Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Rishta

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Rishta

    Originally posted by aabi2cool View Post
    ایک طرف کھلم کھلا قرآن و سنت کی مخالفت بھی ہورہی ہے یہ کہہ کر کہ آپ کا اپنا پوائنٹ آف ویو ہے اور میرا اپنا اور دوسری طرف کسی حدیث کی مخالفت نہ کرنے کا بھی رونا رویا جارہا آپ مجھے یہ بتائیں کہ جب شریعت کا ایک حکم واضح طور پر آجائے اور اس پر کسی بھی مکتبہ فکر کا اختلاف تک بھی نہ ہو تو پھر کیا ایسے معاملے مجھے اور آپ کو اپنا ذاتی پوائنٹ آف ویو رکھنے کا اختیار ہے ؟؟؟؟؟'''

    sherieyt main to aur b bohat kuch kaha gaya hain kia us per amel kertain hain /?????????????????????????????????????????????????? ???????????????????????
    sherieyt main to ghair merdon k samnay janay maan hain
    sherieyt main to merdon ko nechi neghah rekhna ka hukam hain
    pata nhe kon si sherieyt bana dali hain ap nay jsi main yeh kaha gaya hain k
    lekri ko merdon k smany pasih kia jaye yeh islam main hain passand na passand ko ajeb byhoda rang day ker sherieyt ka hukam bana diya gaya hain ajeeb baat hain ankhain aur dimag kholain mery bhai teb pata lagy ga ap ko yeh mashera jahan hum reh rahain hain is main insan kam haywaan zayd ahain jsi mashery mai ap yeh baat ker raahin ahin na k sherieyt ney yeh kah wo kaha
    to ayazin zera pakistan aur dekhain rishty hoty howay jahan pay ourtain b aysi gandi nazer sy dekhti hain lerkiyon ko k lerki kud pani pani ho jati hain
    rishty k liya any waly merd ankahin phar phar ker lekri k pore wajood per nazerain dal rahain hoty ahin bus nhe chalta un ka k chora ly ker lekri ka cheer pahr ker k b dekh lain k us k gorday papery k sahe hain k neh hain ayse mashery mian ap iajzet day rahain k sheriet ney kaha hain k lekri ko dekho jahan ek 60 saal ka bhora admi b ager kisi akeli lerki ko gozerty dekhat ahin to gandi herkaton sy baaz nhe ata whan ap yeh implement kerian gay jahan py lerkay mohabbat k name per najany kitne lakeriyon ko berbad ker dyatain hain jahan py understanding k name per sari sharm haya khakh main mila ker bad main us lerki ko awara kah ker thokera diya jata hain kahan py bhory baap k samny merdon k agay apni beti ko pasih kia jaye passand k liya yahan py sheriet implement kerain gy
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

    Comment

    • #92
      Re: Rishta

      kis qoum ki baat ker rahain hain jahan py sherieyt k ihkamat ki baat ker rahin hain ap wahan choti choti masoom bachiyon ki ismet dari ki ajti hain aur koi pouchny wala nhe hota jahan py koi lekri ager gher sy tenha baher nekalti hain to na jany kitne gandi neghain perti hain us per k k wo kud ssouchny per majbor ho jati hain k pat nhe aysa konsa goanh ker diya main ny us mashery main ap sherieyt ki baat ker rahain hain \

      jahan per maa baap b un bachon ko prefer kerty hain jin aschy set hon jahan lerki ki umer ager zyada ho jaye to us ki hemt nhe bandhi jati belky loog us ka mazak urty us k ap[ne gher waly us ka jeena haram ker daytain hain us mashery main sherieyt ki baat ker rahain

      aj tak kitne lerko ny kitne merdon ny doseri shadi k name per kisi biwah kisi yateem k ser per hath phera seb ko to shadi k bad isqh ka bhoot sanwar ho jata ahin apni gandi zaheni ayashyion k liya
      us masehry main sherieyt ki baat ker rahain hain

