Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

حلقہ این اے 155

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: حلقہ این اے 155

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    میں ہمہ وقت مسلم لیگ نواز اور تحریک انصاف کے ساتھ ہوں۔ مسلم لیگ نواز کا پلڑا بھاری دکھاءی دع رہا ہے اور ٹی وی شوز ، ماہرین اور عوامی راءے سے صاف لگتا ہے کہ پا شیدے کا اس بار جیتنا بھی مشکل ھے۔


    میرے خیال میں شیخ رشید کےناکام ہونے کے کچھ واضع اشارے موجود ہیں اُس کی لوٹا پالیسی ، سانحہ لال مسجد میں اس کا مشکوک کردار، اور اب پیپلز پارٹی کی خوشامد اور خاص طور پ ۔پارٹی بد لنے کے بعد مسلم لیگ ق کی طرف ووٹوں کی خاطر دوبارہ جھکاءو اسے عوام کی نظر میں غیر مقبول بنا دیا ہے۔ میں تو کہتا ہوں کہ شیدے ٹلی کی ایک بار پھر سے ٹلی وج جانی چاھیے۔

    jitna kuchh sheikh rasheed ney pindi walon ko diya hey utna koe bhi MNA pindi walon ko nahi desakta..... roads ka network ho under bridge hoon, school colleges hoon etc yeh sub sheikh rasheed ney pindi walon ko diya hey..... vese bhi kahti kay pindi waley log bewafa loog hein jo in ka muhsan hota hey hamesha uss ko hee tazleel karte hein..... pindi walon ko jo loog kuchh bhi nahi detay unkay peechhe bhagte rahte hein..... yeh pindi walon ki phyche hey..... agar aaj rasheed ko hara detey hain history kabhi bhi pindi walon ko maaaf nahi karey gi............ :salam:
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: حلقہ این اے 155

      Originally posted by aabi2cool View Post
      Meri khawahish hi k PTI jeetay jo k mushkil zaroor magar na mumkin naheen aur jahan tuk meri reading hi agar PTI jeet na saki to second zaroor hogi jab k awal nawaz league aay gi shida talli agar jeet gaya to ye mojza hoga .
      PTI ki jeet yeh aap ki zindgi bhar khawahish hee rahe gi........ imran khan mein talent nahi hey........... aur baaki rasheed aur league kay darmiyan kantey daar muqabla hoga............. :think:
      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: حلقہ این اے 155

        Originally posted by SAZ View Post
        مجھے سمجھ نہیں آ رہی کہ آپ دو کشتیوں کے سوار کیوں ہو اگر آپ پنڈی میں ووٹ ڈال رہے ہوتے تو کیا کرتے:donno:۔
        iss ney kia karna tha election walay din bhi soe hotey.................
        Last edited by safia; 24 February 2010, 06:18.
        sigpic

        Comment


        • #19
          Re: حلقہ این اے 155

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          میں ہمہ وقت مسلم لیگ نواز اور تحریک انصاف کے ساتھ ہوں۔ مسلم لیگ نواز کا پلڑا بھاری دکھاءی دع رہا ہے اور ٹی وی شوز ، ماہرین اور عوامی راءے سے صاف لگتا ہے کہ پا شیدے کا اس بار جیتنا بھی مشکل ھے۔
          میرے خیال میں شیخ رشید کےناکام ہونے کے کچھ واضع اشارے موجود ہیں اُس کی لوٹا پالیسی ، سانحہ لال مسجد میں اس کا مشکوک کردار، اور اب پیپلز پارٹی کی خوشامد اور خاص طور پ ۔پارٹی بد لنے کے بعد مسلم لیگ ق کی طرف ووٹوں کی خاطر دوبارہ جھکاءو اسے عوام کی نظر میں غیر مقبول بنا دیا ہے۔ میں تو کہتا ہوں کہ شیدے ٹلی کی ایک بار پھر سے ٹلی وج جانی چاھیے۔
          bilkul is tali ki tali zarur bajni chaey...lota kahin ka

