Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Rishta

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Rishta

    Originally posted by ummid View Post
    sahi kaha... :d
    infact aaj kul tu larka larki apne parents ko milaate hain.... :lol... Woh nai add aai hai coke ki us mein bauaht zyadah sahi bataya hai....372-shock
    اجی کہاں ہم نے تو اپنی شادی والے دن اپنی ساس صاحبہ کو دیکھا جیسے ہی ہم دلہن والوں کہ گھر براجمان ہوئے تو بہت سی خواتین نے ہم کو گھیر لیا ایسے میں ایک خاتون ہمارے انتہائی قریب ہوئیں اور ہمارے ماتھے پر پیار کیا تو تھوڑا سا کسمسائے جس پر ہماری بڑی پھپھو نحوت سے گویا ہوئیں ارے سلام کرو یہ تمہاری ساس ہیں جس پر ہم نے فورا تصدیق طلب نظروں سے اپنی اماں جان کی طرف دیکھا جب انھوں نے نظروں میں تصدیق فرمادی تو ہم نے حفت آمیز لہجے میں سلام کیا
    :d
    Last edited by aabi2cool; 27 April 2009, 13:18.
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #17
      Re: Rishta

      Originally posted by aabi2cool View Post
      اجی کہاں ہم نے تو اپنی شادی والے دن اپنی ساس صاحبہ کو دیکھا جیسے ہی ہم دلہن والوں کہ گھر براجمان ہوئے تو بہت سی خواتین نے ہم کو گھیر لیا ایسے میں ایک خاتون ہمارے انتہائی قریب ہوئیں اور ہمارے ماتھے پر پیار کیا تو تھوڑا سا کسمسائے جس پر ہماری بڑی پھپھو نحوت سے گویا ہوئیں ارے سلام کرو یہ تمہاری ساس ہیں جس پر ہم نے فورا تصدیق طلب نظروں سے اپنی اماں جان کی طرف دیکھا جب انھوں نے نظروں میں تصدیق فرمادی تو ہم نے حفت آمیز :d: لہجے میں سلام کیا
      dhyaan se parhein bhai me ka pehle wala reply jis mein hum ne saaf likha hai ke "aaj kul"...
      you ke zamane ki baat nahi ki hai hum ne....
      khair yeh dasein ke yeh lines kis novel se churai aap ne??? :D

      Comment

      • #18
        Re: Rishta

        Originally posted by ummid View Post
        dhyaan se parhein bhai me ka pehle wala reply jis mein hum ne saaf likha hai ke "aaj kul"...
        you ke zamane ki baat nahi ki hai hum ne....
        khair yeh dasein ke yeh lines kis novel se churai aap ne??? :D
        ہماری شادی ہرگز کوئی قبل از مسیح کا واقعہ نہیں ہے یہی کوئی چند سال پہلے کی رو فرسا داستان ہے باقی میں چوری نہیں کرتا اگر کچھ چاہیے ہو تو زبردستی اپنے نام لگا لیتا ہوں
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #19
          Re: Rishta

          Originally posted by aabi2cool View Post
          ہماری شادی ہرگز کوئی قبل از مسیح کا واقعہ نہیں ہے یہی کوئی چند سال پہلے کی رو فرسا داستان ہے باقی میں چوری نہیں کرتا اگر کچھ چاہیے ہو تو زبردستی اپنے نام لگا لیتا ہوں

          372-haha

          Comment

          • #20

            you khud qabl az maseeh se bhi qabal ke ho... tu you ki shaadi qabal az maseeh mein hi hoi hogi...

            Comment

            • #21
              Re: Rishta

              w/salam
              han esa hota he..kuch log is tarah k hote hen lekin sab nahi hote....har tarah k log paey jate hen is moashre me....zaher he ab hamara moashra koi islami moashra to he nahi....larki walon ko is tarah k logon se mazrat kar leni chaey....abhi few months pehle ham ne bhai ki shadi ki....meri mother...me...meri bhabhiez bas ham ne hi larki dekhi...pasand ki....larki walon k mardon ne mere bhai se baat cheet ki....hamare gharon me mard n khawateen alag alag hi beth'te hen....to ye depend karta he har family par k wo kis tarah k hen.jo khud apni betiyon k leay esi baat pasand nahi karte wo doosron ki beti k leay esa pasand nahi karte.

