Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Rishta

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Rishta

    Originally posted by ummid View Post
    hmmm.... quraan ke hawale se jo bhi dalilein deinge aabi bhai deinge... :rose
    me ke hisab se.. her Insaan ki apni requrment hoti hai.... me yeh nahi keh rahi ke yeh jo kuch bhi tum ne kaha us mein sachai nahi hai... per dear... her Insaan ko apni pasnd na pasnd batane ka haq hai... shuker is baat ka karna chahiye ke un logo ne shaadi ke baad apni demands nahi rakhi... pehle hi bata di...
    I agree shaadi ek important aspect hota hai akser logo ke liye... per hum log aakhir apni worth kisi ke pasnd na pasnd per kyun rakhein?????
    Okz... hum kisi ki requirment per pure nahi utarte... how does it really matter???
    secondly jo kuch aap ki cousin ke saath howa ager humari kisi dost ke saath ya khud humare saath howa hota tu hum be'izat kar ke gher se bahar nikaal dete....:lpop: aap ne un logo ko kuch bhi na keh ker unhe encourage kiya hai... so here you are wrong...
    ek or baat yeh ke jin logo ko modern larki chahiye tu woh modern larki se hi kareinge... mismatch karwaane se accha tha ke unho ne sahi baat bata di...
    or aap ki last waali baat.... woh job waali... tu acchi baat hai na ke aap Independent raho or apne husband ko financially suport karo apni khushi se... yaani tumhaari khushi... tumhare sasuraal waalo ki marzi nahi... :D....

    kiyon kia aabi bhai k ilwa kisi nay quran phera nhe hain ya koi aur muslim nhe hian ya pher kisi aur ko ilam nhe hian quran ka
    aur beta yeh jo baaatian ap nye likhi hain na yeh jeb ap per waqt aye na teb amin ap sy pouchon g zarorrrrrrrrrr yeh jo daant nekal rahain hain inshahALLAH ALLAH TUMHRE NASEEB BOHAT ASCHY KERY AYSE HE HANSTI RAHO MGAER JEB SUCH JANO KI G NA TO KABI AYE NHE KAHO G JITNE ARAMS Y TUM NY AJ KAHA HAIN teddy
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

    Comment

    • #47
      Re: Rishta

      Aur aabi bhai ap ny bilkol galt fermya k k ayse cases just 2 percnet hain ager meri baat galt to mera ser ap k jooaty serway ker k dekh lain ap main challange kerti hon kiyon k jo jo main nye dekha hain ek lekri ek beti ek bahen ek dost ek humraz ek lawyer ek aaam insan k tor per yeh jo masherti khabaset hain na bohat bher gai hain aur just is liya k hum hko quran pk main just just wo aayaat yaad reh agi hain jo humyr faiday k liya hain huamin au rkuch yaad nhe hain quran ny 4 shadiyon ki ijazt di mage rhum ny mana bus k merd ko haq hain 4 shadi kerni ka mager apni sheriyt bhol agy yeh ayaat b bhol gaye jahan per likaha hain k kin kin wajoohat ki bina per 4 shaidyan jaiz hain apni zahni aur jisamni ayaashiyan pori kerny k liya 4 shaiyan ka huakm nhe diya gaya tha 4 shadiyan tab rakhi gai
      jeb kisi k haan ulaad na ho
      kisi bewah ka sahara beno
      kisi yaateem k ser per hath rakho hum seb bhol gaye mager huamin yaad raha k bus 4 shaidyan jaiz hain good
      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

      sigpic

      Comment

      • #48
        Re: Rishta

        Main ny is cheez sy inkar kia he nhe k lerka lerki nhe mil saktain ,iain gher walon k sath ayain mil lain koi mesla nhe mger teb tak jeb un k gher k bozurg koi faysela ker chukain hon yeh nhe hain k koi baat he na paki hoi aur lerki lekro k smnay jati rahi k ko i passand ker lay ager aysa hain to muje batana teb k ayesha behan main ny apni beti ki shadi kerni hain meir beti k liya ek lerka aya hain dekhny us lerky k samny main y apni beti ko lay ker aya hon us lekry ny passand nhe kia is liay main doerya koi lerka wo ascha lag raha us k smany nbeti ko ly ker gaya us nay b passand nhe kia to koi aur sahe is ka meltub yeh k lekri ko numaish ki terhna betha do lekro k samany wah greatttttttttttttttttttttt pher humri haya islam perda maharam na maheram ka sara con cept mer gaya na
        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

        sigpic

        Comment

        • #49
          Re: Rishta

          Originally posted by D@y W@lk3r View Post
          mujhay pata hain kay kiya baat ho rahi hain.. mainay us par hi apnay comments diay hain..................:donno:
          aap comments nahi day saktay aap ki khandaan main shadi hovi hai or wo bhi love marriage :D ..jin ki khandaan say bahir hovi hai wo apna personal experience batian :lpop:
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #50
            Re: Rishta