          Comment


          • #20
            Re: حلقہ این اے 155

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            آپ سہی کہ رہے ہیں ایسا نہیں ہونا چاہیے لیکن مجھے دونوں پارٹیز کی لیڈرشپ پسند ہے۔ ایک سے زیادہ لوگ بھی اچھے ہو سکتے ہیں:think:۔
            ۔:salam:۔اچھے لوگ تو ہر پارٹی میں ہوتے ہی ہیں لیکن آپ ایک مرتبہ خود کو پولنگ سٹیشن میںمحسوس کیجئے کہ آپ کے ایک ہاتھ میں ووٹ کی پرچی اور دوسرے ہاتھ میں "مُہر" ہے اور الیکشن صرف عمران اور نواز کے اُمیدواروں میں ہے اب بتائیں کہ ایک ووٹ آپ کسے کاسٹ کریں گے۔۔
            :star1:

            Comment


            • #21
              Re: حلقہ این اے 155

              Originally posted by sarfraz_qamar View Post
              achhayy too hoottay hainnn..........

              but baqqool shabratiiii......:d

              "vote aik time main aik hii castt hootta haiii jani"
              Originally posted by saz View Post
              ۔:salam:۔اچھے لوگ تو ہر پارٹی میں ہوتے ہی ہیں لیکن آپ ایک مرتبہ خود کو پولنگ سٹیشن میںمحسوس کیجئے کہ آپ کے ایک ہاتھ میں ووٹ کی پرچی اور دوسرے ہاتھ میں "مُہر" ہے اور الیکشن صرف عمران اور نواز کے اُمیدواروں میں ہے اب بتائیں کہ ایک ووٹ آپ کسے کاسٹ کریں گے۔۔
              آپ لوگوں کی بات کا جواب میں یوں دوں گا کہ میں پہلےتجزیہ کروں گاکہ کونسی پارٹی کے ووٹ زیادہ ہیں۔ جس کی مقبولیت کا گراف اوپر ہو گا میں اسے ووٹ دے دوں گا تاکہ ان دونوں پارٹیز میں کوءی تو کامیاب ہو۔
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: حلقہ این اے 155

                Originally posted by unity View Post
                bilkul is tali ki tali zarur bajni chaey...lota kahin ka
                کہیں کا نہیں یہیں کا:esmile:۔
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: حلقہ این اے 155

                  Originally posted by safia View Post
                  jitna kuchh sheikh rasheed ney pindi walon ko diya hey utna koe bhi MNA pindi walon ko nahi desakta..... roads ka network ho under bridge hoon, school colleges hoon etc yeh sub sheikh rasheed ney pindi walon ko diya hey..... vese bhi kahti kay pindi waley log bewafa loog hein jo in ka muhsan hota hey hamesha uss ko hee tazleel karte hein..... pindi walon ko jo loog kuchh bhi nahi detay unkay peechhe bhagte rahte hein..... yeh pindi walon ki phyche hey..... agar aaj rasheed ko hara detey hain history kabhi bhi pindi walon ko maaaf nahi karey gi............ :salam:
                  Aap ki baat ka jawab mein kuch dalail se dena chahoon ga. Because you can't say which way train went by looking at the track. You have to see the ground realities.

                  1985 se aik azaad ummidwaar elect honay ke baad Sheikh Rasheed ne apne official political carrier ka aaghaaz kia, tub se le ker ub tak yeh record 6 times elect ho chuka he. Aik banda jisay 6 baar Rawalpindi ki khidmat ka mooka mila to wo itni heavy grants le ker chand schools bana deta he to is mein aisi koi bari baat nahi. Aap Mustafa Kamal jo ke karachi ka nazam he usay dekhiye. Sirf aik mooka milay usay aur us ne Karachi ka huliya badal diya. Kia kahin gi aap is per?

                  Aur waise bhi Rawalpindi mein ne dekha hua he, is mein mujay kuch bhi extra ordinary nazar nahi aata jisay dekh ke mera dehaan sheikh saab ki taraf chala jaye.

                  Sheikh sahab ke desi style aur be'dharak lehjay ne unhein awam mein pazeerai zaroor faraham ki, lekin yeh tub tak ki baat thi jub awam ko asal politics ka pata nahi tha, jub awam personalities se mar'oob ho jatay thay. Ub Media her politician ki anatomy achi tarah se ker deta he, aur awam ke liye ub kafi aasani ho gai he ke wo apna right candidate choose ker sakein.

