Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Musaddaq Ki Choice
Collapse
X
-
Re: Musaddaq Ki Choice
sab se chhupa ke dard jo wo muskura diyauss ki hansi ne to aaj mujh ko rula diya,
lehje se uth raha tha har ik dard ka dhuaan
chehra bata raha tha ke sab kuch ganwa diya,
aawaaz mai thehraav tha aankhon mai nami thi
aur keh raha tha maine sab kuch bhoola diya,
jane kya uss ko logo se thi shikayatein
tanhaiyon ke des mai khud ko basa liya,
khud bhi wo hum se bichhar kar adhura sa ho gaya
mujhe ko bhi itnay logo mai tanha bana gaya.......
Comment
-
Re: Musaddaq Ki Choice
tera dard tha, teri yaad thi
mai jaha raha, mai jidhar gya
junhi shaam hoi mai bikhar gya
is abar ka meray yaar say
bara milta julta mzaaj hai
kabi toot kar baras gya
kabi bayrukhi mai guzar gya
jab mai chor dounga wo gali
usay yaad aaye gi tab meri
khojay gi wo tab mujhay
usay khabar milay gi mai mar gya
abhi tung hai wo meray naam say
meray baad aaye gi wo dosto
wo tumhi ko rok kay poochay gi
Comment
-
Re: Musaddaq Ki Choice
Tujhe ishq ho khuda kare
Koi tujh ko us se juda kare
Tare huant hansana bhoal jae
Tari ankh por nam raha kare
Tu us ki baat suna kare
use deakh kar tu roo pare
Wo nazar jhokha kar chala kare
Tujhe hijar ki wo jhari lage
Tu milan ki har pal dua kare
Tare khawab bekhare toat kar
Tu kirchi kirchi chuna kare
Tu nagar nagar phira kare
Tu gali gali sada kare
Tujhe ishq ho phir yaqeen ho
Ise tasbhion par parha kare
Mein kahon ishq dhoang hai
Tu nahi nahi kia kare.
Comment
-
Re: Musaddaq Ki Choice
Originally posted by musaddaq View Posttera dard tha, teri yaad thi
mai jaha raha, mai jidhar gya
junhi shaam hoi mai bikhar gya
is abar ka meray yaar say
bara milta julta mzaaj hai
kabi toot kar baras gya
kabi bayrukhi mai guzar gya
jab mai chor dounga wo gali
usay yaad aaye gi tab meri
khojay gi wo tab mujhay
usay khabar milay gi mai mar gya
abhi tung hai wo meray naam say
meray baad aaye gi wo dosto
wo tumhi ko rok kay poochay gi
Comment
-
Re: Musaddaq Ki Choice
Originally posted by musaddaq View Postthanks :)
Originally posted by musaddaq View Postkhafa hona manalena,
ye sadiyo se riwayat hai
Mohabbat ki alamat hai...
Gile Shikwy karo mujh se..
tumhe yaara ijazat hai...
Magar Ik baat meri bhi..
Hamesha Yaad rakhna tum...
Kabhi aissa bhi hota hai..
Hawaiein rukh badalti hian..
Khizaeyn lout aati hain..
Khatayen ho hi jati hain..
Khafa hona bhi mumkin hai..
Khata hona bhi mumkin hai..
Magar yu hath se daman
Churaya nahi karte..
Hamesha Yaad rakhna tum...
Talluq tor dene se...
Kabhi toota Nahi karte ...
Kabhi toota nahi karte...
Originally posted by musaddaq View PostKoi to ho aisa jo sirf mera ho
Baton me unki khushbu ho
Dil me unka basera ho
Chahy to chahat meri
Mangy to mohabbat meri
Wo chand ki chandni ho to
Chand sirf mera ho
Wo falak ki roshni ho to
Suraj sirf mera ho
Wo pholon ki khushbo ho to
Ehsas sirf mera ho
Wo falak ka ujala ho to
Charagh sirf mera ho
Wo ishq or mohabbat ho to
Dil sirf mera ho
Wo pani ka cheenta ho to
Darya sirf mera ho
Wo kismat ki lakeer ho to
Hath Sirf mera Ho.
