwar hota hay
        zara sa faisla kerna,
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • Re: Waqt ko guzerna hai..!!!

          Bohat umdah behna sab alfaaz theek hain aur sachey hain ... good choice :)
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • Re: zara sa faisla kerna!

            Bohat khoob

            Comment


            • Re: zara sa faisla kerna!

              beautiful...................:) one of my favourites
              Dheeray Dheeray Machal Aye Dill-e-Beqarar

              Comment


              • Re: zara sa faisla kerna!

                bohat khubsurat sharing gul

                Comment


                • Re: zara sa faisla kerna!

                  bohat umda

                  Comment


                  • Re: Waqt ko guzerna hai..!!!

                    buht khoob :rose
                    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                    :pr:

                    Comment


                    • Re: zara sa faisla kerna!

                      bohat khoob , I really Like it:)
                      sigpic

                      Comment


                      • Re: zara sa faisla kerna!

                        Faasla karna aasan nahin hota magar faaslon ko sehna us sey bhi dushwaar hota hai - behna achha intikhaab laii ho :)
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: zara sa faisla kerna!

                          very nice choice gul ji....i also like it........:rose :)
                          sigpic


                          Comment


                          • Mujhey kuch aur kehna tha

                            Wo kuch sunta to main kehta , mujhey kuch aur kehna tha
                            Wo pal bhar ko jo ruk jata , mujhey kuch aur kehna tha


                            Ghalat fehmii nay baton ko barha dala yunhi warna
                            Kaha kuch tha , wo kuch samhja , mujhay kuch aur kehna tha


                            Kamai zindagi bhar ki usi kay naam tau kar di
                            Mujhay kuch aur karna tha , mujhay kuch aur kehna tha


                            Kahan us nay suni meri , suni bhi un-suni kar di
                            Usay maloom tha itna , mujhay kuch aur kehna tha


                            Meray dil main jo dar aya , koi mujh main bhi darr aya
                            Waheen ik rabta toota , mujhay kuch aur kehna tha
                            Last edited by Z.; 6 September 2006, 03:02.
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • Re: Mujhey kuch aur kehna tha

                              Bohat khoob..
                              Life is more strict than a teacher
                              A teacher teaches a lesson
                              and takes an exam.
                              But life takes an exam
                              and then teaches a lesson

                              Comment


                              • Re: Mujhey kuch aur kehna tha

                                Bohat umdah:rose
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X