Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Rishta

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Rishta

    Originally posted by Aanchal View Post
    arrange marriage walye kia aik dosray ko achi taraha samajh jatay hian bad main :mm:
    kuch cheezoun ko limit main reh kar kia jaye to koi boorai nahi ...shadi say pehlay kisi ko samjhnay key leye zarori nahi kay aap rooz rooz us say milli pher samajh saktay hian usay ...

    jis banday ko aap jantay na hoo us kay sath sari zindagi rehnay ka fasila kesay kar laian :donno: ...

    acha aap yeh bataoo kay arrange marriage kis taraha ki honi chaye ? pher main agaya baat karti houn :D:
    Originally posted by Aanchal View Post
    pehlay or aaj kay zamany main buhat faraq hai larki ..
    jab Islam nay aap ko allow kia hai kay aap shadi say pehlay aik dosray ko deekh saktay hain to pher kio ham aisi arrange marriage kar laian jis main dosray banday ka humye kuch pata hi na hoo ..kay ghar waloun nay keh dia to sahi hi hoo ga
    aanchal... aik doosre ko samjhne se aap ki kiya muraad hai?? :donno:

    Islam ne ijazat di hai ke aik doosre ko dehk liya jaye. Is se yeh matlab nahi hai ke... aik doosre ke saath "understanding" kerne ki koshish ki jaye... aur jab naa ho to..." Tataa" kerdiya jaye... aisye mai to pata nahi kitne Hazaarou logou se aap ko samjhna pare ga....

    aanchal aapne kaha....Aaik aise shakhs se shadi ker lain jis ka pata naa ho.. :donno: shadi hone se pehle us shakhs ke kirdaar ke baare mai.. uski shaksiyat ke baare mai kaafi kuch maloom hojata hai... baqi DUA per kiou humarai tawujo nahi??

    kiya dua kerne se ... astakhara se khuda Rehnumai nahi kerta...

    Comment

    • #62
      Re: Rishta

      aabi bhai ek aur point k islam main perday ka kia concept hain pher??????????? ager ap kahty hain k islam main jaiz hain k ek lerka lerki haan sy pehly ek dosery ko dakh lain to pher perda kis sy kerny ka hukam hain buzurgo sy ???????? antiyon sy unclon sy bachon sy laki teb perda kerny ka hukm nhe hain jeb koi merd k smany lerki ko bytha diya jye k btho beta lerka tumahin passand kerny aya haijn aur anchal ap ka metlub hain lerka lerki ko kholi azaadi day do k jao pahly ek dosery sy mualqtain kero understaing kero nhe passand aty to dosera koi dhoond lo yeh metlub howa pher kia farak hain perda islam seb kahan gaya ager lerky aur lerki ny understanding ker k he shadi kerni hain to dafa kero pher hum apne parents ko mana ker daytai n ain plzzzzz humry liya perhsnamet hon hum kud koi lerka ya lerki dakh k understnaing ker k aschi terhan samjh k pher ap ko baat dain gy yeh he hona chaye phe to sharm haya sari miti main gai na
      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

      sigpic

      Comment

      • #63
        Re: Rishta

        @ zonaish +samra
        aap donoo ki posts ka aik hi reply kar diti houn kay main pher vohi baat dhuhraoun gee kay Islam main yeh hai kay shadi say pehlay aap aik dosray say baat karna chaian to kar saktay hian .....

        or jahan pooranay zamany ki shadeoo ki arrange marriage ki baat hoo rahi hai to ...pehlay kahndanoo kay khandaan aik hi jaga aikhttay rehtay they ,,,larkay larkiyan bachpan main hi aik sath kheeltay they ..or aik dosray ko jaan jatay they :lol..or baray hoo kay jab parents un ki shadi kar deytay they to yeh arrange :D

        100% shadi say pehlay koi nahai jaan sakta kisi ko ..lekan main keh rahi houn kay thora buhat jannay main koi masla nahi hai ....hum koi cheez khareedtay haian to itna suchtay hain us pay kay achi hoo paidaar hoo , jaldi kharab na honay wali hoo....to life partner kay baray main bhi suchian to is main kia masla hai
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment

        • #64
          Re: Rishta

          mere 2 friends ki shadi hovi ..donoo sisters hain ...donoo ki pasand ki hi shadi hovi ..aiak ki khanaan maian aik khandaan say bahir ....to jis ki khandaan say bahir hovi hai usay love marriage or dosri ko jo kay bachpan say pasand the us ki usay arrange marriage ka naam dia gaya :lol
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment

          • #65
            Re: Rishta

            Originally posted by zoniash View Post
            aabi bhai ek aur point k islam main perday ka kia concept hain pher??????????? ager ap kahty hain k islam main jaiz hain k ek lerka lerki haan sy pehly ek dosery ko dakh lain to pher perda kis sy kerny ka hukam hain buzurgo sy ???????? antiyon sy unclon sy bachon sy laki teb perda kerny ka hukm nhe hain jeb koi merd k smany lerki ko bytha diya jye k btho beta lerka tumahin passand kerny aya haijn aur anchal ap ka metlub hain lerka lerki ko kholi azaadi day do k jao pahly ek dosery sy mualqtain kero understaing kero nhe passand aty to dosera koi dhoond lo yeh metlub howa pher kia farak hain perda islam seb kahan gaya ager lerky aur lerki ny understanding ker k he shadi kerni hain to dafa kero pher hum apne parents ko mana ker daytai n ain plzzzzz humry liya perhsnamet hon hum kud koi lerka ya lerki dakh k understnaing ker k aschi terhan samjh k pher ap ko baat dain gy yeh he hona chaye phe to sharm haya sari miti main gai na
            shariyat is cheez ki ijazat deti he ke larka aur larki nikaah se pehlay aik doosray ko dekh lein aur is dooran larki ke saath kisi aur mehram ka hona bhi zaroori he, yani is dooran larki ki amman us ke saath ho sakti he, bhai, baap koi bhi saath ho sakta he.

            Aur perday ke kia ehkaam hein, yeh aik separate issue he.
            :thmbup:

            Comment

            • #66
              Re: Rishta

              Originally posted by Aanchal View Post
              @ zonaish +samra
              aap donoo ki posts ka aik hi reply kar diti houn kay main pher vohi baat dhuhraoun gee kay Islam main yeh hai kay shadi say pehlay aap aik dosray say baat karna chaian to kar saktay hian .....

              or jahan pooranay zamany ki shadeoo ki arrange marriage ki baat hoo rahi hai to ...pehlay kahndanoo kay khandaan aik hi jaga aikhttay rehtay they ,,,larkay larkiyan bachpan main hi aik sath kheeltay they ..or aik dosray ko jaan jatay they :lol..or baray hoo kay jab parents un ki shadi kar deytay they to yeh arrange :D

              100% shadi say pehlay koi nahai jaan sakta kisi ko ..lekan main keh rahi houn kay thora buhat jannay main koi masla nahi hai ....hum koi cheez khareedtay haian to itna suchtay hain us pay kay achi hoo paidaar hoo , jaldi kharab na honay wali hoo....to life partner kay baray main bhi suchian to is main kia masla hai

              aik doosre se baat kerne mai aur aik doosre ko samjhne mai kaafi farq hai.
              aik doosre ko hum shadi se pehle kitna jaan lain gai ?? :donno: kiya pata shadi ke baaad lage ke..jo jana tha wo kam tha

              Khair mera to wohi point of view hai... ke Islam ne bohat Khoobsurat andaaz mai her Masle ko samjha diya hai. Issi tarah Rishta kerte waqt (MERI NAZAR ) mai sab se zaroori kaam hai DUA... DUA aur bas DUA...

              Comment

              • #67

                :khi:
                :thmbup:

                Comment

                • #68
                  Re: Rishta

                  Originally posted by *Samra* View Post
                  aik doosre se baat kerne mai aur aik doosre ko samjhne mai kaafi farq hai.
                  aik doosre ko hum shadi se pehle kitna jaan lain gai ?? :donno: kiya pata shadi ke baaad lage ke..jo jana tha wo kam tha

                  Khair mera to wohi point of view hai... ke Islam ne bohat Khoobsurat andaaz mai her Masle ko samjha diya hai. Issi tarah Rishta kerte waqt (MERI NAZAR ) mai sab se zaroori kaam hai DUA... DUA aur bas DUA...
                  shadi bara risky kaam haai guaranty yaha kisi cheez ki nahi hoti :lol

                  han dua zaror karni chaye , Istakhra bhi , or apnay rishtadaroun or friends say bhi patwa karwana chaye dosray banday kay baray main ........
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #69
                    Re: Rishta

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    shadi bara risky kaam haai guaranty yaha kisi cheez ki nahi hoti :lol

                    han dua zaror karni chaye , Istakhra bhi , or apnay rishtadaroun or friends say bhi patwa karwana chaye dosray banday kay baray main ........

                    haajee dua kerni chahiye... baqi to allah ki marzi ... baad mai kiya hona hai.. yeh to sirf Khuda janta hai.