      4 shadiyan kerna

      lerko ko dekhna

      sazain deyna

      bus yeh he sherieyt kahtm ho jati hain humri
      is sy agay hum kiyon nhe bherty
      muej to yaad nhe perta aysa koi wakia main ny
      kabi apni
      life main pher aho
      k nabi pak PBUM ny yeh fermya ho k
      merodn ko huakm diya ho k
      jao ja k ghero n main lekriyon ko
      passand keron

      to mahram kon na mahram kon
      perda
      kahan kis sy
      passand ka meltub yeh to liya ja sakta hain k ager kahin baher kisi ny dekha ho aur passand agai ho
      ager kisi k bare mai kuch ascha sona ho usy nikah ka pegham bejwaya diya jaye
      jasye
      hazret khatija razi tala un ha ny
      nabi pak PBUM KI sifaat sy inspire ho k
      nekah ka pegham bejwaya yeh b to ho skata hain

      ager humry bozurg koi faysela kerian to hum ALLAH SY US FAYSELY MAIN BAHTERI K LIYA DUA KAHIR MANGY NA K GHER GEHR KA K LEKRIYAN DEKHATIN PERHAIN

      • #93
        Re: Rishta

        Originally posted by aabi2cool View Post
        آپ نے میرے پہلے کسی سوال کا جواب نہیں دیا اور الٹا پھر مجھ سے سوالات کردیئے رہ گئی میری بیٹی کی بات تو میں آپ کو بارہا بتا چکا ہوں الحمدللہ ہم جس سوسائٹی میں رہتے ہیں وہاں اس قسم کہ رواج دور دور تک نہیں ہیں وہاں پر رشتہ والدین ہی طے کرتے ہیں اور عموما رشتے خاندانون اور برادریوں میں ہوتے ہیں اور عموما لڑکے اور لڑکی نے ایک دوسرے کو سکول یا کالج وغیرہ جاتے پہلے سے ہی دیکھ رکھا ہوتا ہے اگر کسی لڑکے کو کوئی لڑکی اپنی شادی کہ لیے پسند آجائے تو وہ اپنے والدین کو ہی لڑکے والوں کہ گھر بھیجا کرتا ہے بالفرض اگر میری بیٹی کا رشتہ آئے تو اور لڑکا بھی ساتھ آنا چاہے تو میں پہلے بھی عرض کرچکا کہ شریعت کی حد کہ اندر مداخلت کرنے والا میں کون ہوتا ہوں میں کون ہوتا کسی سے وہ حق چھیننے والا جو کہ اللہ اور اسکے رسول صلی اللہ علیہ وسلم نے دیا ہے باقی رہ گئی یہ بات کہ اگر ایسی صورتحال میرے ساتھ پیش آجائے تو میں شریعت کہ اندر اندر رہتے ہوئے نیز اخلاق و تہذیب کی تمام تر حدوں کہ اندر اندر رہتے ہوئے اس بات کی بخوشی اجاز دوں گا کہ لڑکی اور لڑکا ایکدوسرے کو دیکھ لیں ۔ ۔ ۔ ۔آپ یہ بتائیں کہ آپ بار بار نعوذباللہ من ذاک اس بات سے انکار کررہی ہیں تو آپ کہ پاس ان احادیث کا کیا جواب ہے کہ جس میں اللہ کہ رسول بار بار یہ تاکید کرتے ہوئے نظر آتے ہیں کہ جس عورت سے تم نے نکاح کرنا ہو کی ہی اچھا ہو کہ تم ایک بار اسے دیکھ لو ؟؟ تعجب ہے کہ اللہ کہ رسول صلی اللہ علیہ وسلم تو اجازت دے رہے ہیں اور آپ ہیں کہ بار بار انکار پر انکار کیے جارہی ہیں وہ بھی بلا دلیل ؟؟؟؟؟؟؟؟

        ایک کام کی اجازت ہونا ایک الگ امر ہے جبکہ اس کام کو ضروری جاننا یا نہ جاننا ایک الگ امر ہے یہاں پر بحث یہ نہیں ہے کہ ہم اور ہمارے ماں باپ نے ایک دوسرے کو دیکھے بغیر شادیاں کیں تو کیا انھوں نے صحیح کیا یا غلط ؟؟؟؟؟؟ بلکہ یہاں پر بحث یہ ہے کہ ایک امر کی شریعت اجازت دیتی ہے اور ہم محض اسے اپنی نام نہاد عقل کی بنیاد پر ٹھکراتے چلے جاتے ہیں

        Agree, same here :thmbup:
        :thmbup:

