Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Haathon ki 'lakeer'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Haathon ki 'lakeer'

    Originally posted by SAZ View Post
    :salam: Is Dor Main App Kah Rahy Hain K pori Zandage 4 Lakron Main? jab K Ap Aik Choti C USB Main Kitna DATA save Karty Hain.Dosry Likerin App K Rozana ki Rotien "khana,pena,sona,jagna" Nahin Batatin Balky Sirf Oun Halt Ki taraf ishara karte hain Jo App Ki Zandage Ko Bohat Had taq Tabddl karny wlay hoty hain.:rose
    do you know that???? how to work USB stick????? and show me how to work hand line where save my future.............
    future app khud banatay hain koi hand line main nahi ban jata. mainay mehnat ki to ajj Doc hoon ager kisi pamist ki baat yah mujhay pata chal jati kay main Doc banoga to itni mehnat kiyun nahi karta... main ko aik film ka wo hisa yaad agya jab aik pamist dosray kay baray main batata hain uski lambi umer aur etc::::: but jab wo person us say pochta hain kay tum kab tak zinda raho gay to batata hain kay 92 yrs abhi wo yah bata kar uthta hi kay usko heart attack hojata hain aur wo mar jata hain...yah for example tha...........kher app yaqeen rakhtay hain to beshak rakhay... kisi nay mana nahi kiya... but app mujhay is main koi dilchuspi nahi.....Sorry ager app ko bura laga ho... ALLHA HAFIZ
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment


    • #47
      Re: Haathon ki 'lakeer'

      Originally posted by SAZ View Post
      آپ کو حق ہے کہ آپ اِسے مانیں یا ناں مانیں اور جہاں تک میرا خیال ہے کہ اسلام میں ستارہ شناسی سے منع کیا گیا ہے اور اگر دست شناسی سے منع کیا گیا ہے تو میں پامسٹری کو صرف اور صرف اللہ تعالیٰ کی ایک حکمت بتاتے ہوئے اسے مُتشریح کر لیتا ہوں:rose ۔
      Dekho miyaan, palmistry ka ilm ki ru se jo keyaas kia jata he us mein do possibilities hoti hein, ya to wo keyaas sahi sabit ho jata he aur ya phir ghalat. Agar sahi sabit ho gaya to loog kehnay lagtay hein ke bohat pohancha hua bazurg he, ager ghalat sabit ho gaya to Allah ki merzi per baat khatam. Is tarah ki cheezon ka nuksaan hota he ke aadmi apni akal aur ilm ko istamaal kerna choor deta he aur us ke faislay ilmi aur akli nahi rehtay. Wo weham ka shikaar ho jata he.

      Musalman ko yeh taleem di gai he ke wo saaf, wazeh aur katai baaton per apnay ilm'o'amal ki bunyaad rakhay na ke apnay aap ko weham ka shikaar karay. More to it Palmistry has always been a questionable field. It has not yet proved itself as other knowledge of "established science". Hope my reply will be some satisfactory for you.


      Soorah Al'maida mein Allah taalah ne "future telling" se mana farmaya he. I will quote text after searching.
      Last edited by Mr. Sialkoty; 16 February 2010, 21:47.
      :thmbup:

      Comment


      • #48
        :thmbup:

        Comment


        • #49
          Re: Haathon ki 'lakeer'

          Originally posted by unity View Post
          mujhe khud bhi kuch time bari dilchaspi rahi is hathon ki lakeeron k ilm se, to me ne kafi sari books parhen n hath dekhne shiru keay...jab me FA me parhti thi tab tak bara acha lagta tha mere ird gird larkiyon ka jhumgata hota tha,family me jahan jao sab hath samne phela dete the.phir Allah ka shuker k Allah ne meri bhlai chahi or mujhe samjh aei k ye sab fazool baten hen Allah k hukam k bina pata bhi nahi hilta or ghaeb ka ilm serf Allah ko hota he to me ne ye sab chor dia:dua
          kuch loog tu wakai ilm hota nahi aur hand analysis karte rahte hain..... bahat kam palmists hain jo hand lines ko read karte hain........... anyway Allah ko hee ghaeb ka ilm hai................. baaki sub fraud hai
          sigpic

          Comment


          • #50
            Re: Haathon ki 'lakeer'

            Originally posted by SAZ View Post
            جنابِ ولا پامسٹری کہیں بھی یہ نہیں کہتی کہ آو تمھاری تقدیر بدل دوں یہ تو اُن
            لوگوں کے ساءین بورڈ بولتے ہیں جو لوگوں کو بیوقوف بنا کر پیسے بٹورتے یہں لکیریں تو صرف آپ کی زندگی میں آنے والے حالات کا اندازہ کرتی ہیں انہیں بدلنے کا دعوی نہیں۔
            ek taraf tu kahte ho yeh lakeerein takdeer ko nahi badalti aur dosri taraf kahte ho kay ye lakeerein anay wali halaat ka andaza karti hain...... tu phir takdeer aur anaywalay halaat kiya hotay hain .... probably ek baat nahi hoti?
            sigpic

            Comment


            • #51
              Re: Haathon ki 'lakeer'

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Dekho miyaan, palmistry ka ilm ki ru se jo keyaas kia jata he us mein do possibilities hoti hein, ya to wo keyaas sahi sabit ho jata he aur ya phir ghalat. Agar sahi sabit ho gaya to loog kehnay lagtay hein ke bohat pohancha hua bazurg he, ager ghalat sabit ho gaya to Allah ki merzi per baat khatam. Is tarah ki cheezon ka nuksaan hota he ke aadmi apni akal aur ilm ko istamaal kerna choor deta he aur us ke faislay ilmi aur akli nahi rehtay. Wo weham ka shikaar ho jata he.