              Comment

              • #22
                Re: Rishta

                Originally posted by ummid View Post
                you khud qabl az maseeh se bhi qabal ke ho... tu you ki shaadi qabal az maseeh mein hi hoi hogi...
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #23
                  Re: Rishta

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  معاشرے کی جس برائی کو آپ نے موضوع سخن بنایا ہے اس کا رواج زیادہ تر شہروں میں ہے اور وہ بھی فقط دو فیصدی طبقے میں ۔ اور ایسا فقط بہت اونچے یا پھر ان سے تھوڑے کم حیثیت کہ لوگوں میں ہوتا ہے ۔ رہ گئی مڈل کلاس اور لوئر مڈل کلاس تو ان میں ایسا ہی بہت ہی کم ہوتا ہے باقی جو تفصیل آپ نے بیان کی اس میں بھی بعینہ ایسا نہیں ہوتا جیسا کہ آپ نے بیان کیا ایسا زیادہ تر میڈیا میں ہی دکھایا جاتا ہے اور میڈیا پر دکھائی جانے والی ہر بات بالکل سچ نہیں ہوتی ۔ ۔ ۔۔ باقی لڑکی اور لڑکے کا ایک دوجے کو دیکھ لینا شریعت کی رو سے نہ صرف جائز بالکل مستحسن امر ہے ۔ ۔ ۔ اس لیے اس بات پر زیادہ غصہ مت ہوں :wk

                  dekha muje pata tha ap ney yeh he fermana hain aabi bhai main yeh nhe khti k lerka ya lekri ek dosery ko dekhin na mger yeh zaror kehti hon teb dekhain jeb haan ho jain aur gher k bozurg rishta paka ker chukian hain is liya k bina kisi rishty k ager lerka lerki ko dekhny ajaye to kia wo humry liya mahrem ho jat ahain teb ???????????? kia hum us k samny chly jain yeh galt kiyon he hota hain kamal hain aager main galt hon to zera ap islah ferma dainquran pak main soreh bakra main yeh baat wazia ki gai hain k jeb tak nekeh ka kisi sy 100 %irada na ker lo teb tak baat b apne mu sy na nekalo yh ap byshuk quran pak main soreh bakra main pher saktain hain ab agay is ki defination apne hesab kr lain to mera koi qasoor nehe is ka metlub to yeh howa na k sheriyet ney ijazet di k lerka lerki dekh lain aur her lekra mu utha k chala jaye lekri k gher aur ek passand nhe ati to doseri doseri nhe to koi aur sahe is cheez ki keb ijazt di gai hain /?ager mian galt hon to zera plz ap sahe ker dain meri baat ki tuseeh ferma dain aur jahan tak ap ny fermya k

                  meri ye h batain koi haqeeqt nhe rakhit to janab kis dunya main reh rahy hain ao byshuk yahn aschy log b hain mger buray b hain main yeh baat batana nhe chati the mager ap ki is baat ny majobr kia hain k yeh baat meri ankhon dekhi aur kanoo suni baat hain isi baat ny muje majbor kia k main likhon
                  meri cozen jis ki umer 20 saal hain wo humry sath waly gehr rehti hain yani sath sath he gher hain mumani ny bolya muje k tum ajo ta ky usy honsela ho jaye wo ek ek he hain beti main agai lerky waly aye hum kitchen main thay meri aur kuch dair baat ek auret jo shakal ay aschi kahsi reaonable lagti the ander ayi us ny name poucha hum dono ka aur us ny jo herket ki kuda ki qasum ager muje us ouret ki umer ka lehaz na hota to wahen k wahen mu tor deti us nay meri cozen ka dobeta uthya aur bola k apni kamer to dekho meri cozen ka rang feq ho gaya k yeh kia hain us ouret ny kaha k mery son ny kaha tha k lerki ki kamer 26 sy zayda nhe honi chaye us time yakeen kerian k main ny kayse zabet kia aur meri cozen ny kayse zabet kai ALLAH JANTA HAIN KIA AP YEH KAHIN GY YEH BAATIN MEIDA PY DEKHAI JATI HAIN