        Comment

        • #94
          Re: Rishta

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Agree, same here :thmbup:
          main is ka ans dain chuki hon zera wo b pher lain ap
          Last edited by chaand_nager; 29 April 2009, 10:00.
          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

          sigpic

          Comment

          • #95
            Re: Rishta

            Originally posted by zoniash View Post
            sherieyt main to aur b bohat kuch kaha gaya hain kia us per amel kertain hain /?????????????????????????????????????????????????? ???????????????????????
            sherieyt main to ghair merdon k samnay janay maan hain
            sherieyt main to merdon ko nechi neghah rekhna ka hukam hain
            pata nhe kon si sherieyt bana dali hain ap nay jsi main yeh kaha gaya hain k
            lekri ko merdon k smany pasih kia jaye yeh islam main hain passand na passand ko ajeb byhoda rang day ker sherieyt ka hukam bana diya gaya hain ajeeb baat hain ankhain aur dimag kholain mery bhai teb pata lagy ga ap ko yeh mashera jahan hum reh rahain hain is main insan kam haywaan zayd ahain jsi mashery mai ap yeh baat ker raahin ahin na k sherieyt ney yeh kah wo kaha
            to ayazin zera pakistan aur dekhain rishty hoty howay jahan pay ourtain b aysi gandi nazer sy dekhti hain lerkiyon ko k lerki kud pani pani ho jati hain
            rishty k liya any waly merd ankahin phar phar ker lekri k pore wajood per nazerain dal rahain hoty ahin bus nhe chalta un ka k chora ly ker lekri ka cheer pahr ker k b dekh lain k us k gorday papery k sahe hain k neh hain ayse mashery mian ap iajzet day rahain k sheriet ney kaha hain k lekri ko dekho jahan ek 60 saal ka bhora admi b ager kisi akeli lerki ko gozerty dekhat ahin to gandi herkaton sy baaz nhe ata whan ap yeh implement kerian gay jahan py lerkay mohabbat k name per najany kitne lakeriyon ko berbad ker dyatain hain jahan py understanding k name per sari sharm haya khakh main mila ker bad main us lerki ko awara kah ker thokera diya jata hain kahan py bhory baap k samny merdon k agay apni beti ko pasih kia jaye passand k liya yahan py sheriet implement kerain gy
            Originally posted by zoniash View Post
            kis qoum ki baat ker rahain hain jahan py sherieyt k ihkamat ki baat ker rahin hain ap wahan choti choti masoom bachiyon ki ismet dari ki ajti hain aur koi pouchny wala nhe hota jahan py koi lekri ager gher sy tenha baher nekalti hain to na jany kitne gandi neghain perti hain us per k k wo kud ssouchny per majbor ho jati hain k pat nhe aysa konsa goanh ker diya main ny us mashery main ap sherieyt ki baat ker rahain hain \

            jahan per maa baap b un bachon ko prefer kerty hain jin aschy set hon jahan lerki ki umer ager zyada ho jaye to us ki hemt nhe bandhi jati belky loog us ka mazak urty us k ap[ne gher waly us ka jeena haram ker daytain hain us mashery main sherieyt ki baat ker rahain

            aj tak kitne lerko ny kitne merdon ny doseri shadi k name per kisi biwah kisi yateem k ser per hath phera seb ko to shadi k bad isqh ka bhoot sanwar ho jata ahin apni gandi zaheni ayashyion k liya
            us masehry main sherieyt ki baat ker rahain hain

            4 shadiyan kerna

            lerko ko dekhna

            sazain deyna

            bus yeh he sherieyt kahtm ho jati hain humri
            is sy agay hum kiyon nhe bherty
            muej to yaad nhe perta aysa koi wakia main ny
            kabi apni
            life main pher aho
            k nabi pak PBUM ny yeh fermya ho k
            merodn ko huakm diya ho k
            jao ja k ghero n main lekriyon ko
            passand keron

            to mahram kon na mahram kon
            perda
            kahan kis sy
            passand ka meltub yeh to liya ja sakta hain k ager kahin baher kisi ny dekha ho aur passand agai ho
            ager kisi k bare mai kuch ascha sona ho usy nikah ka pegham bejwaya diya jaye
            jasye
            hazret khatija razi tala un ha ny
            nabi pak PBUM KI sifaat sy inspire ho k
            nekah ka pegham bejwaya yeh b to ho skata hain

            ager humry bozurg koi faysela kerian to hum ALLAH SY US FAYSELY MAIN BAHTERI K LIYA DUA KAHIR MANGY NA K GHER GEHR KA K LEKRIYAN DEKHATIN PERHAIN

            Mujay nahi pata ke aap Lahore ke kis area mein rehti hein, jis tarah ki kahani aap beyaan ker rahi hein is tarah to indian movies mein bhi dekhnay ko nahi milta.

