Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Salauddin Mengal Ka Intikhab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Lexicon ki Pasand..!!

    Tu Jo Rooti




    Tu Jo Rooti meri palkon pay nami reh jay gi
    Zindagi bas naam hi ki zindagi reh jay gi

    Tark-e-Ulfaat ke Irade par zara phir sochiye
    Main chala jaaonga aur tu dekhti reh jay gi

    Ye nahi Kehte ke Tuj bin Jee nahi paengy hum
    Haan humari Zindagi mein ik Kami reh jay gi

    Piyar ke sadqe ye lagta hai hamare Darmiyaan
    Aur kuch na bhi Raha ye Dosti Reh jay gi

    Main To Tae kar ke Chala jaonga duniya ka Safar
    Mere baren mein ye Dunia Sochti reh jay gi

    Zaat se Bar kar hai apni mujh ko apna piyara Fun
    Main Agar na bhi Raha Ye Shairi Reh jay gi
    YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

    Comment


    • Re: Ho jo hum main tum main qrar tha.

      Mujhe boht pasand hai ye ghazal :)
      Nice sharing :rose
      sigpic

      Comment


      • Re: Ho jo hum main tum main qrar tha.

        Thanks Mis Khan.
        YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

        Comment


        • Re: Ho jo hum main tum main qrar tha.

          zaberdust:clap:
          Rob :eye:

          Comment


          • Re: Ho jo hum main tum main qrar tha.

            thanks laila For Repling.
            YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

            Comment


            • Re: Lexicon ki Pasand..!!

              ghazal

              zameen k halkay se nikla tu chand pachtaya
              kashi-sh bichan-ay laga hai har agla siyara

              mein panioon ki musafir, wo asomoon k
              kahan sa rabt barhain k darmayan mein hai khala

              bichartay waqt agar-chay diloon ko dukh tu howa
              khuli hawa mein magar sans lena acha lagaa

              gay dinoon mein tha jo zahan-o-dil ki lazaat
              wohi wasaal ab tabiyat ka jabar bana laga

              chali hai thaam k badal k hath ko khushboo
              hawa k sath safar k mukabla teh-ra

              bars sakay tu baras jay is ghari werna,
              bakhare dalay ge badal k saray khwab' hawa !
              YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

              Comment


              • Re: Kya hua jo tumhara saath nahi

                veeeeeeeery niiiiiicr

                a gooooooood sharing

                Comment


                • Re: Kya hua jo tumhara saath nahi

                  Thanks For Repling..
                  YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                  Comment


                  • Re: Lexicon ki Pasand..!!

                    Tum Aao to Ham bhi Eid karein

                    Hasrat Hai Tumhari Deed Karein
                    Tum Aao to ham bhi Eid karein

                    Kuch Dair to Dil ko Chain Miley
                    Kuch roz to Man ka Phool Khiley
                    Kehtey hain ke Eid ki Aamad hai
                    Ham log bhi Kuch taaeid karein
                    Tum Aao to Ham bhi Eid karein

                    Tum se yeh Aik Guzaarish hai
                    yeh Apney Dil ki Khaaish hai
                    Ik Baar milo , Ik Baar Milo
                    Har Baar yahi Taakeed karein
                    Tum Aao to ham bhi Eid Karein

                    Mana ke Ham Deewaney hain
                    Sab Baatoo'n Se Anjaaney hain
                    Jab Apney hi Baigaaney hain
                    Kya Ghairoo'n Se Umeed karein
                    Tum Aao to ham bhi eid karein

                    Tum aao to Ham bhi Eid karein ......
                    YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                    Comment


                    • Re: Kya hua jo tumhara saath nahi

                      Bohat zabardast

                      Comment


                      • Re: jaB Tumhin yaqeenhoO jaie...

                        beautiful :x

                        Comment


                        • Re: Guzra Huwa Zamana

                          bohat Khoub :x

                          Comment


                          • Re: Guzra Huwa Zamana

                            thanks Very,,,
                            YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                            Comment


                            • Re: jaB Tumhin yaqeenhoO jaie...

                              thanks For Repling..
                              YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

                              Comment


                              • Re: jaB Tumhin yaqeenhoO jaie...

                                niceeeeeeeeeeeee

                                Comment

                                Working...
                                X