            Originally posted by Aanchal View Post
            aap comments nahi day saktay aap ki khandaan main shadi hovi hai or wo bhi love marriage :D ..jin ki khandaan say bahir hovi hai wo apna personal experience batian :lpop:

            love marriage ki gal he nhe ho rahi yahan rishta ki baat ho rahi hain kuriye
            aur love marriage aur araange main koi fark nhe hain zindagi teb b gozerti hain zindagi ab b gozeti hain wyase mera apna zati kiyal hain k arrange marriage honi chaye uknow ager love marriage ho to wo charm wo ek tajasos nhe hota k kon ho ga kaysa ho ga love mai n to sari kertooton ka pata hota hain ek dosery ki is liya koi charm nhe hota
            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

            sigpic

            Comment

            • #51
              Re: Rishta

              Originally posted by zoniash View Post

              larki main mamoun ko aisay hi cheerti rehti houn :lol

              wesay main tumhari is baat say agree nahi karti kay arrange marriage hi honi chaye ...shadi say pehlay aik dosray ko jannay main koi haraj to nahi :mm:
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #52
                Re: Rishta

                Originally posted by Aanchal View Post
                larki main mamoun ko aisay hi cheerti rehti houn :lol

                wesay main tumhari is baat say agree nahi karti kay arrange marriage hi honi chaye ...shadi say pehlay aik dosray ko jannay main koi haraj to nahi :mm:
                well
                yahan log pori life gozr ke b yh he shikwa kerty ahin k smjah nye paye to
                kitne dino main ek dosery ko
                samjh lo gy
                humry parents ny nhe samjha kia
                ya unho ny apni life khushi sy nhe gozari kia
                aur samjho yar bikol
                magni ya haan ya nekah ho ajye to smjho us sy baat kero roka kis nay hauin
                shadi k bad b pori umer he pari hain samjhny k liya b
                ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                sigpic

                Comment

                • #53
                  Re: Rishta

                  UKNOW UNCHAL hum bus bheri bheri baatin ker skaatin hain k humary parents humary liya ideal ahin hum un ki terbiyt laytain hain flan flan mger sbe ek dkehawa hain ager aysa he hota to hum kkiyon nhe un baton ko apnaty jo humry pasrents nhe apnai hain kyon aj hum modern pen ka shikar ben gay hain pata nhe kiyon
                  ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                  sigpic

                  Comment

                  • #54

                    arrange marriage walye kia aik dosray ko achi taraha samajh jatay hian bad main :mm:
                    kuch cheezoun ko limit main reh kar kia jaye to koi boorai nahi ...shadi say pehlay kisi ko samjhnay key leye zarori nahi kay aap rooz rooz us say milli pher samajh saktay hian usay ...

                    jis banday ko aap jantay na hoo us kay sath sari zindagi rehnay ka fasila kesay kar laian :donno: ...

                    acha aap yeh bataoo kay arrange marriage kis taraha ki honi chaye ? pher main agaya baat karti houn :D:
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #55

                      pehlay or aaj kay zamany main buhat faraq hai larki ..
                      jab Islam nay aap ko allow kia hai kay aap shadi say pehlay aik dosray ko deekh saktay hain to pher kio ham aisi arrange marriage kar laian jis main dosray banday ka humye kuch pata hi na hoo ..kay ghar waloun nay keh dia to sahi hi hoo ga
                      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                      Comment

                      • #56
                        Re: Rishta

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        arrange marriage walye kia aik dosray ko achi taraha samajh jatay hian bad main :mm:
                        kuch cheezoun ko limit main reh kar kia jaye to koi boorai nahi ...shadi say pehlay kisi ko samjhnay key leye zarori nahi kay aap rooz rooz us say milli pher samajh saktay hian usay ...

                        jis banday ko aap jantay na hoo us kay sath sari zindagi rehnay ka fasila kesay kar laian :donno: ...

                        acha aap yeh bataoo kay arrange marriage kis taraha ki honi chaye ? pher main agaya baat karti houn :D:

                        kamal hain yar hum apne parents ki misaal nhe lay sakty kai unho nye shadi nhe ki aur nebhai nhe kia ??????????????? humry nabi pak PBUM NY ALLAH K HUKAM SY SHADIYAN KI MUJE KOI EK BAAT B BATA DAIN K UNHO NY KABI KOI ASYI DEMAND KI HO K LERKI KO DEKHNA YA SHAID SY PEHLY JANANA ALLAH KI ZAAT PER ITNA B BHAROSA NHE K ALLAH NY HUMRY LIYA JO INSAAN BYJA HAN WO SAHE HAIN YA GALT KIA HUM ITNE UNBELIVER HO GAYE HAIN K US K BANAI KI NAIMETO PER YAKEEN NA KER SAKAI MAIN ARRANGE YA LOVE MARRIGE KI BAAT NHE KER RAHI MUJE NHE KIYON K DONO MAIN KABI GALT AUR KABI SAHE B HO SAKTA HAIN ALLAH JANTA HAIN AUR SARI ZINDAGI SATH GOZARNY WALI BAAT TO KIA HUMRY PARENTS NY SATH NHE GOZARI LIFE????? AB TO BOHAT SI FACILITES HAIN FONE HAIN MOBIL EHAIN BAAT KER LO JAN LO US INSAN KO JIS SY AP K PARENST NEY PASAND KIA HAIN KOI BURAI NHE HAIN BAAT KERNY MAIN
                        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                        sigpic