                    Comment

                    • #70
                      Re: Rishta

                      Originally posted by zoniash View Post
                      kiyon kia aabi bhai k ilwa kisi nay quran phera nhe hain ya koi aur muslim nhe hian ya pher kisi aur ko ilam nhe hian quran ka
                      aur beta yeh jo baaatian ap nye likhi hain na yeh jeb ap per waqt aye na teb amin ap sy pouchon g zarorrrrrrrrrr yeh jo daant nekal rahain hain inshahALLAH ALLAH TUMHRE NASEEB BOHAT ASCHY KERY AYSE HE HANSTI RAHO MGAER JEB SUCH JANO KI G NA TO KABI AYE NHE KAHO G JITNE ARAMS Y TUM NY AJ KAHA HAIN teddy
                      well... baat sirf Quraan parhne ki nahi hawalo or daleelon se baat karne ki hai... jis mein aabi bhai ka ilm kaafi wasi hai...
                      or rahi baat hum per yeh sub beetne ki tu I have already faced all this kinda shit.... but dint bother about that coz I know ke humari apni worth kisi ki bhi pasnd na pasnd per nahi hai.... :tasali:
                      me tub bhi yahi kehti thi or ab bhi yahi kehti ho ke larkiy hona ek nemat hai aise issues ko importants de ker hum apni worth khud hi kum kar lete hain...
                      or baaki Allah her beti ka naseeb bauaht accha kare aameen..
                      enough from my side... khush raho... :rose
                      Last edited by ummid; 28 April 2009, 12:33.

                      Comment

                      • #71
                        Re: Rishta

                        Originally posted by ummid View Post
                        I have already faced all this kinda shit.... but dint bother about that coz I know ke humari apni worth kisi ki bhi pasnd na pasnd per nahi hai.... :tasali:
                        me tub bhi yahi kehti thi or ab bhi yahi kehti ho ke larkiy hona ek nemat hai aise issues ko importants de ker hum apni worth khud hi kum kar lete hain...
                        or baaki Allah her beti ka naseeb bauaht accha kare aameen..
                        enough from my side... khush raho... :rose

                        :) nice view umeed :rose

                        Comment

                        • #72
                          Re: Rishta

                          Originally posted by ummid View Post
                          well... baat sirf Quraan parhne ki nahi hawalo or daleelon se baat karne ki hai... jis mein aabi bhai ka ilm kaafi wasi hai...
                          or rahi baat hum per yeh sub beetne ki tu I have already faced all this kinda shit.... but dint bother about that coz I know ke humari apni worth kisi ki bhi pasnd na pasnd per nahi hai.... :tasali:
                          me tub bhi yahi kehti thi or ab bhi yahi kehti ho ke larkiy hona ek nemat hai aise issues ko importants de ker hum apni worth khud hi kum kar lete hain...
                          or baaki Allah her beti ka naseeb bauaht accha kare aameen..
                          enough from my side... khush raho... :rose

                          u ne bilkul right kaha ummid :tasali: larkiyan hona waqayi aik nemat he or Islam ne hum aurton ko bepanah respect di he.. ye sab cheezein humare lye nahi .. na hi hum in sab cheezon ke lye bane hein ... jab Allah ne banaya he to naseeb bhee acha hi karein ge Ameen teddy

                          Comment

                          • #73
                            Re: Rishta

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            shadi bara risky kaam haai guaranty yaha kisi cheez ki nahi hoti :lol

                            han dua zaror karni chaye , Istakhra bhi , or apnay rishtadaroun or friends say bhi patwa karwana chaye dosray banday kay baray main ........