                  AUR SONAIN MERY ABU K DOST HAIN WO PECHALY DIN AYE AUR BOHAT ROO RAHY THAY WAJA KIA THE ????/
                  UN NEY BATYA K UN KI BETIYON KO DEKHNY KUCH LOG AYE MERD KAFI BOZURG AUR DHARI RAKHI HOI THE BETI UN K SMANY GAI KAHIR DEKH K CHALY GAYE JEB UNHO NY FONE KER K POUCHA K AP NY ANS NHE DIYA HAAN YA NAA KA TO US NY ANS DIYA K HUMAIN APNE BYTHAY K KOI MODERN LERKI CHAIYE KIA AB B AP YEH KAHIN GAY K YEH BUS MEDIA MAIN DEKHYA JATA HAIN

                  AUR SONAIN
                  PEACHLY DINO MERA EK RISHTA BATYA KISI NY K LEKRA P.H.D Ker rah hain punjab uni sy abu y us k walid ko fone kia k ab keb gher ayain gay aur ap ki reqiurment kia hain us ka walid ny fermya k g ap ki bachi kia kerti hain abu ny ka pher rahi hain pms k exams dayne hain us ny us k walid nye fermya k g humain to apne son k liya koi job wali lerki chaye doctor ya engnier ho abu nykaha k g meri beti b publice service commision k exams ki tiyri ker rahi hain us k walid ny kaha k ascha to jeb wo paper day dy g aur job mil jaye g teb hum souchain gy
                  ki ab b ap kehtyain hain seb media haina ur koi baat main suchai nhe hain yeh emra mesla nhe hain bhai mery her doseri lerki her dosery parents perhsna hain ayse hazrron wakiyat hain jin ko ap just jhot qarar day rah ahin koi insan apne dokh sy perda nhe uthata hain is l;iya logo ko pata he nhe laga k koi kayse dokh main ho ga
                  ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                  sigpic

                  Comment

                  • #24
                    Re: Rishta

                    afsos hain k hum her cheez ko media ki karetani qarar day ker chup ho jaty mager apne gehron ka nder pheli hoi masherti buraiyon ko hum dekhty tak nhe humain yeh yaad rehta hain k sheriyt ney ijzaet di k lerka lekri ko dekhy mger humin yeh yaad nhe rehta k jo parents sari life apne beti ko shrm o haya ki terbiyet deiatain hain wo kasye kisi anjan admi k samany apni beti ko betha dain k lo beta passand ker lo kahan likha hain sherieyt main dekho zaror dekho lakin tb jeb tumhry bozurg rishta paka ker chukain hon isterhan to koi b lerka aye ga aur lerki us k samny chali jaye????????
                    shadi k name per koi b lerka aye rishta dekhny aur lerki us k samany chali jaye ?????????
                    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                    sigpic

                    Comment

                    • #25
                      Re: Rishta

                      ager main teb tak zinda rahi to ap sy zaror pouchon g aabi bhai k jeb ap apni betion ki shadi kerian gy teb dekhon g kitne lerko k samny ap apni beti ko lay ker ayain gy k sherieyt ney ijzt di hain tab zaror pouchon g abi yeh baat kehna bohat assan hain ap k liya nhe jeb gozerti hain teb he pata lagta hain
                      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                      sigpic

                      Comment

                      • #26
                        Re: Rishta

                        jeb humry parents ki shadi hoi the unhain dekha nhe dekha ek dosery ko to kai sheriyt k khilaf shadi hoi the us zamany main to bohat aaib samjha jata tha k lerka koi keh day k lerki ko dekhna hain nekah sy pehly kud mery abu jo apni pori family main bohat modern aur bohattt khubrost thay ab b hain mashALLAH un ho ny b koi aysi fermiash neh rakhi jo bheron ny faysela kia wo khushi sy qabol kia aur ALLAH KA IHSAAN K PORI LIFE SAKON SY GOZERI HAIN
                        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                        sigpic

                        Comment

                        • #27
                          Re: Rishta

                          Arranged Marriage pata nahi kaisay log kar latay hain......jis ko kabhi nahi dekha na jana aur uskay saat sari zindagi guzarnay ka faisala.

