Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Salauddin Mengal Ka Intikhab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Tumhari Chahtoon K Khamoosh Samander mein

    Zabar10
    sigpic

    Comment


    • Re: Koi bhoola sekta kissi ko bhool jane ke baad !

      zabardast

      Comment


      • Re: Small Poetry Collection. For All Members

        thanks to all of u ...............

        you people have like me............
        YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

        Comment


        • Re: Koi bhoola sekta kissi ko bhool jane ke baad !

          thanks very much............
          YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

          Comment


          • Re: Tumhari Chahtoon K Khamoosh Samander mein

            thanks to all of u very much.............
            YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

            Comment


            • sher mukamal karain.

              Aslamolekum....


              Ajj main App ke Ek CoOOOOOOooollll Topic lya hoon.

              jiss main aap ko poet complete karnah hai ..

              pehla line mera hoga dosra aap ka..

              tho shroo kartain hai Allah ke naam se...


              Now i start First...
              Yeh bhi mumkin hai kisi rooz na hchanoon isay.
              YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

              Comment


              • Shairy-e-Ishq

                Aslamolekum
                Kuch Shehr For Shairy-e-Ishq
                gham kee barish ney bhee tere naqsh ko dhoya nahin
                tu ne mujh ko kho diya,mein ne tujhe khoya nahin

                neend ka halka gulabi sa khumar ankhon mein tha
                yoon laga jaise wo shab ko dair tak soya nahin

                har taraf deewar-o-dar aur un mein ankhon ke hujoom
                keh sake jo dil kee halat wo lab-e-goya nahin

                janta hoon ek aise shaks ko mein bhee munir
                sham se pathar ho gya lekin kabhi roya nahin
                YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                Comment


                • Re: Shairy-e-Ishq

                  Sawaal Puche Jaye To Jawaab Nahin Milta
                  Waqt Se Maango To Hisaab Nahin Milta



                  Hansino Se Maango To, Piyaar Nahi Milta

                  Binaa Husn Ke Ishq Ka, Khiitaab Nahi Milta



                  Dil To Miltey Hai,dil-e-betaab Nahi Miltaa

                  Andhero Main Jo Nikley,vo Aaftaab Nahi Milta



                  Gam-e- Ishq Choopane Ko Nikaab Nahi Milta

                  Raat To Ho Jati Hai, Magar Khuwaab Nah Milta



                  Dost Mil Jaatey Hai, To Umair Nahi Milta

                  Anjaam Mil Jaatey Hai, To Aagaaz Nahi Milta
                  YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                  Comment


                  • aik lafaz aur bohat se ashaar.....word "TANHAI"

                    is thread mein aap apni pasnd ke wo ashaar, ghazal ya koi nazam post kar saktay hain jis mein lafz "Mohabbat" ho.


                    yeh marhala to sehal tha muhabaton main wasal ka
                    abhi tumain khabar naheen ik imtehaan or hai
                    jo mujh se munsalik huyeen kahaaiyaan kuch or theen
                    to di ko pesh aayi hai wo daastaan or hai

                    YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                    Comment


                    • Re: sher mukamal karain.

                      humm silsala to acha hay aur kia hee acha huga jab aap bata dia kerian k yeh kis ka shair hay...
                      waisy mujy nahi aata:(

                      Comment


                      • Re: sher mukamal karain.

                        Originally posted by Lexicon
                        Yeh bhi mumkin hai kisi rooz na hchanoon isay.
                        WOH JO HAR BAAR NYA BHES BADAL LEETA HY

                        Comment


                        • Re: aik lafaz aur bohat se ashaar.....word "TANHAI"

                          Badal gaeen teri manzaleen bhi, bichhad gya main bhi karawaan sy,
                          teri MUHABBAT k raasty mein, najaany ye kya muqaam aaya

                          Comment


                          • Re: Shairy-e-Ishq

                            main ik fasaana hon bekasii ka, ye haalhy meri zindagi ka,
                            na husan hi mujh ko raas aaya, na ISHQ hi mery kaam aaya

                            Comment


                            • Re: aik lafaz aur bohat se ashaar.....word "TANHAI"

                              Beautiful

                              Comment


                              • Mujhe lekhna nahi aata

                                Mujhe lekhna nahi aata
                                Mujhe lekhna aagar aata
                                Tu lekta teri aankhon par
                                Bohat kuch lekhna chahoon mein
                                Teri aankhon ki palkhon par
                                Teri aankhon ki shokhi par
                                Tere naino ke kajal par
                                Ke jab tu baat karti hai
                                Tere hounto ki jumbish par
                                Teri lehrati zulfoon par
                                Ke jab tu muskurati hai
                                Goya phool khiltey hain
                                Ke jab tu ankh utati hai
                                Tu dil rukhnay say lagta hai
                                Ke jab tu apnay baloon mein
                                Koi gajra sajati hai
                                Fazain gungunati hain
                                Mein apnay dil ke jazboon ko
                                Tumhare naam karta hoon
                                Mujhe lekhna agar aata tu
                                Lekhta teri aankhoon par
                                magar
                                Mein kya karoon
                                Mujhe lekhna nahi aata
                                YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                                Comment

                                Working...
                                X