Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Salauddin Mengal Ka Intikhab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Aitbaar Tootay Tou

    Originally posted by ummid
    bahiee jaan.....................................:embarasse
    humara dum nahi nikla bus............hum ummid hain...girl.........
    chaliye statment change kijye apni.........
    Ummid main is ghalati ke liye muhazirat chahta hoon ok..

    main aap ko behn pukar sakta hoon..

    Ek Shaher arz hai.

    ~!~ MAI BUJHE GIYA HOON~!~

    IK DIYA HOON

    TAIZ HAWAON KAI JHONKON SAI
    BUS BUJHE GIYA HOON

    MAI JALRAHA THA BARSOON SAI
    NIBBAT RAHA THA ARSOON SAI

    AB BUJHE GIYA HOON
    HAAN IK DIYA HOON

    JALTA THA TO ROSHNI THI
    ANDHAIROON MAI GHIR GIYA HOON

    MAI BUJHE GIYA HOON
    IK DIYA HOON

    MUJHE SAI WABASTA SAATOON NAI
    MOON MUJHE SAI MOOR LIYA HAI

    MAIRAY ANDHAIROON KO
    MAIRAY SANG AKAILA CHOR DIYA HAI

    BUS ABB AANDHION KA INTIZAR HAI
    MAIRA ABB RAHNA BAIKAAR HAI

    MAI BUJHE GIYA HOON

    HAAN IK DIYA HOON
    YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

    Comment


    • Re: yahi nahie ke faqat hum.

      Originally posted by Lexicon
      ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
      Tootey khwaab ki kirchiyon ne
      Jab lahoo bahaaya aankhon se
      Khwaab mein khoyi aankhon ko
      Din raat jagaana seekh liya
      Patthar ho gayin aankhein ab tau
      Tak tak raah bahaaron ki
      Dard ke sookhey patton se
      Iss dil ko sajaana seekh liya


      ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

      Yehi nahi k faqat ham hi iztaraab mein hain
      Hamaare bhoolne waale bhi is azaab mein hain
      Isi khayaal se har shaam jald neend aaee
      K ham se bicharre hue log shehr-e-khwaab mein hain
      Azeez kiyun na ho maazi ka har waraq ham ko
      k chand sookhe hue phool is kitaab mein hain

      ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
      bohut hi zaberdast Lexicon
      especially
      Azeez kiyun na ho maazi ka har waraq ham ko
      k chand sookhe hue phool is kitaab mein hain

      Comment


      • Re: Aitbaar Tootay Tou

        Originally posted by Lexicon
        AITBAAR TOOTAY TOU
        WO BHI AISAY LOGON PAR
        JIN KO APNA HAM JANAIN
        JAB BHI GHAM SAY BHOJHAL HON
        UN KO MAHRABA'N MANAIN
        AITBAAR TOTAY TOU
        AISAY ZAKHM MILTAY HAIN
        JO KABHI NAHI BHARTAY
        MAHRABAN SAYEE JAB HAM SAY ROOTH JAYEN TO
        AISII DHOOP MILTII HAY
        JIS MAIN ROOH JALTI HAY
        AITBAAR TOOTAY TOU
        DIL K AAINAY JO HAIN
        WO BHI TOOT JATAY HAIN
        WO JO AKS APNAY HON
        WO BHI ROOTH JATAY HAIN
        AITBAAR TOOTAY TOU
        AISAY ZAKHM MILTAY HAIN
        AISEE DHOOP MILTI HAY
        AISAY AKS KHOTAY HAIN
        LOOG HANS BHI LAIN SHAYAD
        DIL HAMAISHA ROTAY HAIN
        AITBAAR TOOTAY TOU............

        ohh its my fav. or ye meri dairy mein likhi thi jo kho gayii
        thanx 4 sharing:phool:

        Comment


        • (( Teri Dosti ))

          (( Teri Dosti ))

          Tu door hai mujh sey, per paas bhi hai ,,
          Teri kami main kahin , tera ehsaas bhi hai..


          Tujh sey Dost hain laakhon, jahan main merey,
          Per tu Dost bhi hai, aur khaas bhi hai ..


          Tuney Khushiyan mujhey itni di hain keh aaj,,
          Tujhey khoney ka dil main ehsaas bhi hai ...


          KHUDA ne yuun nawaza, teri Dosti se mujhey,,
          Keh mujhey khud pe gumaan hai, aur naaz bhi hai,,

          Last edited by Salauddien Mengal; 17 June 2006, 14:42.
          YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

          Comment


          • Re: yahi nahie ke faqat hum.

