Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

    yeh hai meri kahani
    khamosh zindagani
    sannata keh raha hai
    kyun zulm seh raha hai

    ek dastaan purani
    tanhayi ki zubani
    her zakham khil raha hai
    kuch mujh se keh raha hai

    chubtay kantay yadoon ke daaman say chunta hoon
    girti deewaron ke aanchal mai zinda hoon

    bass yeh meri kahani
    benishaan nishaani
    ek darr beh raha hai
    kuch mujh se keh raha hai

    chubtay kaanten yadoon ke daaman se chunta hoon
    girti deewaron ke aanchal mein zinda hoon


    bajay pyaar ki shabnum mere gulistaan mein
    baraste rehte hain har simt maut ke saye
    siyahiyon se ulajh padti hain meri aankhein
    koi nahi .. koi bhi nahi jo batlaye
    kitni der ujalon ki raah dekhe
    koi nahi hai koi bhi nahi
    na pass na durr
    yeh pyaar hai
    dil ki dharkan
    apni chahat ka jo ellan kiye jaati hai
    zindagi hai jo jiye jaati hai
    khoon k ghoont peay jaati hai
    khwaab aankhon se siye jaati hai

    ab na koi paas hai
    phir bhi ehsaas hai
    yahiaon mai uljhi padi
    jeene ki ek aas hai
    yadoon ka jungle yeh dil
    kaanton se jal thal yeh dil

    chubtay kaanten yadoon ke daaman se chunta hoon
    girti deewaron ke aanchal mein zinda hoon

    Comment


    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

      Mairey piyar mainnnn
      Mairey Intizaar mainn
      Sach sach kaho tum ne kya kiya
      Kabhi bhoola kabhi yaad kiya Kabhi bhoola kabhi yaad kiya
      Kabhi bhoola kabhi yaad kiya

      Mairey piyar mainnnn
      Mairey Intizaar mainn
      Sach sach kaho dil ne kya kiya
      Kabhi bhoola kabhi yaad kiya Kabhi bhoola kabhi yaad kiya
      Kabhi bhoola kabhi yaad kiya

      Sar pe mairey haath rakh tu mujh ko bata aik baar
      kaisey katey tairey din kaisey katey teri Raat
      kuch main jali kuch dil jaala
      khud par naheen kuch bas chala
      Aur bataaon kiya saajan baichain dil ka main pal pal terey liey rooi
      Mairey piyar mainnnn
      Mairey Intizaar mainn
      Sach sach kaho tum ne kya kiya
      Jeena naheen hai mujey tooo nazroon se ab door ho k
      Sab kuch bhulaana hai muj ko teri mohabat main kho k
      mairi zindagi mairi jaan tu
      mairi baikhudi armaan tu
      Sun ley mairi jaan-e-jaana in dharkanoo ki sada ab na juda kabhi honaaa
      Mairey piyar mainnnn
      Mairey Intizaar mainn
      Sach sach kaho tum ne kya kiya
      Kabhi bhoola kabhi yaad kiya Kabhi bhoola kabhi yaad kiya
      Kabhi bhoola kabhi yaad kiya

      Comment


      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

        jewan k din choty sahe ham b bary dil waly
        kal ke hamy fursat kahaan sochy jo ham matwaly
        yeh zindge dard b hy.yeh zindge hy dawa be
        dil torna he na jany...jany yeh dil jorna be
        is zindge ka shukriaa. sadky main oper waly
        kal ke hamy fursat kahan sochy jo ham matwaly
        Life is more strict than a teacher
        A teacher teaches a lesson
        and takes an exam.
        But life takes an exam
        and then teaches a lesson

        Comment


        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

          Oh Oh Saahiba Oh Oh Saahiba
          Oh Oh Saahiba Oh Oh Saahiba
          Millain gay tum ko to bataain gayyy
          K Kitna piyar hai humaain
          Oh Oh Saahiba Oh Oh Saahiba

          Comment


          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

            OO sathi rey teray bina b kia jena
            pholo main kalioon main
            sapno ki galeon main
            tery bina kuch kahee naaa
            tery bina b kia jenaa
            Life is more strict than a teacher
            A teacher teaches a lesson
            and takes an exam.
            But life takes an exam
            and then teaches a lesson