              Musalman ko yeh taleem di gai he ke wo saaf, wazeh aur katai baaton per apnay ilm'o'amal ki bunyaad rakhay na ke apnay aap ko weham ka shikaar karay. More to it Palmistry has always been a questionable field. It has not yet proved itself as other knowledge of "established science". Hope my reply will be some satisfactory for you.


              Soorah Al'maida mein Allah taalah ne "future telling" se mana farmaya he. I will quote text after searching.
              Masha Allah aaj tu aap javeid ahmed ghamdi ki tarah batein kar rahe ho..... anyway nice sharing..........:salam:
              sigpic

              Comment


              • #52
                Re: Haathon ki 'lakeer'

                Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                do you know that???? how to work USB stick????? and show me how to work hand line where save my future.............
                future app khud banatay hain koi hand line main nahi ban jata. mainay mehnat ki to ajj Doc hoon ager kisi pamist ki baat yah mujhay pata chal jati kay main Doc banoga to itni mehnat kiyun nahi karta... main ko aik film ka wo hisa yaad agya jab aik pamist dosray kay baray main batata hain uski lambi umer aur etc::::: but jab wo person us say pochta hain kay tum kab tak zinda raho gay to batata hain kay 92 yrs abhi wo yah bata kar uthta hi kay usko heart attack hojata hain aur wo mar jata hain...yah for example tha...........kher app yaqeen rakhtay hain to beshak rakhay... kisi nay mana nahi kiya... but app mujhay is main koi dilchuspi nahi.....Sorry ager app ko bura laga ho... ALLHA HAFIZ
                vese rizak tu Allah nay sub ka likha hota hai...... iss mein tu koe shak nahi..... baaki aap ka view poit kay lakeerein kuch nahi batati yeh ghour talab baat hai........
                sigpic

                Comment


                • #53
                  Re: Haathon ki 'lakeer'

                  Originally posted by ummid View Post
                  :manicure:
                  sigpic

                  Comment


                  • #54
                    Re: Haathon ki 'lakeer'

                    Originally posted by safia View Post
                    Masha Allah aaj tu aap javeid ahmed ghamdi ki tarah batein kar rahe ho..... anyway nice sharing..........:salam:
                    You are so wise. He is my fav.
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #55
                      Re: Haathon ki 'lakeer'

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      You are so wise. He is my fav.
                      ab mein kiya kahon agar kuch kahon gi tu koe chawal zarooor marray ga..... 372-haha
                      sigpic

                      Comment


                      • #56
                        Re: Haathon ki 'lakeer'

                        Originally posted by safia View Post
                        ab mein kiya kahon agar kuch kahon gi tu koe chawal zarooor marray ga..... 372-haha
                        Well I listened to him a while ago, and when I see your topic I just revised it. He is an inspiration for me and I consider him an authority :thmbup:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #57
                          Re: Haathon ki 'lakeer'

                          Originally posted by safia View Post
                          Masha Allah aaj tu aap javeid ahmed ghamdi ki tarah batein kar rahe ho..... anyway nice sharing..........:salam:













                          javeid :lolahmed :lolghamdi:hoho:

                          Comment


                          • #58
                            Re: Haathon ki 'lakeer'

                            Originally posted by safia View Post
                            Assalam o Alaikum

                            poochna yeh tha k :

                            Haathon ki 'lakeer' hi kya insaan ki 'taqdeer' hai ?

                            waalikum asslam

                            pata nae yar ,mere hath ki lakeeron me izafa hua hai i observed
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment


                            • #59
                              Re: Haathon ki 'lakeer'

                              Originally posted by safia View Post
                              Assalam o Alaikum

                              poochna yeh tha k :

                              Haathon ki 'lakeer' hi kya insaan ki 'taqdeer' hai ?
                              :donno:

                              Comment


                              • #60
                                Re: Haathon ki 'lakeer'

                                Originally posted by SAZ View Post
                                :salam: Patanahin App ka Tariqay Kar Kia Raha. Jo loge Mujhay Palmistry K hawalay say Janty Hain Woh Yah Janty Hain K main Palmistry Par Bat Karny say Pahly Oun Ko yah Ache Tarha Yaqeen Dilata Hon K Yah Sirf 1 Ilam Hay Akhrie Faysla Mayry RAB Ka Hoga.Main Kahin Bhe "kise Batt Ka Dawa Nahin Karta K yah Ho kar rahy gaa" Shokr AL hamdoLILLAH:dua
                                akhri fesle ka yakeen dila dene se kisi ko yakeen nahi ata..ap nahi jante log kese kese wehem dilon me paal lete hen or logon k dilon me wehem or waswase dalta to theek kaam nahi he.kisi bhi tarah btana k kal kia ho ga chahe hath dekha jaey chahe sitaron se ho ye sab gunah k zimre me ata he,jab ye jana to chor dia bas

                                Comment

                                Working...
                                X