Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

    faslay aysay bhi hon ey kabhi socha na tha
    samnay baytha tha mayray or wo mayra na tha

    wo kay khoshbo ki terhan phayla tha mayray char so
    main usay mahsos ker sakta tha,cho sakta na tha

    raat bher pitchli si ahet kan main ati rahi
    jhank ker daykha gali main koi bhi aya na tha

    ey sabhi verania us kay juda honay say thin
    ankh dhundlai hoi thi,shaher dhundlaya na tha

    aaj us nain dard bhi apnay alyda ker leay
    aaj main roya to mayray sath wo roya na tha

    yad ker kay or bhi takleaf hoti hay adem
    bhol janay kay siwa ab koi bhi char na tha
    Last edited by neha_ahmad; 8 April 2007, 13:20. Reason: how could i m wrong

    Comment


    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

      dil to hy dil dil ka aytbar kia kejya
      a gya jo kise pay piyar kia kejya
      Life is more strict than a teacher
      A teacher teaches a lesson
      and takes an exam.
      But life takes an exam
      and then teaches a lesson

      Comment


      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

        Kasam Ki Kasam Hai Kasam Se
        Humko Pyaar Hai Sirf Tumse
        Kasam Ki Kasam Hai Kasam Se
        Humko Pyaar Hai Sirf Tumse
        Ab Yeh Pyaar Na Hoga Phir Humse
        Yeah Yeah Yeah Yeah
        Kasam Ki Kasam Hai Kasam Se
        Humko Pyaar Hai Sirf Tumse

        Log Kehte Hai Paagal Hoon Main Yeh Bhi Na Jaanu
        Dil Lutaya Hai Maine Ab Kisi Ki Na Maanu
        Chain Dekar Ke Maine Bechainiya Yeh Li Hai
        Neende Udakar Ke Maine Tumse Wafaye Ki Hai
        Kasam Ki Kasam Hai Kasam Se
        Jee Rahe The Hum Tere Dum Se
        Ab Yeh Pyaar Na Hoga Phir Humse
        Kasam Ki Kasam Hai Kasam Se
        Humko Pyaar Hai Sirf Tumse

        Kuch Ishaaron Mein Tumne Humse Jo Yeh Kahan Hai
        Ab Yakin Aa Raha Hai Tumko Bhi Kuch Hua Hai
        Kyon Tumko Dekhte Hain Kya Dil Mein Sochte Hai
        Toofan Jo Uth Raha Hai Hum Usko Rokte Hai
        Kasam Ki Kasam Hai Kasam Se
        Yeh Milan Hai Sanam Ka Sanam Se
        Ab Yeh Pyaar Na Hoga Phir Humse
        Yeah Yeah Yeah Yeah
        Kasam Ki Kasam
        Haan Kasam Yeh Kasam
        Di Kasam Le Kasam
        Haan Kasam Kasam
        Kasam Kasam
        Kasam Ki Kasam Hai Kasam Se
        Humko Pyaar Hai Sirf Tumse
        Ab Yeh Pyaar Na Hoga Phir Humse
        Yeah Yeah Yeah Yeah

        Comment


        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

          So dard hein So rahetin ...
          Sub mila hum nasheen....
          EK tu hee nahi .....

          Comment


          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

            humain kho kr buht pachtaao gay
            jab hum nahin hongay
            bhari dunya ko weeran paaogay
            jab hum nahin hongay

            humain apna nahin jaan-e-tamana gham tumhara hai
            keh tum kis per sitam fermaao gay jab hum nahin hongay
            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment


            • " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                zindagi maut ka nishana hai
                sab ko aik din yahan sey jana hai
                koi aaey koi jaey yeh tamasha kya hai?
                jo falsafiyon sey hal na huwa aur
                nuqta baron sey khul na saka
                koi aaey koi jaey yeh tamasha kya hai?
                falsafi dor suljhata hai lekin sira milta nahin
                koi aaey koi jaey yeh tamasha kya hai?
                kuchh samajh mein nahin aata keh yeh duniya kya hai?
                samajh walo samajh lena samajh sey kaam mat lena
                kyunkeh aqal ayaar hai so bhes badal leti hain
                ishq bechara hai na mula, na zahid, na hakeem
                be'khatir kood parra aatish-e-Nimrud mein ishq
                aqal thi mehw-e-tamasha lab-e-baam abhi
                samajh walo samajh lena samajh sey kaam mat lena
                samajh mein kaash aa jaey samajhna
                kuchh na kehna agar kehna to itna hi kehna
                kuchh samajh mein nahin aata keh yeh duniya kya hai?
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                  Jeena mera terey liyey
                  tu nahin paas to kya huwa
                  khushboo teri har pal rahey
                  sansoon mein meri sada
                  main nahin janta meri manzil kahan
                  yunhi chalta rahoon main agar
                  yeh hai kaisa sehar
                  junnon ka safar
                  tera ehsaas hi to rahey ga amar

                  samjhey gi na yeh duniya kabhi
                  terey hi dam sey hai meri khushi
                  kehtey hain woh jissey deewangi
                  jaaney woh kya hoti hai bekhudi
                  jeena mera terey liyey
                  tu nahin paas to kya huwa
                  khushboo teri har pal rahey sanson mein sada

                  kitna adhoora tha tujh bin to main
                  tujh sey mila to mila mujh ko chain
                  mil hi gaey hain ham to sanam
                  duniya karey gi ab kya sitam
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~


