Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Musaddaq Ki Choice

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Musaddaq Ki Choice

    Originally posted by musaddaq View Post
    Raaston ki marzi hai.

    bayqarar aankhon ko ..
    bad naseeb qadmon ko

    be nishaan jazeeron per

    bay zuban musaafir ko ..

    tham lain ya girnay dain ..

    tor dain ya milnay dain

    Ajnabi koi la ker hamsafar bana dalain
    saath chalne walon ki rakh bhi ura dalain

    khak mein mila dalain..
    Haa sub rastoo ki marzii haii...humari marzii kabhi nahi chal patii :embarasse

    Comment

    • Re: Musaddaq Ki Choice

      Originally posted by musaddaq View Post
      Jo khayal the naa qayaas the, wahi log mujh say bichar gaye
      Jo mohabaton ki asaas the wahi log mujh say bichar gaye
      Jinhain mantaa hi nahin yeh dil, wahi log mere hain ham safar
      Mujhe har tarah say jo raas the, wahi log mujh say bichar gaye
      Mujhe lamhe bhar ki rafaqaton ke saraab or satayengay
      Meri umar bhar ki jo pyaas the wahi log mujh say bichar gaye
      Yeh khayal sare hain arzee, yeh gulaab sare hain kaghzi
      Gul aarzu kee jo ba-as the, wahi log mujh say bichar gaye
      Jinhain kar saka na qubool main, woh shareek rah-e-safar huye
      Jo meri talab, meri aas the, wahi log mujh say bichar gaye
      Meri dharkanon ke qareeb the, meri chah the, mera khuwaab the
      Woh jo roz-o-shab mere paas the, wahi log mujh say bichar gaye
      SALAM wah zabar10 anthhhhhhhhhh,khatam,oooooosom bht khub
      :eye:

      Comment

      • Re: Musaddaq Ki Choice

        Originally posted by musaddaq View Post
        Dost bunke bhi nahi saath nibhane wala
        Yehi andaz hai zalim ka zamane wala

        Kya kehen kitne marasim the hamare osse
        Woh jo ke abb shukhs hai monh phair ke jane wala

        Maine dekha hai pyaron ko chamun mai julte
        Hai koi khoawab ki tabeer batane watane wala

        Tum tou takullof ko bhi ikhlas samujhte ho FARAZ
        Dost hota nahi hur haath milane wala
        22222222222good
        :eye:

        Comment

        • Re: Musaddaq Ki Choice

          Originally posted by musaddaq View Post
          Raaston ki marzi hai.

          bayqarar aankhon ko ..
          bad naseeb qadmon ko

          be nishaan jazeeron per

          bay zuban musaafir ko ..

          tham lain ya girnay dain ..

          tor dain ya milnay dain

          Ajnabi koi la ker hamsafar bana dalain
          saath chalne walon ki rakh bhi ura dalain

          khak mein mila dalain..
          OOOOOOOOSOM bht hi ache hai apki collection:thmbup: n specialy 2nd last bund to bht hi afat hai 2good 2222222222222good legiye apka gift:phool:
          :eye:

          Comment

          • Re: Musaddaq Ki Choice

            Originally posted by noora View Post
            OOOOOOOOSOM bht hi ache hai apki collection:thmbup: n specialy 2nd last bund to bht hi afat hai 2good 2222222222222good legiye apka gift:phool:
            :salam: thanx for the gift noora.:)

            Comment

            • Re: Musaddaq Ki Choice

              Kabhi kaha na kissi se terey fasaaney ko
              Na jaane kesey khabar ho gayi zamaaney ko

              Dua bahaar ki maangi tou itney phool khiley
              Kahein jaga na rahi merey aashyaaney ko

              Meri lehad pe patangoun ka khun hota hay
              Huzoor shama na laya karein jalaaney ko

              Suna hey ghair ki mehfil mein tum na jaaoge
              Kaho tou aaj sajaaloun gharib khaaney ko

              Daba ke qabar mein chal dieye, na dua na salaam
              Zara si dair mein kya hogaya zamaaney ko