            Madihak Bahiee jaan bohth shukriya reply karnae. ka...
            YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

            Comment


            • Re: Aitbaar Tootay Tou

              u are well come ...........
              YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

              Comment


              • Re: Aitbaar Tootay Tou

                Remarkable

                Comment


                • Re: yahi nahie ke faqat hum.

                  it is very sweet poetry

                  Comment


                  • Re: (( Teri Dosti ))

                    its remarkable
                    every person can use it to flatter his or her friend

                    Comment


                    • Re: Aik Nazam - Posted by Lexicon

                      laila
                      View Public Profile
                      Send a private message to laila
                      Find all posts by laila
                      Add laila to Your Buddy List

                      #12
                      sensible (Online)
                      NewComer

                      Posts: 27
                      Join Date: Sat 10 Jun 2006

                      Re: Aj Phir Tum Nazar Nahi Aye...! - 06-17-2006 , 06:02 PM

                      --------------------------------------------------------------------------------


                      suniyie lexicon saab apni pehli nazam kaa nazraana(hashar nashar)

                      tujeh shair-o-shaairy ko bekittaab samona hoga
                      a merey naadan tujeh baar baar ronaa hoga

                      kesey raaja ke tujeh dil pe he ikhtiar nahi
                      bano shaair tho pehley dil ko apna khhonaa hoga

                      tu shaair aala paae ka kissey maalum hai
                      moon mey chusni terey haathon mey khilonaa hoga

                      a dil-e naadan tujhe baar baar ronaa hoga

                      terey dil mey koi chor tujeh maalum nahi
                      dar-i-dil mey tera baarik saa jharonaa hoga

                      mey ne jab nazm mey taarif ki bayan jiski
                      teri tarah bhi woh dunya mey ik namoonaa hoga


                      *******ab bhi nahi samleh,lexicon*********

                      --------------------------------------------------------------------------------
                      Last edited by Mujahid Khan; 17 June 2006, 15:19.

                      Comment


                      • Re: yahi nahie ke faqat hum.

                        lexicon saab ab aap apni dusri nazam (ka hashar nashar)dekhiyega

                        tootey jo sher tho aankhon ne
                        so lahoo bahaya aankhhon se

                        jub qadar ki ustaadon ki
                        tho sher banana seekhh lia

                        teri nazmein thhandak aankhhon ki
                        main wah wah bhi chillaoonga

                        thak thak raah usthadon ki
                        aur mehfil bhi sajana seekhh lia

                        Comment


                        • Re: Aitbaar Tootay Tou

                          Originally posted by Lexicon
                          Ummid main is ghalati ke liye muhazirat chahta hoon ok..

                          main aap ko behn pukar sakta hoon..

                          Ek Shaher arz hai.

                          ~!~ MAI BUJHE GIYA HOON~!~


                          IK DIYA HOON

                          TAIZ HAWAON KAI JHONKON SAI
                          BUS BUJHE GIYA HOON

                          MAI JALRAHA THA BARSOON SAI
                          NIBBAT RAHA THA ARSOON SAI

                          AB BUJHE GIYA HOON
                          HAAN IK DIYA HOON

                          JALTA THA TO ROSHNI THI
                          ANDHAIROON MAI GHIR GIYA HOON

                          MAI BUJHE GIYA HOON
                          IK DIYA HOON

                          MUJHE SAI WABASTA SAATOON NAI
                          MOON MUJHE SAI MOOR LIYA HAI

                          MAIRAY ANDHAIROON KO
                          MAIRAY SANG AKAILA CHOR DIYA HAI

                          BUS ABB AANDHION KA INTIZAR HAI
                          MAIRA ABB RAHNA BAIKAAR HAI

                          MAI BUJHE GIYA HOON



                          HAAN IK DIYA HOON
                          Arey koi baat nahi.:na: ..........hum tu mazaq ker rahe the .......mazaret karne ki koi zarorat nahi........Pukarene ki koi zarorat nahi aap board per likh diya kijye:D aur dil se maan lijye kaafi hai.:) .......han!! shair itna bada nahi hota bhai.......yeh aisa hona chaiye tha: Aik nazam arz hai........:lpop:

                          Comment


                          • Re: A dil Rona nehi hai

                            tootey jo sher tho aankhhon ne
                            so lahoo bahaya aankhhon sey

                            jub qadar ki ustadon ki
                            tho sher banana seekhh lia

                            teri nazm hai thhandak aankhhon ki
                            mey wah wah bhi chillaoonga

                            thak thak rah ustadon ki
                            aur mehfil bhi sajana seekhh lia

                            **********mujahid************

                            Comment


                            • Re: Aitbaar Tootay Tou

                              nice sharing


                              Never trust blindly!!!!

                              _______________________________



                              _____________________________________________

                              Comment


                              • Re: A dil Rona nehi hai

                                a merey nadaan tujeh baar baar ronaa hoga
                                tujeh apni shaairy ko bekitaab samonaa hoga

                                tu raja hai aur tujeh dil pe he ikhtiar nahi
                                bano shaair tho pehley dil ko bhi khhonaa hoga

                                tu shaair aala paaee ka kisey maaloom ye
                                moon me chusni terey hathon mey khhilonaa hoga

                                a merey nadaan tujeh baar baar ronaa hoga

                                terey dil mey hai koi chore tujeh maaloom nahi
                                dar-i-dil mey koi baarik saa jharonaa hoga

                                mey ney jub nazm mey taarif ki bayan jis ki
                                teri tarah woh bhi dunya mey ik namoona hoga
                                Last edited by Mujahid Khan; 17 June 2006, 18:38.

                                Comment

                                Working...
                                X