gud collection :thmbup:
Comment
-
Re: Musaddaq Ki Choice
Originally posted by musaddaq View Postsab se chhupa ke dard jo wo muskura diya
uss ki hansi ne to aaj mujh ko rula diya,
lehje se uth raha tha har ik dard ka dhuaan
chehra bata raha tha ke sab kuch ganwa diya,
aawaaz mai thehraav tha aankhon mai nami thi
aur keh raha tha maine sab kuch bhoola diya,
jane kya uss ko logo se thi shikayatein
tanhaiyon ke des mai khud ko basa liya,
khud bhi wo hum se bichhar kar adhura sa ho gaya
mujhe ko bhi itnay logo mai tanha bana gaya.......Originally posted by musaddaq View Posttera dard tha, teri yaad thi
mai jaha raha, mai jidhar gya
junhi shaam hoi mai bikhar gya
is abar ka meray yaar say
bara milta julta mzaaj hai
kabi toot kar baras gya
kabi bayrukhi mai guzar gya
jab mai chor dounga wo gali
usay yaad aaye gi tab meri
khojay gi wo tab mujhay
usay khabar milay gi mai mar gya
abhi tung hai wo meray naam say
meray baad aaye gi wo dosto
wo tumhi ko rok kay poochay giOriginally posted by musaddaq View PostTujhe ishq ho khuda kare
Koi tujh ko us se juda kare
Tare huant hansana bhoal jae
Tari ankh por nam raha kare
Tu us ki baat suna kare
use deakh kar tu roo pare
Wo nazar jhokha kar chala kare
Tujhe hijar ki wo jhari lage
Tu milan ki har pal dua kare
Tare khawab bekhare toat kar
Tu kirchi kirchi chuna kare
Tu nagar nagar phira kare
Tu gali gali sada kare
Tujhe ishq ho phir yaqeen ho
Ise tasbhion par parha kare
Mein kahon ishq dhoang hai
Tu nahi nahi kia kare.aay gham-e-hijr-e-yaar,ye tu bata
kia tujhay koe kaam kaaj nahi!
Comment
-
Re: Musaddaq Ki Choice
Originally posted by musaddaq View PostTujhe ishq ho khuda kare
Koi tujh ko us se juda kare
Tare huant hansana bhoal jae
Tari ankh por nam raha kare
Tu us ki baat suna kare
use deakh kar tu roo pare
Wo nazar jhokha kar chala kare
Tujhe hijar ki wo jhari lage
Tu milan ki har pal dua kare
Tare khawab bekhare toat kar
Tu kirchi kirchi chuna kare
Tu nagar nagar phira kare
Tu gali gali sada kare
Tujhe ishq ho phir yaqeen ho
Ise tasbhion par parha kare
Mein kahon ishq dhoang hai
Tu nahi nahi kia kare.
Comment
-
Re: Musaddaq Ki Choice
Mohabbat rog hoti hai kaha b tha,
rula ka khud b roti hai kaha b tha,
use tum dil ki dharti ka pata mat do
ye us main dard boti hai kaha b tha,
kinare k bohat nazdeek le ja kar
ye kashti ko daboti hai kaha ba tha,
azal se is ki aadat hai
zamane ko jaga kar khud ye soti hai kaha b tha.....
Comment
-
Re: Musaddaq Ki Choice
Mujhey arzoo e seher rahi yunhi raat bhar bari dair tak
Na bikhar sake na simat sake yunhi raat bhar bari dair tak
Hai bohat azaab aur akaily hum, shab e gham bhi meri taweel tar
Rahi zindagi bhi saraab aur rahi aankh tar bari dair tak
Yahan har taraf hai ajeeb samaan, sabhi khud pasand, sabhi khud numa
Dil e be-qaraaar ko na mila koi chara gar bari dair tak
Mujhay zindagi hai aziz tar isi wastey mery hamsafar
Mujhay qatra qatra pila zehr, jo karey asar bari dair tak
Na sakoon e jaan na shreek e gham mila is jahan mein chaar su
Teri yaad thi meray saath jo rahi darr b darr bari dair tak
Yahan shehar e dil bhi udaas hai aur ujaar ujaar si rah guzar
Rahey teray baad dhwaan dhwaan meray baam o dar bari dair tak
Comment
-
Re: Musaddaq Ki Choice
Abhi tau rut badalni thi abhi tau phool khilnay thay
abhi tau shaam dhalni thi abhi tau zakhm silnay thay
Abhi tau serzameen-e-jaaN pe ik baadal ko ghirna tha
abhi tau wasl ki baarish meiN nangay paaoN phirna tha
Abhi tau kasht-e-ghum meiN ik khushi ka khwab bona tha
abi tau sainkRoN sochi hui baatoN ko hona tha
Abhi tau saahiloN pe ik hawa-e-shaad chalni thi
abhi jo chal rahi hai ye tau kuchh din baad chalni thi!
Comment
Comment