Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Salauddin Mengal Ka Intikhab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: December..

    Jo maanga tha du'a mein ro ro kai wo mila nehi
    Es liye ab kuch maangna ki chahat nehi
    ------------------------------------------------
    ------------------------------------------------
    Aanso kai samandar jis ka leya baha diye Hum nai
    wohi ajj humara nehi
    ------------------------------------------------
    ------------------------------------------------
    Humhe bhi ab kio shikayat nehi
    kyon ka ab humhe jeena ki chahat nehi
    ------------------------------------------------
    ------------------------------------------------
    Bohat kar leya Atibaar logo per
    Ab hum ko kesi per bhi Atibaat nehi
    ------------------------------------------------
    ------------------------------------------------
    zindagi Na janey kab da dai dhoka
    es liye ab es zindagi per bhi hum ko barosa nehi
    ------------------------------------------------
    ------------------------------------------------
    Bohat intizaar kar leya us ka
    per wo aya hi nehi
    ------------------------------------------------
    ------------------------------------------------
    Jise ro ro kar du'a mein maanga wo mila nehi
    es liye "Tariq" ko ab kuch maangna ki chahat nehi
    -----------------------------------

    -----------------------------------
    YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

    Comment


    • Humari Yaad

      HUMARI YAAD





      Tumhe hamari yaad kabhi to aati hogi
      dil ki dhadkan bhi shayed bhar jati hogi
      kitna chaha tha humne ke saath saath rahe
      yeh soch kar tumhari bhi aankh bhar aati hogi




      beete din ab wapas to nahi aa sakte
      kho diya hai jo use to nahi pa sakte
      dhool si hi rah gayi hai baki hawa mein
      kash tumhe zindgi me phir se bhoola sakte





      zindgi choti hai magar itni choti bhi nahi
      Aankhen sookh gayi hai aur ab roti bhi nahi
      zara zara si baton pe agar hum na jhagarte
      to shayed yeh zindgi tumse juda hoti bhi
      YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

      Comment


      • Zaban se na kuch kahti thi

        Zaban se na kuch kahti thi
        Na hounton se kuch kahti thi
        --------------------------------------------------------
        --------------------------------------------------------
        Na hi lafzooh mein kuch kahti thi
        Na hi ishare se kuch kahti thi
        --------------------------------------------------------
        --------------------------------------------------------
        Bus chup se rahti thi
        Per dil mein bohat piyar karti thi
        --------------------------------------------------------
        --------------------------------------------------------


        izhar-e-mohabbat karne ki us mein himat na thi
        Bus usey door jate dhek kar Roti rahti thi
        --------------------------------------------------------
        --------------------------------------------------------


        choti choti baato per larna lagti thi
        choti choti baato per rona lagti thi
        --------------------------------------------------------
        --------------------------------------------------------
        Har baat dil par la leti thi
        apna yar ko kesi aur ka saath baatain karte dhek kar jalti thi
        --------------------------------------------------------
        --------------------------------------------------------
        Raat ko tanhaiyon mein roti thi
        Aur Din main sab ko hasati thi
        --------------------------------------------------------
        --------------------------------------------------------


        pehle khud gussa karti thi
        Phir khud hi majhey mananey ati thi
        --------------------------------------------------------
        --------------------------------------------------------


        dhoka kya hota hai usey maloom hi na tha
        jaisa masoom bachi si lagti thi
        --------------------------------------------------------
        --------------------------------------------------------


        duniya ki ranginya kya hoti hai yeh usey pata hi na tha
        bus has kar logo ko hasati thi
        --------------------------------------------------------
        --------------------------------------------------------


        kal khwab mein dheki thi "Tariq" nai yeh larki
        nazra jhukaye chal rahi thi
        ----------------------------------------------------
        YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

        Comment


        • Re: yahi wafa ka sila hai to koi baat nahi

          Originally posted by Rida
          Assalaam-0-Alaikom:rose

          buht khoob................:)
          boht shukriya..
          YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

          Comment


          • Re: yahi wafa ka sila hai to koi baat nahi

            Originally posted by Saaram
            Bohat umdah:rose
            thanks very much......
            YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

            Comment


            • Re: yahi wafa ka sila hai to koi baat nahi

              Originally posted by sensible
              bazme raqeeb mey jana qata taalluq na hua
              yahi wafa ka sila hai tho koi bath nahi

              dhayie hain buhoth zulm par shikwaa na gila
              tujeh sukoon jo mila hai tho koi bath nahi

              tu ne dekha ke mey uss waqt bhi na roya tha
              hamarey beech khilaa hai tho koi baath nahi

              her taswwar mey tujeh phool he aakhir samjah
              tu jo kanton mey khhila hai tho koi baath nahi

              teri maasoom nigahon ki shrarat ka nasha
              mey nasha hoon yeh gila hai tho koi baath nahi

              yeh wada thah sitare thord laaunga tujeh mey
              ub teri jholi mey gira hai tho koi baath nahi
              thanks very much.............
              YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

              Comment


              • Re: Teri Yaadon ke Bina koi Lamha Guzaara Nahin

                Tum mere paas hote ho, goyA
                Jab koi doosra nahiN hotA - Momin Khan Momin

                Hasraton ki lehren
                Mere dar pe dastak deti haiN
                Jab tera KHayaal ata hai

                Ye faasle, ye sarhadeN
                Ik pal mein mitaane ki khwahisheN
                Rah-rah ke shor machaati haiN
                Jab tera KHayaal ata hai