            Comment


            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

              ay mery dil hr dm yeh dua kr
              YAAh mery MALIK to sab ka bhla kr
              yeh paid daita hay sab ko saya
              ay shaks to kis k kaam aya
              too bhi kisi k gham ki dua kr
              YAAH mery MALIK to sab ka bhla kr
              sab say bra hay in saan hay to
              insaniyat ki pehchan hay to
              insaan hony ka hq ada kr
              YAH mery MALIK to sab ka bhla kr
              ay mery dil hr dm yeh dua kr
              YAAH mery MALIK to sab ka bhla kr
              :dua :dua :dua

              Comment


              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                jab dard naheen thaa seene me, tab khaak majaa thaa jeene me
                ab ke shaayad hum bhee roye, saawan ke maheene me

                yaaron kaa gam kyaa hotaa hai, maaloom n thaa anajaanon ko
                saaheel pe khade ho kar hum ne, dekhaa aksar tufaanon ko
                ab ke shaayad, hum bhee doobe, maujon ke sakeene me

                ayese to thhens naa lagatee thee, jab apane ruthhaa karate the
                itanaa to dard naa hotaa thaa, jab sapane tootaa karate the
                ab ke shaayad dil bhee toote..
                ab ke shaayad hum bhee roye,

                saawan ke maheene me

                jab dard nhi tha seenay main
                tab khaak maza tha jeenay main
                Last edited by miss sng; 26 April 2007, 23:40.

                Comment


                • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                  Challay ho kahan Jeee
                  Hum hain Yehan jeee
                  Humain Na bhullaanaaaa
                  Zara ruk jaana Zara ruk jaana

                  Comment


                  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                    chal mosaafir chall chall mossafir chal
                    yadoon k is shrhr say door
                    gham ki srhad k us paaar teri munzil
                    chall mosaafir chall
                    ankh teri bhar i hay
                    yaad kisi ki i hay
                    chota bohat yeh jeewan hay
                    lambi bari judai hay
                    saal brabr ik ik pal
                    chaal moosafir chall
                    jab tk raakh na ho jay
                    gham ki aag main jalta ja
                    sir pr apni laash utha
                    chalta ja bs chalta ja
                    is duniya say door nikal
                    chall mossafir chaal
                    chall mossafir chall
                    chall mossafir chall

                    Comment


                    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                      lalll dupataa urr gaiaa rayy mera hawaa kayy jhoonkay sayy
                      mujh ko pia nay dekh lia haii rayy jhoonkay sayy
                      maannna kayy mujhay dil dayy gaa wohh
                      magar meree jann layy gaa woooo
                      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                      Comment


                      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                        Teri yaad aa rahi hai, teri yaad aa rahi hai
                        Yaad aane se, tere jaane se
                        Jaan jaa rahi hai
                        Yaad aa rahi hai, teri yaad aa rahi hai

                        Pehle yeh naa jaana
                        Tere baad yeh jaana pyaar mein
                        Jeena mushkil kardega
                        Yeh dil deewana pyaar mein
                        Jaane kaise saans yeh aise
                        Aa jaa rahi hai
                        Yaad aa rahi hai, teri yaad aa rahi hai

                        Comment


                        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                          panchi nadia pawan k jhonky
                          koi serhad na inhain roky
                          serhad insanoon k liye hay
                          sochoo tum nay or mainy
                          kia paya insaan ho k
                          panchi nadia pawan k jhoonky

                          Comment


                          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                            Ye shaam aur tera naam dono kitney miltey jultey hain
                            tera naam naheen loon ga naheen loon ga
                            bas tuj ko shaam kahoon ga.
                            Ye shaam aur tera naam
                            Ye jo teri aankhain sochtee rehti hain
                            Janey kis k sapney dekhtey rehti hain
                            main in pe geet likhoon ga
                            Ye shaam aur tera naammmm

                            Comment


                            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                              Ye hai meyri Kahani
                              Khamosh Zindagani

                              Sanatta keh raha hai
                              kyun Zulm seh raha hai

                              ik dastaN poorani
                              tanhai ki zubani

                              her zakhm khil raha hai
                              kuch mujh sey keh raha hai

                              chubtey kaantey yaadoN key
                              damaan sey chunta hun

                              girti deewaroN key
                              Aanchal mey Zinda hun
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment


                              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                                mien nay payal hay chhankaai
                                ab to aa ja tu har jai
                                mayri saansoon mien tu hay basa
                                ho sajna
                                aa ja nah ab tarpaaaaaaaaaa
                                o sajna

                                Comment

                                Working...
                                X