                  Sheikh Rasheed ki history perh lein to aap ko pata chalay ga ke seyasat mein "lotay" ka word bhi shayad isi ki waja se wajood mein aaya. Shuru mein kabi yeh peoples party ka hamayati hota tha. Phir Indipendent candidate ban ke election jeta. Phir Muslim League Nawaz ke ki waja se yeh 3 baar MNA elect hua, phir jub halat ne palta khaya to Muslim Leaque Q se ilhaak ker lia. Muslim League Q ki popularity ka graph jub bohat ziada gir gaya tub is ne phir U-turn lia aur ub Awami National Party bana li.

                  Asif zardari ki tarah advantage lene ke liye is ne bhi acha drama rachaya ke apnay saath walay 3 banday merwaa diye jub ke khud baal baal buch gaya. How is it possible. Ke katal kerne walon ka target aik ho wo saaf tareekay se buch jaye aur baki ke teen loog maarein jaein. Don't you see it a plotting?

                  Loogon ko parties ko vote dena chahiye na ke fard ko. Yeh ager jese tese jeet bhi gaya aur National Assembly tak aa bhi gaya tub bhi yeh non-influential personality rahay gi.
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #24
                    Re: حلقہ این اے 155

                    Originally posted by safia View Post
                    aap ki correction karti chalon.....yeh halka 155 nahi balkay sirf 55 hey.....
                    ۔:salam:۔بہت بہت شکریہ ۔:rose۔
                    :star1:

                    Comment


                    • #25
                      Re: حلقہ این اے 155

                      ۔:salam:۔با خبر ذرایع سے خبریں آنا شروع ہو گئی ہیں کہ شیخ صاحب ہارنے والے ہیں کیونکہ اُنہوں نے دوپپر دو بجے سے شور مچانا شروع کر دیا ہے کہ دھاندلی ہو رہی ہے جبکہ باقی اُمیدواروں نے ابھی ایسی کوئی شکا ئیت نہیں کی۔:jhug:۔
                      Last edited by S.Athar; 24 February 2010, 10:51.
                      :star1:

                      Comment


                      • #26
                        Re: حلقہ این اے 155

                        Originally posted by safia View Post
                        jitna kuchh sheikh rasheed ney pindi walon ko diya hey utna koe bhi MNA pindi walon ko nahi desakta..... roads ka network ho under bridge hoon, school colleges hoon etc yeh sub sheikh rasheed ney pindi walon ko diya hey..... vese bhi kahti kay pindi waley log bewafa loog hein jo in ka muhsan hota hey hamesha uss ko hee tazleel karte hein..... pindi walon ko jo loog kuchh bhi nahi detay unkay peechhe bhagte rahte hein..... yeh pindi walon ki phyche hey..... agar aaj rasheed ko hara detey hain history kabhi bhi pindi walon ko maaaf nahi karey gi............ :salam:
                        ۔
                        ۔:salam:۔لگتا ہے کہ پاکستان کی سیاست پر آپ کی گہری نظر ہے اور آپ پاکسانی شہروں کی عوام کے مزاج سے بھی واقف ہیں آپ سے آئیدہ عمدہ تجزیہ مل سکتا ہے۔:thmbup:۔
                        :star1:

                        Comment


                        • #27
                          Re: حلقہ این اے 155

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Aap ki baat ka jawab mein kuch dalail se dena chahoon ga. Because you can't say which way train went by looking at the track. You have to see the ground realities.

                          1985 se aik azaad ummidwaar elect honay ke baad Sheikh Rasheed ne apne official political carrier ka aaghaaz kia, tub se le ker ub tak yeh record 6 times elect ho chuka he. Aik banda jisay 6 baar Rawalpindi ki khidmat ka mooka mila to wo itni heavy grants le ker chand schools bana deta he to is mein aisi koi bari baat nahi. Aap Mustafa Kamal jo ke karachi ka nazam he usay dekhiye. Sirf aik mooka milay usay aur us ne Karachi ka huliya badal diya. Kia kahin gi aap is per?