                          yah baat sahi hain kay har faisalay main Baroon ki razamandi honi chahay.....but yah zindagi ka mamla hain.
                          baat na husan ki na siraat ki. life partner kay baray main kuch to maloom ho.......

                          Love Marriage bhi hamesha kamiyaab nahi hoti.. lekin phir jo khuch hota hain wo insaan ka apna kiya hota hain. is liyah pasheman bhi khud hota hain.
                          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                          Comment

                          • #28
                            Re: Rishta

                            Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                            Arranged Marriage pata nahi kaisay log kar latay hain......jis ko kabhi nahi dekha na jana aur uskay saat sari zindagi guzarnay ka faisala.

                            yah baat sahi hain kay har faisalay main Baroon ki razamandi honi chahay.....but yah zindagi ka mamla hain.
                            baat na husan ki na siraat ki. life partner kay baray main kuch to maloom ho.......

                            Love Marriage bhi hamesha kamiyaab nahi hoti.. lekin phir jo khuch hota hain wo insaan ka apna kiya hota hain. is liyah pasheman bhi khud hota hain.

                            wase hi karte hein jaise ap ke parents ne ki ho gi or jaise unke parents ne ki hogi .. jaise humesha se chalta aya he wase hi hojati he logo ki bhee

                            Comment

                            • #29
                              Re: Rishta

                              Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                              Arranged Marriage pata nahi kaisay log kar latay hain......jis ko kabhi nahi dekha na jana aur uskay saat sari zindagi guzarnay ka faisala.

                              yah baat sahi hain kay har faisalay main Baroon ki razamandi honi chahay.....but yah zindagi ka mamla hain.
                              baat na husan ki na siraat ki. life partner kay baray main kuch to maloom ho.......

                              Love Marriage bhi hamesha kamiyaab nahi hoti.. lekin phir jo khuch hota hain wo insaan ka apna kiya hota hain. is liyah pasheman bhi khud hota hain.

                              love marriage kia hoti hain koi khas farak nhe hain

                              fight teb be hoti hain jeb arrange ho teb b hoti hain jeb love ho
                              muhabat to shadi k baad b ho jati hain apne biwi ya shoher sy
                              understanding ki baat to bhai
                              yaha n loog saidyan gozerny k bad b yeh he shikwa kerty hain k samjha he nhe ekdseory ko yh tab b hota hain jeb arrange ho teb hota hain jeb love ho to kia fark rehta hain ek lerka ager kisi ko dekhny ajata hain to kia 30 min 2 ganty what ever main wo pori life ka faysla kayse ker sakta hain k yeh lerki mery liya perfect aur jo parents us ko paaltain hain un ki passand py usy itbar nhe hota hain kamal hain bhe ajeeb he baat hain
                              ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                              sigpic

                              Comment

                              • #30
                                Re: Rishta

                                Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                                Arranged Marriage pata nahi kaisay log kar latay hain......jis ko kabhi nahi dekha na jana aur uskay saat sari zindagi guzarnay ka faisala.

                                yah baat sahi hain kay har faisalay main Baroon ki razamandi honi chahay.....but yah zindagi ka mamla hain.
                                baat na husan ki na siraat ki. life partner kay baray main kuch to maloom ho.......

                                Love Marriage bhi hamesha kamiyaab nahi hoti.. lekin phir jo khuch hota hain wo insaan ka apna kiya hota hain. is liyah pasheman bhi khud hota hain.
                                mamoun love/arrange marriage ka dosra thread hai yeh dosra hai : lol
                                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                                Comment

                                Working...
                                X