            Dekho Shadi se pehlay ager larkay aur larki ka aik doosray ko dekhna shar'un jaiz karaar diya gaya he to is ki bhi kai wajoohaat hein. Islam ke har kaam mein koi na koi maslehat he, ager us maslehat ka aap ko nahi pata to is mein kasoor Islam ka ya shariyat ka nahi.

            Ager aik larki larka aik doosray ko dekhtay hein. Larki ko larka pasand nahi aata appearance ya kisi aur waja se to wo apnay maan baap ko bata sakti he ke wo us se shadi nahi kerna chahti, is tarah aik larki saari zindagi aik na'pasandeeda shekhsiyat ke saath guzaarnay se buch jaye gi and vice versa.

            Jo doo loog puri zindagi ikathay guzaarnay jaa rahay hein, baad mein buchay paida karein ge, pura kunba banaein ge, to kia un loogon ko itna bhi haq nahi ke wo shadi se pehlay aik doosray ko dekh lein?

            Aur jesa aabid ne kaha ke ager shariyat hamein is cheez ki ijazat deti he to hum koon hotay hein shariayat ke kaam mein dakhal andaazi kerne walay.

            Meri teen sisters ki shadi hona baki he. mein is cheez ko bilkul bhi mayoob nahi samjoon ga ke rishta tay honay ke dooran ager larka chahta he ke wo aik baar meri sister ko dekh aur meri ammi ya meri moojoodgi mein koi baat kerna chahay to zaroor ker le.

            Mere doost ki shadi hui last year, us ne kaha ke wo jub tak larki ko dekh nahi le ga us se baat nahi karay ga tub tak wo haan nahi karay ga. Us ne larki dekhi aur larki se kafi lambi baatein kein, Us ne larki ko bataya ke mein aisa hoon, mere ander kuch aisi aadatein hein jo aam larkiyaan bardaasht nahi kertein, aur wo TV ke haq mein nahi tha, us ne kaha ke ghar mein TV nahi chalay ga, larki ne saari baatein us ki maan lein aur kaha ke wo phir bhi raazi he, is tarah in dono ka nikaah karaar pa gaya.

            Ub mujay yeh batao tumhein is mein kia burai nazar aai?
            :thmbup:

            Comment

            • #96

              mjhe agar koi larka kahe ke mere samne ao ya mjhse lambi lambi baatein karo phir decide karein ge shadi karni he ya nahi me to kabhi na karu me aik achi family se belong karti hu ..educated hu.. zamane ko janti hu ..modern days ka bhee pata he .. likin in sab baton ke bawajood me kahu apko jo bat karni he apne parents ke through kar skte hein :yy:

              or agar ap larkiya hote to ap ko pata lagta ke aisa hota he larkiyo ke sath ... larkiyo ko face karna parta he :donno:
              or mjhe isi lamhe se baht dar lagta he jab kisi ke samne jana pare ga apne ap ko dikhane :yy: me humesha yahi dua karti hu kisi aunty ko me aise hi pasand ajau mjhe tarah tarah ke log dekhne na ayein 372-scare
              do dafa ayee bhee the do auntiyo ko pasand :dance2: mama papa ne kaha parh to lo pehle uff :fuming:

              Allah sab larkiyo ki kismat baht baht achi kare or unhe nayk..pyaar karne wale humsafar milein .. Ameen!! :dua

              Comment

              • #97
                Re: Rishta

                Originally posted by mano_billi View Post

                Ja nikamiyee, tum saari larkiyaan aik jesi he hoti ho, hyper

                Mein shariyat ki baat ker raha hoon aur wo bhi logic ke saath aur tum ho apni pasoori paa diti
                :thmbup:

                Comment

                • #98
                  Re: Rishta

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Ja nikamiyee, tum saari larkiyaan aik jesi he hoti ho, hyper

                  Mein shariyat ki baat ker raha hoon aur wo bhi logic ke saath aur tum ho apni pasoori paa diti

                  shariyat ne ye kab kaha he larka larki aik dusre se yaaaaay lambiiiii lammmmbiiiiiiiiiiiiiiii batein karein meri amma jani kehti hein larka larki ko mangni ke baad bhe bat nahi karni chahye :lpop: ab me ko samajh ayee aisa kyu kehti hein 372-haha sari batein pehle kar lete hein baad me aik dusre ki shakal dekh dekh larte hein 372-haha

                  naa khedan ge naa khadawan ge wich pasuri pawan ge

                  Comment

                  • #99
                    Re: Rishta

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Mujay nahi pata ke aap Lahore ke kis area mein rehti hein, jis tarah ki kahani aap beyaan ker rahi hein is tarah to indian movies mein bhi dekhnay ko nahi milta.