              Ab aagey iss mein tumhara bhi naam aayega
              Jo hukm ho tou yahein chorr doun afsaaney ko

              Comment

              • Re: Musaddaq Ki Choice

                Originally posted by musaddaq View Post
                Raaston ki marzi hai.

                bayqarar aankhon ko ..
                bad naseeb qadmon ko

                be nishaan jazeeron per

                bay zuban musaafir ko ..

                tham lain ya girnay dain ..

                tor dain ya milnay dain

                Ajnabi koi la ker hamsafar bana dalain
                saath chalne walon ki rakh bhi ura dalain

                khak mein mila dalain..

                haan bhi raaston ka bhi ham pay he ajarah hay
                Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                Comment

                • Re: Musaddaq Ki Choice

                  Originally posted by Dil_E_Veran View Post
                  haan bhi raaston ka bhi ham pay he ajarah hay
                  :)

                  Comment

                  • Re: Musaddaq Ki Choice

                    Originally posted by musaddaq View Post
                    Raaston ki marzi hai.
                    .
                    issi liye shayad kehtey hein key phoonk phoonk key chalna chahiye :d

                    acha inteykhaab:thmbup:
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • Re: Musaddaq Ki Choice

                      raastoon ki marzi hay...........
                      my favorite :)

                      boht khoob intikhaab
                      khush rahiay:)

                      Comment

                      • Re: Musaddaq Ki Choice

                        Originally posted by musaddaq View Post
                        Kabhi kaha na kissi se terey fasaaney ko
                        Na jaane kesey khabar ho gayi zamaaney ko
                        Aisi baatain zuban sey bayan naa bhi ki jayain phr bhi sub pr ayaan hojati hain:blush:

                        Dua bahaar ki maangi tou itney phool khiley
                        Kahein jaga na rahi merey aashyaaney ko
                        ouper wala jub bh deta hia chapar phaar k deta hai..:khi:
                        hum kisi haal main khush nahi naa ..:)
                        Meri lehad pe patangoun ka khun hota hay
                        Huzoor shama na laya karein jalaaney ko
                        shama akeley jal bhi tu nahi saktii....lehd ka kya haii us ney tu waisey hi samit lenaa hai us khoon ko !:embarasse

                        Suna hey ghair ki mehfil mein tum na jaaoge
                        Kaho tou aaj sajaaloun gharib khaaney ko
                        ager us ney khush kr bhi dyaa yeh keh kr wahan na jaye gaa tu humkhud sakhtaa kitni umed bandh letey haii naa.....
                        Daba ke qabar mein chal dieye, na dua na salaam
                        Zara si dair mein kya hogaya zamaaney ko
                        yehi dastoor hia hr kisi ko akeley hi is duniya sey jana haii ..janey waloo ko loog pal main bhool jatey hian !

                        Ab aagey iss mein tumhara bhi naam aayega
                        Jo hukm ho tou yahein chorr doun afsaaney ko
                        woh afsana hi kya jo mukamil hojayee..adhoorey fasaney apney under poori dastan rakhteyy hain

                        Comment

                        • Re: Musaddaq Ki Choice

                          Ankhein bhi wohi hain dareecha bhi wohi hai...
                          aur soch ke aangan mein utarta bhi wohi hai...

                          jis ne mere jazbon ki sadaqat ko na jaana...
                          ab meri rafaqat ko tarasta bhi wohi hai...

                          is dil ke kharabe se guzar kis ka hoa hai...
                          aankhein bhi wohi hai hont bhi lehja bhi wohi hai...

                          jo kuchh bhi kaha tha meri tanhayi ne tujh se...
                          is shehar ki deewar pe likha bhi wohi hai...

                          woh jis ne diye mujh ko muhabbat ke khazane...
                          badal ki tarah aankh se barsa bhi wohi hai..

                            zaberdast..:thmbup:

                            jis ne mere jazbon ki sadaqat ko na jaana...
                            ab meri rafaqat ko tarasta bhi wohi hai...

                            aksar loog humain khoo deney k bad hi humari qadar jan patey hian

                                Working...
                                X