Re: jaB Tumhin yaqeenhoO jaie...
Thanks Mehak..
har pal ghut ghut ke basar(1) raha hun,
na jee raha hun, na mar raha hun.
teri justjoo(2) liye raah-e-manzil mein,
na pahunch raha hun, na gujar raha hun.
teri muhabbat ke is samandar mein,
na doob raha hun, na ubar raha hun.
dekh tere bhi khayalon mein ab tak main,
na chadh raha hun, na utar raha hun.
teri aankhon ki peene ke baad main,
na zauk(3) raha hun, na muztar(4) raha hun.
in maiy ke pyaalon mein tere naqsh(5),
na bana raha hun, na gum(6) kar raha hun.
tera dil dukha ke main bhi kabhi,
na behtar raha hun, na badtar raha hun.
tujhse bichad ke ai meri jaan tujhe,
na bhool raha hun, na yaad kar raha hun.
yaar se rukhsati(7) ke baad "khaaq" main,
na muntazir(8) raha hun, na muntazar(9) raha hun.

Comment