                    Dil ki ye aarzoo thi koyi dilruba mile
                    Lo ban gaya naseeb ke tum hum se aa mile
                    Dil ki ye aarzoo thi koyi dilruba mile

                    Dekhen hamein naseeb se ab, apne kya mile
                    Ab tak to jo bhi dost mile, bewafa mile

                    Aankhon ko ik ishaare ki zehmat to dijiye
                    Qadmon mein dil bichha dun ijaazat to dijiye
                    Gham ko gale laga lun jo gham aap ka mile
                    Dil ki ye aarzoo thi koyi dilruba mile

                    Hamne udaasiyon mein guzaari hai zindagi
                    Lagta hai dar fareb bewafa se kabhi kabhi
                    Aisa na ho ke zakhm koyi phir naya mile -
                    Ab tak to jo bhi dost mile bewafa mile

                    Kal tum juda huwe the jaha saath chhod kar
                    Hum aaj tak khade hain ussi dil ke mod par
                    Hum ko is intazaar ka kuchh to silaah mile
                    Dil ki ye aarzoo thi koyi dilruba mile

                    Dekhen hamein naseeb se ab, apne kya mile
                    Ab tak to jo bhi dost mile, bewafa mile

                    Comment


                    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                      saya bhi saath jab chhorr jaey aisi hai tanhaii
                      rona chahoon bhi to aansu na aaey aisi hai tanhaii
                      jo aisey chhorr key mehboob jaey
                      to jeeney sey na kyun dil doob jaey
                      saya bhi saath jab chhorr jaey aisi hai tanhaii
                      paya ham ney yeh bin terey
                      ranj ki rahein aur gham key andherey
                      woh bhi to ham sey kho gaey haey aisi hai tanhaii
                      saya bhi jab saath chhorr jaey aisi hai tanhaii
                      yaad aatey hain beetey zamaney
                      jab tum aaey they ham ko mananey
                      ab to dil roothey dard manaey aisi hai tanhaii
                      saya bhi saat jab chhorr jaey aisi hai tanhaii
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                        Aapki Nazaron Ne Samjha, Pyaar Ke Kabil Mujhe
                        Dil Ki Ai Dhadkan Thaher Ja, Mil Gayee Manzil Mujhe
                        Aapki Nazron Ne Samjha

                        Ji Hamen Manzoor Hai, Aapka Ye Faisla
                        Kah Rahi Hai Har Nazar, Banda Paravar Shukriya
                        Do Jahaan Ki Aaj Khushiyan Ho Gayee Haasil Mujhe
                        Aapki Nazron Ne Samjha ...

                        Aapki Manzil Hoon Main Meri Manzil Aap Hain
                        Kyon Main Toofaan Se Darun Mere Saahil Aap Hain
                        Koi Tufanon Se Kah De, Mil Gaya Sahil Mujhe
                        Aapki Nazron Ne Samjha ...

                        Pad Gai Dil Par Meri, Aapki Parchhaiyan
                        Har Taraf Bajane Lagin Saikadon Shahnaaiyaan
                        Hanske Apni Zindagi Mein, Kar Liya Shaamil Mujhe
                        Aapki Nazron Ne Samjha ...

                        Comment


                        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                          Zindge piyar ka geet hy
                          esy har dil ko gana pary ga
                          zindge gham ka saghr b hy
                          has k os paar jana pary ga
                          Life is more strict than a teacher
                          A teacher teaches a lesson
                          and takes an exam.
                          But life takes an exam
                          and then teaches a lesson

                          Comment


                          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                            mahiyaa mahiyaa mahiyaa ..ohh mahiyaa
                            ronditein hai mugh ko duniya ke batein
                            ho gae na jaanein kitne barsatein
                            aa jaa maire dil daar chalein maire saansee.....
                            sigpic


                            Comment


                            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                              mosafir jany walay
                              nhi fir anay walay
                              chaloo aik dosaray ko
                              karein RAb ky hawaly

                              Comment


                              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                                yaaroo yahe dosti hai...
                                kismat se jo mile hai
                                sab rang chale
                                sab sang chale
                                chalte rahe hum sada....
                                sigpic


                                Comment

                                Working...
                                X