Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~


    Kabhi Neem Neem
    Kabhi Shahad Shahad
    Kabhi Naram Naram
    Kabhi Sakht

    Mora Piya Mora Piya Mora Piya

    Nazron Ke Teer
    Mai Basa Hai Pyar
    Jab Bhi Chala Hai Wo Dil Ke Paar

    Lajja Se Mare Re Ye Jiya
    Bai Raagi Man Tera Hai Saheli
    Mere Seene Mein Hai Quaid Who Ab Jee
    Preet Ki Raakhon Laaj Aye Mere Rab
    Rushwa Huyi To
    Duniya Hasi To
    Lajja Se Marer Rer Ye Jiya

    Shondha Ki Ye Laali
    Mukh Chamkaye
    Sondhi Sondhi Khushboo
    Man Behkaye
    Zulfon Ki Raina Phir Kyun Na Chaaye
    Chaand Sitaren
    Dhenge Saarey
    Lajja Se Mare Re Ye Jiya

    Comment


    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

      Kuch is terha teri palkein _-_-_meri pulkon se mila le
      Ansoo tere sare meiri pulkon pe saja de:eye:


      mujh ko tou tere chahre pe ye gum nahin jachta:na:

      jaiz nahin lugta youn gum se tera rishta

      sun meri ye guzarish .. isy chahre se tou hata de
      Kuch is terha teri palkein _-_-_meri pulkon se mila le
      Ansoo tere sare meiri pulkon pe saja de:eye:

      Comment


      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

        chahat mein kya duniya dari ishq mein kaisi majboori
        logon ka kya samjhaney do unki apni majboori

        main ney dil ki baat rakhi aur tu ney duniya daron ki
        main ney dil ki baat rakhi aur tu ney duniya daron ki
        meri arz bhi majboori thi
        meri arz bhi majboori thi unka hukm bhi majboori
        chahat mein kya duniya dari ishq mein kaisi majboori

        rok sako to pehli barish ki boondon ko tum roko
        rok sako to pehli barish ki boondon ko tum roko
        kachi miti to mehkey gi
        kachi mitti to mehkey gi hai mitti ki majboori
        chahat mein kya duniya dari ishq mein kaisi majboori

        jab tak hansta gata mausam apna hai sab apney hain
        jab tak hansta gata mausam apna hai sab apney hain
        waqt parrey to yaad aa jati hai
        waqt parrey to yaad aa jati hai masnooi majboori
        chahat mein kya duniya dari ishq mein kaisi majboori
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

          maar gai udeek mainoon day gia treek mera dhola
          nai aya hay marr gai udeek din raat de
          hassy rol gay hanjoan thally
          sayio mainoon lag gay rog awally
          koi mera dil tay ws na chally ki kraan
          maar gai udek mainoon day gia trek mera dhola

          Comment


          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

            Kitni hasrat hy hamein
            Tum say dil lagany ki

            pass aany ki tumhein
            zindgi main lany kiiiii:blush:

            main dil ki baat bhala kasay kahoon
            kasay kahoon:embarasse

            kitni hasraat hy hamein
            tum say dil lagany ki

            Comment


            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

              dil ki lagi kuch aur bhi dil ko deewana karay
              mairi iltija hai khuda say dua hai
              do dil juda na karay

              deewanay chup kaisay rehain
              aao dunya say yeh kehain
              jinhian hum say milna gawar nahin hai
              hum say mila na karain

              dil ki lagi ................
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment


              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                Nayaa bin khiwaya jany kesy sahilon pey ate hy
                Dhara is nadee ke har kise ko ik din to milate hay
                sache yeh kahane hay pani zindgani hay
                sary jag ko hy yeh pataa
                esy muskurate hy youn fiza bulate hy
                jesy ho yeh mare dilruba
                Life is more strict than a teacher
                A teacher teaches a lesson
                and takes an exam.
                But life takes an exam
                and then teaches a lesson