                    Dekho Shadi se pehlay ager larkay aur larki ka aik doosray ko dekhna shar'un jaiz karaar diya gaya he to is ki bhi kai wajoohaat hein. Islam ke har kaam mein koi na koi maslehat he, ager us maslehat ka aap ko nahi pata to is mein kasoor Islam ka ya shariyat ka nahi.

                    Ager aik larki larka aik doosray ko dekhtay hein. Larki ko larka pasand nahi aata appearance ya kisi aur waja se to wo apnay maan baap ko bata sakti he ke wo us se shadi nahi kerna chahti, is tarah aik larki saari zindagi aik na'pasandeeda shekhsiyat ke saath guzaarnay se buch jaye gi and vice versa.

                    Jo doo loog puri zindagi ikathay guzaarnay jaa rahay hein, baad mein buchay paida karein ge, pura kunba banaein ge, to kia un loogon ko itna bhi haq nahi ke wo shadi se pehlay aik doosray ko dekh lein?

                    Aur jesa aabid ne kaha ke ager shariyat hamein is cheez ki ijazat deti he to hum koon hotay hein shariayat ke kaam mein dakhal andaazi kerne walay.

                    Meri teen sisters ki shadi hona baki he. mein is cheez ko bilkul bhi mayoob nahi samjoon ga ke rishta tay honay ke dooran ager larka chahta he ke wo aik baar meri sister ko dekh aur meri ammi ya meri moojoodgi mein koi baat kerna chahay to zaroor ker le.

                    Mere doost ki shadi hui last year, us ne kaha ke wo jub tak larki ko dekh nahi le ga us se baat nahi karay ga tub tak wo haan nahi karay ga. Us ne larki dekhi aur larki se kafi lambi baatein kein, Us ne larki ko bataya ke mein aisa hoon, mere ander kuch aisi aadatein hein jo aam larkiyaan bardaasht nahi kertein, aur wo TV ke haq mein nahi tha, us ne kaha ke ghar mein TV nahi chalay ga, larki ne saari baatein us ki maan lein aur kaha ke wo phir bhi raazi he, is tarah in dono ka nikaah karaar pa gaya.

                    Ub mujay yeh batao tumhein is mein kia burai nazar aai?
                    uncle uncle aap serious hokay please na likha karein mujhe tension hoti hey. un-dekha unjana sa khaof hota hey.372-haha

                    Comment

                    • Re: Rishta

                      Originally posted by mano_billi View Post
                      shariyat ne ye kab kaha he larka larki aik dusre se yaaaaay lambiiiii lammmmbiiiiiiiiiiiiiiii batein karein meri amma jani kehti hein larka larki ko mangni ke baad bhe bat nahi karni chahye :lpop: ab me ko samajh ayee aisa kyu kehti hein 372-haha sari batein pehle kar lete hein baad me aik dusre ki shakal dekh dekh larte hein 372-haha

                      naa khedan ge naa khadawan ge wich pasuri pawan ge
                      aye ki pasoori paa diti ya
                      :thmbup:

                      Comment

                      • Re: Rishta

                        Originally posted by ballay_baaz View Post
                        uncle uncle aap serious hokay please na likha karein mujhe tension hoti hey. un-dekha unjana sa khaof hota hey.372-haha
                        yaar tere saath mein kabi serious nahi hoon ga, tu fiker na ker, bus ziker ker :khi:
                        :thmbup:

                        Comment

                        • Re: Rishta

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          yaar tere saath mein kabi serious nahi hoon ga, tu fiker na ker, bus ziker ker :khi:
                          372-haha

                          Comment

                          • Re: Rishta

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            aye ki pasoori paa diti ya

                            pasoori te pasooori paa paa pasoori te pasoori paa paa

                            Comment

                            • Re: Rishta

                              Originally posted by mano_billi View Post
                              pasoori te pasooori paa paa pasoori te pasoori paa paa
                              :khi:

                                bari form mein aai hui ho, kheriyat to hay na :khi:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X