                        Comment

                        • #57
                          Re: Rishta

                          (۲۳۵) اور تم پر گناہ نہیں اس بات میں جو پردہ رکھ کر تم عورتوں کے نکاح کا پیام د و یا اپنے دل میں چھپا رکھو الله جانتا ہے کہ اب تم ان کی یاد کرو گے (ف۴۷۵) ہاں ان سے خفیہ وعدہ نہ کر رکھو مگر یہ کہ اتنی بات کہو جو شرع میں معروف ہے، اور نکاح کی گرہ پکی نہ کرو جب تک لکھا ہوا حکم اپنی میعاد کو نہ پہنچ لے (ف۴۷۶) اور جان لو کہ الله تمہارے دل کی جانتا ہے تو اس سے ڈرو اور جان لو کہ الله بخشنے والا حلم والا ہے،
                          Last edited by chaand_nager; 28 April 2009, 09:56.
                          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                          sigpic

                          Comment

                          • #58
                            Re: Rishta

                            Originally posted by zoniash View Post
                            Main ny is cheez sy inkar kia he nhe k lerka lerki nhe mil saktain ,iain gher walon k sath ayain mil lain koi mesla nhe mger teb tak jeb un k gher k bozurg koi faysela ker chukain hon yeh nhe hain k koi baat he na paki hoi aur lerki lekro k smnay jati rahi k ko i passand ker lay ager aysa hain to muje batana teb k ayesha behan main ny apni beti ki shadi kerni hain meir beti k liya ek lerka aya hain dekhny us lerky k samny main y apni beti ko lay ker aya hon us lekry ny passand nhe kia is liay main doerya koi lerka wo ascha lag raha us k smany nbeti ko ly ker gaya us nay b passand nhe kia to koi aur sahe is ka meltub yeh k lekri ko numaish ki terhna betha do lekro k samany wah greatttttttttttttttttttttt pher humri haya islam perda maharam na maheram ka sara con cept mer gaya na
                            menay aap ka b aor aabi behan ka point of view parha. by the way aap ka viewpoint strong laga. further my God knows better.

                            Comment

                            • #59
                              Re: Rishta

                              Originally posted by zoniash View Post
                              (۲۳۵) اور تم پر گناہ نہیں اس بات میں جو پردہ رکھ کر تم عورتوں کے نکاح کا پیام د و یا اپنے دل میں چھپا رکھو الله جانتا ہے کہ اب تم ان کی یاد کرو گے (ف۴۷۵) ہاں ان سے خفیہ وعدہ نہ کر رکھو مگر یہ کہ اتنی بات کہو جو شرع میں معروف ہے، اور نکاح کی گرہ پکی نہ کرو جب تک لکھا ہوا حکم اپنی میعاد کو نہ پہنچ لے (ف۴۷۶) اور جان لو کہ الله تمہارے دل کی جانتا ہے تو اس سے ڈرو اور جان لو کہ الله بخشنے والا حلم والا ہے،
                              :jazak:

                              today i knew you are a talented girl. by the way you have proved it.:thmbup:

                              by the way aabi aunty jis nay itni late reply karnay mein ki hai vo kuch quran ka mutaila kar rahi hogi. so be careful and you also complete your preparttion to reply her.
                              Last edited by ballay_baaz; 28 April 2009, 10:28.

                              Comment

                              • #60
                                Re: Rishta

                                Originally posted by zoniash View Post
                                Aur aabi bhai ap ny bilkol galt fermya k k ayse cases just 2 percnet hain ager meri baat galt to mera ser ap k jooaty serway ker k dekh lain ap main challange kerti hon kiyon k jo jo main nye dekha hain ek lekri ek beti ek bahen ek dost ek humraz ek lawyer ek aaam insan k tor per yeh jo masherti khabaset hain na bohat bher gai hain aur just is liya k hum hko quran pk main just just wo aayaat yaad reh agi hain jo humyr faiday k liya hain huamin au rkuch yaad nhe hain quran ny 4 shadiyon ki ijazt di mage rhum ny mana bus k merd ko haq hain 4 shadi kerni ka mager apni sheriyt bhol agy yeh ayaat b bhol gaye jahan per likaha hain k kin kin wajoohat ki bina per 4 shaidyan jaiz hain apni zahni aur jisamni ayaashiyan pori kerny k liya 4 shaiyan ka huakm nhe diya gaya tha 4 shadiyan tab rakhi gai
                                jeb kisi k haan ulaad na ho
                                kisi bewah ka sahara beno
                                kisi yaateem k ser per hath rakho hum seb bhol gaye mager huamin yaad raha k bus 4 shaidyan jaiz hain good
                                i agree zonaish... :thmbup: aisya 2 % to kiya.. mere khiyaal mai 90 % humare muashre mai hota hai ke larki ko Bakre ki tarah dehka jata hai:fuming:

                                aur yeh bade afsos ki baat hai ke muslim ho ker hum log Islam ki taleem per amal nahi kerte.

                                Comment

                                Working...
                                X