                Comment


                • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                  o sanam o sanam kash hota agar
                  tum nibha jatay yeh zindgi ka safar
                  hum bhi tanha na rehtay yun hi umer bhar
                  tum saath hotay agar
                  For New Designers
                  وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                  Comment


                  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                    zindge k yahe reet hay..
                    haar k baad he jeet hy
                    thory ansoo hy thore hansee
                    aj gham hy to kal hy khushe
                    Life is more strict than a teacher
                    A teacher teaches a lesson
                    and takes an exam.
                    But life takes an exam
                    and then teaches a lesson

                    Comment


                    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                      ab kia sochain kia hona hay jo hoga acha ho ga
                      pehlay socha hota pagle ab rony say kia ho ga
                      ab kia sochain kia hona hay jo hoga acha ho ga
                      yaar say gham keh kr to khush ho lakin tum yeh kia jano
                      tum dil ka rona roty thay woh dil main hnsta ho ga
                      ab kia sochain kia hona hay jo ho ga acha ho ga

                      Comment


                      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~


                        mere haatho main tera haath ho
                        teri baato main meri baat ho
                        hum yu hi chaltay chaltay kho jaaye

                        meri saanso main teri saans ho
                        aur tanhaai ho apnay paas ho
                        sar rakh kay teray kaandhay pay so jaye

                        main jaagu teray pyar main
                        aur jeetu tujh ko haar kay
                        tum rutho to mnaaoon gunguna kay

                        Comment


                        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                          meri duniya mein aake ..mat jaa... kahi mat jaa

                          kya maine paa liya hai kya maine kho diya hai
                          shayad ye sochkar hi dil aaj ro diya hai
                          tuhi to thaa mera apana kaise phir ye toota sapana
                          tu jo milke kho jayega jeena mushkil ho jayega
                          meri duniya mein aake mat jaa kahi mat jaa
                          ishka ka dard hai dard hai ishka ka

                          Comment


                          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                            awaz do hum ko hum kho gay
                            kab nend say jagy kab so gay
                            mr jain gay hum agr door tum say ho gay
                            awaz do hum ko hum kho gay
                            mery samny rehna jana nahi
                            tum say hay kuch kehna jana nahi
                            maosem kabhi piyar ka laot kr ana nahi
                            awaz do hum ko hum kho gay
                            kab nend say jagy kab so gay
                            tum say nigahian chaar krny lagy
                            hum zindag say piyar krny lagy
                            drty na thay maot say ab mgr drny lagy
                            awaz do hum ko hum kho gay
                            kab nend say jagy kab so gay
                            mr jain gay hum agr dor tum say ho gay
                            awaz do hum ko hummmm khooo gay

                            Comment


                            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                              TumKo deykah Tu yeh khiyal aaya
                              Zindgee Dhoop Tum Ghana saya
                              Aaj phir Dil Nay ek Tamnaah Ki
                              Aaj Phir Dil Ko Hum nay Samjhaya
                              Tum chalay jAo gay tu saochein gay
                              Hum nay Kia Khoya, hum nay kia Paya

                              Comment


                              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                                teri ummed tera intezar krty hain
                                ay snam hum to sirf tum say piyar krty hain
                                ay snam hum to sirf tum say piyar krty hain
                                khwab ankhon main ab nahi aty
                                ab to palkoon main tum smay ho
                                hr ghari saath saath rehty hoo
                                dil ki duniya main ghr bsay ho
                                jaan hum piyar tumhain bayshomar krty hain
                                ay snam hum to sirf tum say piyar krty hain
                                hum ko jis ki thi woh tlash ho tum
                                khoshbo snasoon ki dil ki piyas ho tum
                                tery aashiq tery dewany hain
                                sari duniya say hum bayghany hain
                                teru hr baat py hum aitbar krty hain
                                ay snam hum to sirf tum say piyar krty hain
                                teri ummed tera intezar krty hain
                                ay snam hum to sirf tum say piyar krty hain

                                Comment

                                Working...
                                X