                Tujhe phir se milne ki arzoo
                Tere dil ko chhoone ki justajoo
                Ai sanam, tu ho mere roo-ba-roo
                Kitni tamannaeN machalti haiN
                Jab tera KHayaal ata hai

                ANchal mein tere
                Rakh ke sar apna
                SapnoN ke jahaaN ki
                Tere saNg sair kar looN
                Aa, tujh ko baahoN mein bhar looN
                Mausam-e-gul meiN
                Dil ki kaliyaaN chataKHti haiN
                Jab tera KHayaal ata hai
                YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                Comment


                • kuchh to log kahteiN haiN...

                  kuchh to log kahteiN haiN...
                  kuchh to sun-kay haiN has-tay
                  to kuchh haiN ro-tay
                  te-ray me-ray qis-say ab bhi
                  haiN galiyoN meiN ho-tay
                  kuchh tu-jhay mu-jhay ilzaam de-tay haiN
                  kuchh tu-jhay mu-jhay nakaam keh-tay haiN
                  te-ray me-ray qis-say logoN kay
                  zubaan per aam reh-tay haiN
                  kuchh tu-jhay bewafaa keh-tay haiN
                  kuchh mu-jhay bewafaa keh-tay haiN
                  ishq kya balaa hai, log tera mera
                  naam le-kay keh-tay haiN
                  kuchh log tu-jhay badnaam kar-tay haiN
                  kuchh log mu-jhay badnaam kar-tay haiN
                  lekin ishq kay naam per
                  dono ko salaam de-tay haiN
                  kuchh log te-ray qabar per aa-tay haiN
                  kuchh log meri qabar per aa-tay haiN
                  hum phir jee uTheN-gay ek doo-jay kay
                  liye yeh dava kar-kay jaa-tay haiN
                  YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                  Comment


                  • Re: Teri Yaadon ke Bina koi Lamha Guzaara Nahin

                    "WITHOUT ME"

                    I searched you in the deserts & looked in the oceans,
                    But I could not find u any where.
                    I wandered in the days & I wandered in the nights,
                    Just hoping to see you but you are far from my sight.
                    I close my eyes & saw your glimses in a dream,
                    & when I opened my eyes you was gone.
                    Where would i find you....
                    I just fall down & screamed.
                    I just heard your voice & felt,
                    You were standing besides me.
                    &with a smile, you just said,

                    "YOU WILL HAVE TO LIVE WITHOUT ME"
                    Last edited by kamraaan; 18 June 2006, 09:19.

                    Comment


                    • Re: yahi wafa ka sila hai to koi baat nahi

                      Zindagi ko ek rangin kalpana samjho,
                      Subah ko sach raat ko sapna samjho,
                      Bhulana chahte ho sabhi gamo ko to,
                      Zindagi me mujhe apna samjho
                      Last edited by kamraaan; 18 June 2006, 09:41.

                      Comment


                      • Re: yahi wafa ka sila hai to koi baat nahi

                        Originally posted by Saaram
                        Bohat umdah:rose
                        BOHAT UMDAH

                        Comment


                        • Re: yahi wafa ka sila hai to koi baat nahi

                          wafaa k naam par kuchh shubdaa gar
                          churaa lete hain haathoon ki hina tak

                          Comment


                          • Re: Teri Yaadon ke Bina koi Lamha Guzaara Nahin

                            Apne Aagaaz Se Aaaj tak Zindagi .. Teri Hi Yaad
                            Main Gum Rahi .. Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ihsaas Hai
                            .. Jaise Chaahat Meri Kam Rahi

                            Sookh Jaate Hain Lub, Lufz Milte Nahi .. Hota
                            Nahi Humse Ishq Bayaan .. Unhe Kaise Bataoon Dil Ki
                            Lagi .. Kaise Sikhaoon Aankhon Ki Zubaan

                            Aansoon ko aankhon ki dehleez par laya na karo ..
                            Apne dil ki haalat kisi ko bataaya na karo .. Log
                            muth-thi bhar namak liye ghooma karte hain .. Apne
                            Zakham kisi ko dikhaaya na karo

                            Jab Se Hua Hai Woh Khwab Ki Tarah .. Zindagi
                            Guzar Rahi Hai Azaab Ki Tarah .. Khushbu Ke Kalam Se
                            Shayad Likha Tha Usne Khut .. Har Lafz Mahak Raha Hai
                            Gulab Ki Tarah
                            Yeh Bhi Aadab Hamare Hain, Tumhain Kya Malum ..
                            Hum Tumhain Jeet Ke Harey Hain, Tumhain Kya Malum ..
                            Ek Tum Ho Ke Samajhte Nahi Hum Ko Apna .. Ek Hum Hain
                            Ke Tumhare Hain,

                            Toot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar .. Dil Se Dil
                            Ka Raabta Apni Jagah ..Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne
                            Ka Yaqeen ..Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah
                            Last edited by kamraaan; 18 June 2006, 09:47.

                            Comment


                            • Re: Teri Yaadon ke Bina koi Lamha Guzaara Nahin

                              thanks kamraan bahiee..........
                              YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                              Comment


                              • Re: kuchh to log kahteiN haiN...

                                mere chaara gar ko naveed ho, saf e dushanaa ko khabar karo
                                jo woh qaraz rakhty thy jaan par woh hisaab aaj chukaa diaa

                                excellent
                                Last edited by Baad-e-Saba; 18 June 2006, 11:29.

                                Comment

                                Working...
                                X