                          Aur waise bhi Rawalpindi mein ne dekha hua he, is mein mujay kuch bhi extra ordinary nazar nahi aata jisay dekh ke mera dehaan sheikh saab ki taraf chala jaye.

                          Sheikh sahab ke desi style aur be'dharak lehjay ne unhein awam mein pazeerai zaroor faraham ki, lekin yeh tub tak ki baat thi jub awam ko asal politics ka pata nahi tha, jub awam personalities se mar'oob ho jatay thay. Ub Media her politician ki anatomy achi tarah se ker deta he, aur awam ke liye ub kafi aasani ho gai he ke wo apna right candidate choose ker sakein.

                          Sheikh Rasheed ki history perh lein to aap ko pata chalay ga ke seyasat mein "lotay" ka word bhi shayad isi ki waja se wajood mein aaya. Shuru mein kabi yeh peoples party ka hamayati hota tha. Phir Indipendent candidate ban ke election jeta. Phir Muslim League Nawaz ke ki waja se yeh 3 baar MNA elect hua, phir jub halat ne palta khaya to Muslim Leaque Q se ilhaak ker lia. Muslim League Q ki popularity ka graph jub bohat ziada gir gaya tub is ne phir U-turn lia aur ub Awami National Party bana li.

                          Asif zardari ki tarah advantage lene ke liye is ne bhi acha drama rachaya ke apnay saath walay 3 banday merwaa diye jub ke khud baal baal buch gaya. How is it possible. Ke katal kerne walon ka target aik ho wo saaf tareekay se buch jaye aur baki ke teen loog maarein jaein. Don't you see it a plotting?

                          Loogon ko parties ko vote dena chahiye na ke fard ko. Yeh ager jese tese jeet bhi gaya aur National Assembly tak aa bhi gaya tub bhi yeh non-influential personality rahay gi.
                          mustafa kamal ki example di..... aap ko pata hey karachi ki kitni budget hey??? aur karachi ko kitna tax collection kitni hoti hey?? kia aap pindi ki budget ko karachi kay budget ko comparison karsakte ho?? karachi ki budget aur pindi ki budget mein zameen va aasmaan ka faraq hey...... pindi ki budget jin tarlon se le jati hey vo pindi ka MNA hee samjah sakta hey......

                          pindi ki MNA seat ek se ziyada hein jin per Noon league kay candidate already jeet chukay hain...... kia yeh sari responsibility rasheed ko jati hey aur kia league N ko nahi jaati vo kia apnay halkay mein kyun nahi kaam karwate?

                          media jo ab ek party bani hoe hay jo agencies kay haath mein khail rahi hay aap uss media ki baat kar rahe ho.....

                          zardari ney kon sa advantage liya hey??? pakistan mein jo shaks ziyada qurbaniya deta hey vohi burra banta hey....... quid e azam ney country banaya aur qatal kardiya gaya.... liaquat ney qurbani di qatal hogaye.... bhutto ney atom bomb banaya qatal kar diye gaye.... benazir nay jab sawat mein jhanda lehranay ki baat ki tu qatal kar diye gaye......


                          yeh baat theek hey hamien shaks ko nahi party ko vote dena chahiey
                          sigpic

                          Comment


                          • #28
                            Re: حلقہ این اے 155

                            Originally posted by SAZ View Post
                            ۔:salam:۔با خبر ذرایع سے خبریں آنا شروع ہو گئی ہیں کہ شیخ صاحب ہارنے والے ہیں کیونکہ اُنہوں نے دوپپر دو بجے سے شور مچانا شروع کر دیا ہے کہ دھاندلی ہو رہی ہے جبکہ باقی اُمیدواروں نے ابھی ایسی کوئی شکا ئیت نہیں کی۔:jhug:۔

                            It is my prediction. Sheeda Tulli haaray ga aur yeh intzamiya ko blame de ga. 372-haha
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #29
                              Re: حلقہ این اے 155

                              Originally posted by safia View Post
                              mustafa kamal ki example di..... aap ko pata hey karachi ki kitni budget hey??? aur karachi ko kitna tax collection kitni hoti hey?? kia aap pindi ki budget ko karachi kay budget ko comparison karsakte ho?? karachi ki budget aur pindi ki budget mein zameen va aasmaan ka faraq hey...... pindi ki budget jin tarlon se le jati hey vo pindi ka MNA hee samjah sakta hey......
                              Well budget ki allocation kisi criteria, formula, aur resources ke tehat hoti he. Mein ne generalize kia tha, lekin ager aap budget ki baat kerti hein to Karachi ka area bhi Rawalpindi ke area se compare ker leejiye. Rawalpindi kia he us ke mukablay mein?