                            anchal ALLAH SY MASHWERA KERNY K BAD MERA KIYAL HAIN NA TO KISI INSAAN KI KOI GRANTEE KI ZARORT HAIN NA HE KISI K SMJHANY YA DEKHNY KI JEB EK CEEZ EK RISHTA HUM APNE ALLAH KI RAZA SY ALLAH K HUKAM SY BURAI SY BAHCNY K LIYA EK JAIZ NAIK KAM NEKAH KER RAHYAIN HAIN AUR ALLAH KO GAWAH BANA LAIN K AY ALLAH MAIN TERI RAZA MAIN RAZI HON JO TO NY MERY LIYA PASSAND KIA HAIN USY MERY LIYA BAHTAREEN RISHTA BANA DAIN AUR AGER YEH BAAT MAAN KER HUM RISHTA KERIAN BAJYE K KISI RISHTA JORNY SY PEHLY EH MERDON K SAMANY JA JA K PAISH HON TO MERA KIYAL HAIN KAL KO ALLAH NA KERY K KOI B BAAT BORI HOT I HAIN TO HUM KAM ZY KAM ALLAH SY MANG SAKHTAIN AHIN ALLAH KO KEH SAKHTY HAIN K AY ALLAH HUM NY TUJ PY ITBAR KIA HAIN TO BAHTER JANY WALA HAIN AUR YEH MAMLA B TO NY HE SAHE KERNA HAIN TO ALLAH G KAYSE NHE KERIAN GY HUMRI BAAT KO KAYS ENEH MANY GAY AUR MERI BEHNA DILON K RAAZ ALLAH K SIWA KOI NHE JANTA AUR MERI BAAT NHE SAMJH RAHI AP MAIN NY INKAR NHE KIA K K LERKA LERKI MET DEKHAIN DEKHAIN ZAROR BAAT BKERAIN MAGER JEB GHER K BOZURG HAAN KER CHUKIAN HON KIIYON AGER JEB TAK GHER K BOZURG HE HAAN NA KERAIN . GHER K BOZURG JEB HAAN KER DAIN RISHTY KI MENZORI DAY DAIN TEB ZAROR DEKHO BAAT KERO KOI QABAHAT NHE HAIN MAGNI YA NEKAH AUR RUKHSATI MAIN JO WAQEFA DALA JATA HAIN KUCH LOG DALTAIN IS LIYA K IS ARSAY MAIN EK ODSERY KO DONO KHANDAN SAMJH LAIN
                            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                            sigpic

                            Comment

                            • #74
                              Re: Rishta

                              Originally posted by ummid View Post
                              well... baat sirf Quraan parhne ki nahi hawalo or daleelon se baat karne ki hai... jis mein aabi bhai ka ilm kaafi wasi hai...
                              or rahi baat hum per yeh sub beetne ki tu I have already faced all this kinda shit.... but dint bother about that coz I know ke humari apni worth kisi ki bhi pasnd na pasnd per nahi hai.... :tasali:
                              me tub bhi yahi kehti thi or ab bhi yahi kehti ho ke larkiy hona ek nemat hai aise issues ko importants de ker hum apni worth khud hi kum kar lete hain...
                              or baaki Allah her beti ka naseeb bauaht accha kare aameen..
                              enough from my side... khush raho... :rose
                              tumharay concepts baray mature hein, like it :thmbup:
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #75
                                Re: Rishta

                                Mery nazdeakh aysa hona chaye
                                1....gher k bozurg ayain
                                lerki dekhain .baat kerian
                                passand ajati hain

                                2.... To pher lerki waly jain baaat kerain aur ager itna he shoq ho raha hain lerka mera ja rah ahain k samjhna hain lekri ko to fone py baat ker lay us k bad bozurg jeb razamendi dain
                                3...teb mangi ya nekah ya haan whatever jo b hota hain kerian teb lerka ayeain zaror ayain mger haya ka taqaza yeh k lerki to apne bhai aur father tak sy haya kerti hain to ayse main kayse us k sammny chali jaye g ya khuly aam baat ker ly g

                                mera nhe kiyal
                                meri baheno ka nikah howa rukhsati 2 saal bad hoi the familymain he tha mager door k rishaty main thay nekah sy pehly koi demand neh rakhi gai k lerka dakhy ga ya lerki ghe rk bozurgo ny faysela kia nekah jeb ho gaya tab un k husband atay thay family k sath atay thay mager pher un main itne haya the k kabi b pori family k sath bayth ker baat nhe ki an dekhty thay belkay hum zaberdasti paker k alag room main ly jtainjahan seb cozens hoty thay teb b itne baat nhe hoti the han telephone py zaror hoti the haq benata hin samjian janay ek dosery ko
                                ab ap ka kia kiyal hain k shadi sy pehly ap jis lerki ya lerky ko samjny ki try kero understanding k liya to ap ka kia kiyal hain wo lekri baatin g k us main kia kia buriyan hain aur lerka bataye ga k u s main kia kai kahmiyan bori adetain hain dono bohat he tameez dar masoom ben k ek dosry k smany bythain hon gy yeh sari batain jo hain n a beta shadi k baad pata lagti hain shadi k bad love marriage kerny wali mehbooba nhe hoti biwi ben jati ahin love story kahtm muhabbat hum us sy b ker skatin hin jis sy humry liya pssasnd kia gaya hain .zarori nhe k rishata hony sy pehly he yeh kam kia jain
                                ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X