Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Haathon ki 'lakeer'

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Haathon ki 'lakeer'

    Assalam o Alaikum

    poochna yeh tha k :

    Haathon ki 'lakeer' hi kya insaan ki 'taqdeer' hai ?
    sigpic

  • #2
    Re: Haathon ki 'lakeer'

    haatho ki lkeero me likha hia



    tera mera dil ka rishta hai




    har darkan yahi baat kahay




    tera mera saath rahay :guitar:
    Last edited by vvvcute; 16 February 2010, 08:33.

    Comment


    • #3
      Re: Haathon ki 'lakeer'

      han j

      Comment


      • #4
        Re: Haathon ki 'lakeer'

        saz bhai jawab deennnn :d1:
        Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

        Comment


        • #5
          Re: Haathon ki 'lakeer'

          Originally posted by vvvcute View Post
          haatho ki lkeero me likha hia



          tera mera dil ka rishta hai




          har darkan yahi baat kahay




          tera mera saath rahay :guitar:
          dil karta hai terey sarr pay phool phankooo vo bhi saath gamlay kay ........................:think:

          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Haathon ki 'lakeer'

            :salam: G han 1 Lihaz say App Yah Kah Sakty Hian Kion K In lakiron Main Tahrer hay Jo Ham karny waly Hian yah Jo Hamary Sath Pash Any wala Hay.Sifr In Nishanion Ki Sahe Tarha parkhnay wala Hona Chahiy.:rose
            Last edited by S.Athar; 16 February 2010, 10:27.
            :star1:

            Comment


            • #7
              Re: Haathon ki 'lakeer'

              Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
              saz bhai jawab deennnn :d1:
              :salam: App to SAZ Ka RAZ afshan kar Rahee Hain :hohe:
              :star1:

              Comment


              • #8
                Re: Haathon ki 'lakeer'

                walikum salam...

                haton ki lakiron ka to pata nai per itna zarur pata hy dua taqdeer badal deti hy jo sachy dil sy mango:rose
                میں نعرہ مستانہ، میں شوخی رندانہ

                Comment


                • #9
                  Re: Haathon ki 'lakeer'

                  Originally posted by safia View Post
                  Assalam o Alaikum

                  poochna yeh tha k :

                  Haathon ki 'lakeer' hi kya insaan ki 'taqdeer' hai ?

                  Wa Alaikum Aslam,

                  Ager hamara takdeer per eman he to phir haathon ki larkeeron ke chaker mein kia perna. I don't think it has something to do with takdeer.

                  It's my personal opinion
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Haathon ki 'lakeer'

                    uuuuuuuuuuuuum hmmmmmmm aaaaaaaa:think:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Haathon ki 'lakeer'

                      Originally posted by SAZ View Post
                      :salam: G han 1 Lihaz say App Yah Kah Sakty Hian Kion K In lakiron Main Tahrer hay Jo Ham karny waly Hian yah Jo Hamary Sath Pash Any wala Hay.Sifr In Nishanion Ki Sahe Tarha parkhnay wala Hona Chahiy.:rose
                      hmmmm matlab aap iss ko mante hain....................
                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: Haathon ki 'lakeer'

                        Originally posted by crystal_thinking View Post
                        walikum salam...

                        haton ki lakiron ka to pata nai per itna zarur pata hy dua taqdeer badal deti hy jo sachy dil sy mango:rose
                        G yeh meinay bhi parha hai kay dua se takdeer badal jati hai........
                        sigpic

                        Comment


                        • #13
                          Re: Haathon ki 'lakeer'

                          Originally posted by safia View Post
                          Assalam o Alaikum

                          poochna yeh tha k :

                          Haathon ki 'lakeer' hi kya insaan ki 'taqdeer' hai ?
                          Wa allaikum salaam Safia

                          Woh kya bhala sa shair hai keh..... mujhey sahih sey yaad nahin (aaj pehli baar huwa hai keh shair hi yaad nahin)

                          hathon ki lakeerein mitaney sey gar taqdeer mit sakti
                          to yeh kaar-haey numayan ham bhi kar letey

                          kuchh isi type ka tha...

                          to kehna yeh hai keh hathon ki lakeeron ka insaan taqdeer sey koi amal dakhal nahin - yeh fazooliyat hain aur bas!

                          Hamesha yaad rakhein: Eeman-e-Mufassal aur Eeman-e-Mujammil. Har achhi buri taqdeer Allah ki tarf sey aati hai.

                          Yeh alag baat hai keh ham apni taqdeerein khud sanwar saktey hain :)
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #14
                            Re: Haathon ki 'lakeer'

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Wa Alaikum Aslam,

                            Ager hamara takdeer per eman he to phir haathon ki larkeeron ke chaker mein kia perna. I don't think it has something to do with takdeer.

                            It's my personal opinion
                            hand analysis/palmistry apni jaga elam tu hai....... vo alag baat hai kay kuch log palm reading mein beleive karte hain yaa nahi.... mein aap ko apna batati chalon kay I don't believe it at all..... how can simple lines on your hand say something about our destiny? nah..... dekhtay hain aur members kiya kahte hain..............
                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: Haathon ki 'lakeer'

                              Originally posted by safia View Post
                              hand analysis/palmistry apni jaga elam tu hai
                              Bilkul hai, per kya unki koi taqdeer nahin hoti jinkey haath hi nahin hotey?
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X