                              Originally posted by safia View Post
                              pindi ki MNA seat ek se ziyada hein jin per Noon league kay candidate already jeet chukay hain...... kia yeh sari responsibility rasheed ko jati hey aur kia league N ko nahi jaati vo kia apnay halkay mein kyun nahi kaam karwate?
                              I know ke Rawalpindi mein seats aik se ziada hein, jin mein Hanif Abasi, Chaudhary Nisaar aur Raja Pervez Ashraf ki seats ko to mein janta hoon. Lekin Rawalpindi district apnay aap mein koi chota nahi (karachi se compare mut keejiye ga). Aur waise bhi ager Rawalpindi ko 5, 7 halkon mein ager divide ker diya jaye to phir to ziada sahoolat honi chahiye her aik ko. Yahan per baat particularly Sheikh saab ki ho rahi thi. Kyoon ke wo record 6 times elect huay hein rawalpindi mein. Abi hum sirf un ki performance ko analyze ker rahay hein.

                              Aur yahan to performance se hut ker doosray political issues bhi hein jo ziada matter ker rahay hein.

                              Originally posted by safia View Post
                              media jo ab ek party bani hoe hay jo agencies kay haath mein khail rahi hay aap uss media ki baat kar rahe ho.....
                              Koon sa media agencies se mil ker kheel raha he? FBI, FIA, Mosaad, RAW, CID, kis agency ki baat ker rahi hein?

                              Don't you see a powerful stance of Media in case of restoration of CJ. Aaj Zardari ko ager swiss accounts ka case reopen kerne ko keh dia he to is ke peechay jo powerful lobby thi wo Media tha.

                              Media ki clarity per mein aap ko bohat lamba lecture de sakta hoon.

                              Originally posted by safia View Post
                              zardari ney kon sa advantage liya hey??? pakistan mein jo shaks ziyada qurbaniya deta hey vohi burra banta hey....... quid e azam ney country banaya aur qatal kardiya gaya.... liaquat ney qurbani di qatal hogaye.... bhutto ney atom bomb banaya qatal kar diye gaye.... benazir nay jab sawat mein jhanda lehranay ki baat ki tu qatal kar diye gaye......
                              Hairat he ke aap muj se pooch rahi hein ke zardari ne koon sa advantage lia he. Kia aap samajti hein ke ager BB zinda hoti to Zardari aaj sadar hota?

                              Kia aap ko pata he ke zardari sahab ke kitnay Swiss Account hein aur wahan per paisa kese jata raha?

                              Kia aap ko pata he ke Zardari sahab ne kitni KBs (kick backs) lein BB ke door mein?

                              Kia aap ko pata he ke Zardari sahab aaj Pakistan ke Ameer Tareen shakhs hein aur aaj se 15 saal pehlay yeh top 20 mein bhi nahi aatay thay. Aisa kia karoobaar start kia inhoon ne jinhoon ne inhein puray Pakistan mein Ameer Loogon ki list mein sar'e'fehrat ker dia?

                              Aur haan let me correct you. Quaid'e'Azam died due to Tubercloses (TB) in ziarat. He was not at all murdered.

                              Originally posted by safia View Post
                              yeh baat theek hey hamien shaks ko nahi party ko vote dena chahiey
                              Shuker kisi baat per to aap ne itfaaq kia
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #30
                                Re: حلقہ این اے 155

                                ۔:laarai:۔واہ جی واہ یہاں تو اچھا خاصہ الیکشن میلہ سجنے لگا ہے ۔:pgame:۔بہت خوب۔
                                Last edited by S.Athar; 24 February 2010, 11:53.
                                :star1:

                                Comment

                                Working...
                                X