Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Haathon ki 'lakeer'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Haathon ki 'lakeer'

    mujhe khud bhi kuch time bari dilchaspi rahi is hathon ki lakeeron k ilm se, to me ne kafi sari books parhen n hath dekhne shiru keay...jab me FA me parhti thi tab tak bara acha lagta tha mere ird gird larkiyon ka jhumgata hota tha,family me jahan jao sab hath samne phela dete the.phir Allah ka shuker k Allah ne meri bhlai chahi or mujhe samjh aei k ye sab fazool baten hen Allah k hukam k bina pata bhi nahi hilta or ghaeb ka ilm serf Allah ko hota he to me ne ye sab chor dia:dua

    Comment


    • #32
      Re: Haathon ki 'lakeer'

      Comment


      • #33
        Re: Haathon ki 'lakeer'

        walaikum salam,
        merey hathon ki lakeeron mey tau izafey hi hotey rehtey hein /
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #34
          Re: Haathon ki 'lakeer'

          Originally posted by safia View Post
          hmmmm matlab aap iss ko mante hain....................
          :salam:G Main Palmistry Ko 1 Ilm ki haysiat say Janta Hon Or Khod Handredign Ka shoq rakhta Hon.:rose
          :star1:

          Comment


          • #35
            Re: Haathon ki 'lakeer'

            Originally posted by Masood View Post
            Wa allaikum salaam Safia

            Woh kya bhala sa shair hai keh..... mujhey sahih sey yaad nahin (aaj pehli baar huwa hai keh shair hi yaad nahin)

            hathon ki lakeerein mitaney sey gar taqdeer mit sakti
            to yeh kaar-haey numayan ham bhi kar letey

            kuchh isi type ka tha...

            to kehna yeh hai keh hathon ki lakeeron ka insaan taqdeer sey koi amal dakhal nahin - yeh fazooliyat hain aur bas!

            Hamesha yaad rakhein: Eeman-e-Mufassal aur Eeman-e-Mujammil. Har achhi buri taqdeer Allah ki tarf sey aati hai.

            Yeh alag baat hai keh ham apni taqdeerein khud sanwar saktey hain :)
            :salam: Janab Palmistry K Bary Main 1 bohat bari Galt Fahme oun logon Nay payda Ki hay Jo is ko Karobr Banay Baythy hain :rose Palmistry Kahin Bhi Taqdeer badlny Ka Dawa nahin karti Balky Hay Sirf Any waly Halat Ka Batate hay.Iman-e-Mufsil O Imani-e-Mujmail Par Kamil yaqen He Mujhay Palmistry Ka Ilm Jan,nay K bawjod Bhatka Nahin Saka.Shokar Hay Ous MALIK ka jis nay Mujhe Khas,sar Ko Sedhe Rah par Rakha,Warn Matee K Putlay ko Bhatkny Main Dayr Kitne Lagte hay.
            :star1:

            Comment


            • #36
              Re: Haathon ki 'lakeer'

              Originally posted by Masood View Post
              Bilkul hai, per kya unki koi taqdeer nahin hoti jinkey haath hi nahin hotey?
              Laykin Agar Woh Hathe Kisi Hadsay Main Katay Hain to Woh Hat katny say Pahly Iss Hadsay K Bary Mian Koie na Koie Nishani Batanay K bad Katay hin.Shazonadir he Aysy Log hongy jin K Paydaishe hath na Hon.
              :star1:

              Comment


              • #37
                Re: Haathon ki 'lakeer'

                Originally posted by MindFreak View Post
                Bilkul bhi nahii.............. q k kehty hain na k qismat to un ki bhi hoti hai jin k hath nahi hoty.....

                or wesy bhi hatho ki lakiren bdlti rehti hain
                :salam: Hath Ki Lakirian Bhi Tabhi Badlti Hain Jab app ki Taqdeer nay Palta Khana Hoo.
                :star1:

                Comment


                • #38
                  Re: Haathon ki 'lakeer'

                  Originally posted by sajid mahmood View Post
                  mera khayal he k insan apni qismat khud banata hey ye lakeer ka faqeer hona theke nahi
                  جنابِ ولا پامسٹری کہیں بھی یہ نہیں کہتی کہ آو تمھاری تقدیر بدل دوں یہ تو اُن
                  لوگوں کے ساءین بورڈ بولتے ہیں جو لوگوں کو بیوقوف بنا کر پیسے بٹورتے یہں لکیریں تو صرف آپ کی زندگی میں آنے والے حالات کا اندازہ کرتی ہیں انہیں بدلنے کا دعوی نہیں۔
                  Last edited by S.Athar; 16 February 2010, 20:23.
                  :star1:

                  Comment


                  • #39
                    Re: Haathon ki 'lakeer'

                    Originally posted by Sawabiwal View Post
                    ~Haton Ki lakhiron per bharosa mat karna yaro!
                    Taqdeer t unki bi hoti hai jin kai haat nahi hotay.~

                    ہاتھوں کی لکیریں بیان کرتی ہیں داستانِ زندگی
                    قُدرت کی کارہ گری کی اِک یہ بھی مثال ہیں:rose۔
                    Last edited by S.Athar; 16 February 2010, 20:18.
                    :star1:

                    Comment


                    • #40
                      Re: Haathon ki 'lakeer'

                      Originally posted by unity View Post
                      mujhe khud bhi kuch time bari dilchaspi rahi is hathon ki lakeeron k ilm se, to me ne kafi sari books parhen n hath dekhne shiru keay...jab me FA me parhti thi tab tak bara acha lagta tha mere ird gird larkiyon ka jhumgata hota tha,family me jahan jao sab hath samne phela dete the.phir Allah ka shuker k Allah ne meri bhlai chahi or mujhe samjh aei k ye sab fazool baten hen Allah k hukam k bina pata bhi nahi hilta or ghaeb ka ilm serf Allah ko hota he to me ne ye sab chor dia:dua
                      :salam: Patanahin App ka Tariqay Kar Kia Raha. Jo loge Mujhay Palmistry K hawalay say Janty Hain Woh Yah Janty Hain K main Palmistry Par Bat Karny say Pahly Oun Ko yah Ache Tarha Yaqeen Dilata Hon K Yah Sirf 1 Ilam Hay Akhrie Faysla Mayry RAB Ka Hoga.Main Kahin Bhe "kise Batt Ka Dawa Nahin Karta K yah Ho kar rahy gaa" Shokr AL hamdoLILLAH:dua
                      :star1:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Haathon ki 'lakeer'

                        main nahi manta.......................kay pori zindagi in char lekiroon main
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment


                        • #42
                          Re: Haathon ki 'lakeer'

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          I still remember jub hum FSc. ke students thay to hum doost Sialkot ke aik bohat mashoor aamal ke paas gaye jo haath dekhta tha. Us ne hamara haath batoorne ke bohat paisay liye. Us ne hum 3 dooston ke baray mein jo bhi predictions kein wo baad mein ghalat sabit huein. Yeh tukka he, koi science nahi.

                          And to tell you jub baby womb mein hota he to us ke haath close hotay hein to yeh haathon ki lakeerein us waqt develop hoti hein. If hand impressions have something to do with the fate of man, then why not foot or eye impression?
                          :salam: Agar Kise Doctor Ki Dawaie Say App ko Aram Nahin Aeya to Is ka Yah Matlab Nahin K Doctore Ilm He Galat hay.1 Moushahiday Main Yah Batt bhe aie Hay K 1 Workar K hat Kam k doran Tezab say jall Gay 2,3 mah bad Jab Hath Shee howy to Ahista Ahista Lakirin Bhi Namodar Hogian. 2sary App ki Misal K mutaibq to phir Har Insan Ki lakirin aik Hi Tarha Ki Hone Chahean,jabky aisa Nahin hay.
                          :star1:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Haathon ki 'lakeer'

                            Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                            main nahi manta.......................kay pori zindagi in char lekiroon main
                            :salam: Is Dor Main App Kah Rahy Hain K pori Zandage 4 Lakron Main? jab K Ap Aik Choti C USB Main Kitna DATA save Karty Hain.Dosry Likerin App K Rozana ki Rotien "khana,pena,sona,jagna" Nahin Batatin Balky Sirf Oun Halt Ki taraf ishara karte hain Jo App Ki Zandage Ko Bohat Had taq Tabddl karny wlay hoty hain.:rose
                            Last edited by S.Athar; 16 February 2010, 20:16.
                            :star1:

                            Comment


                            • #44
                              Re: Haathon ki 'lakeer'

                              Originally posted by SAZ View Post
                              :salam: Agar Kise Doctor Ki Dawaie Say App ko Aram Nahin Aeya to Is ka Yah Matlab Nahin K Doctore Ilm He Galat hay.1 Moushahiday Main Yah Batt bhe aie Hay K 1 Workar K hat Kam k doran Tezab say jall Gay 2,3 mah bad Jab Hath Shee howy to Ahista Ahista Lakirin Bhi Namodar Hogian. 2sary App ki Misal K mutaibq to phir Har Insan Ki lakirin aik Hi Tarha Ki Hone Chahean,jabky aisa Nahin hay.
                              I shared my sole opinion and didn't give any verdict. There could be possibility (which until today I don't believe) that Palmist could come up with right future-telling. But still "Future Telling" is considered as 'Haram' in Islam. So I don't bother much to indulge myself in such prolonged discussion.
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #45
                                Re: Haathon ki 'lakeer'

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                I shared my sole opinion and didn't give any verdict. There could be possibility (which until today I don't believe) that Palmist could come up with right future-telling. But still "Future Telling" is considered as 'Haram' in Islam. So I don't bother much to indulge myself in such prolonged discussion.
                                آپ کو حق ہے کہ آپ اِسے مانیں یا ناں مانیں اور جہاں تک میرا خیال ہے کہ اسلام میں ستارہ شناسی سے منع کیا گیا ہے اور اگر دست شناسی سے منع کیا گیا ہے تو میں پامسٹری کو صرف اور صرف اللہ تعالیٰ کی ایک حکمت بتاتے ہوئے اسے مُتشریح کر لیتا ہوں:rose ۔
                                Last edited by S.Athar; 16 February 2010, 21:34.
                                :star1:

                                Comment

                                Working...
                                X