Re: Haathon ki 'lakeer'
mujhe khud bhi kuch time bari dilchaspi rahi is hathon ki lakeeron k ilm se, to me ne kafi sari books parhen n hath dekhne shiru keay...jab me FA me parhti thi tab tak bara acha lagta tha mere ird gird larkiyon ka jhumgata hota tha,family me jahan jao sab hath samne phela dete the.phir Allah ka shuker k Allah ne meri bhlai chahi or mujhe samjh aei k ye sab fazool baten hen Allah k hukam k bina pata bhi nahi hilta or ghaeb ka ilm serf Allah ko hota he to me ne ye sab chor dia:dua

Comment