Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

    pass bulati ha
    kitna rulati ha
    yad tumhari jab
    jab mujh ko ati ha
    an ati ha

    Comment


    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

      Bohat pyaar kerty hain tum ko sanam
      qasam chahy ly lo
      qasam chahay ly lo
      Khuda ki qasam
      Bohat pyaar kerty hain tum ko sanam

      Hamari gazal hai tasavvur tumhaara
      Tumhary bina ab na jeena gawaara
      Tumhain yoonhe chahay gay
      jab tak hai dum

      Bohat pyaar kerty hain tum ko sanam
      qasam chahy ly lo
      qasam chahay ly lo
      Khuda ki qasam
      Bohat pyaar kerty hain tum ko sanam

      Saagar ki baahno ma mojain hain jitne
      Hum ko bhe tum se mohabbat ha utni
      kay yay bay qarari na ab hoge kam

      Bohat pyaar kerty hain tum ko sanam
      qasam chahy ly lo
      qasam chahay ly lo
      Khuda ki qasam
      Bohat pyaar kerty hain tum ko sanam

      Comment


      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

        jab humm jawan hongay janay kahan hon gay
        likan jahan hon gay wahan faryad karing gay
        tujhe yad karin gay

        Comment


        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

          dil ma ho tum aankhoon ma tum bolo tumhay kasay chahoon
          pooja karu sajda karuu jasay kaho wasay chahoon
          janu mari janu janaa jana janu
          sigpic

          Comment


          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

            Mujhy tum nazar say gira to rahy ho
            mujhy tum kabhe bhe bhula na sako gay

            Na janay mujhy kion yakeen ho chala hai
            Mery pyaar ko tum mita na sako gay

            Teri yaad he to mere zindagi hai
            Kabhe naghma ban ky kabhe ban k aanso
            shama jo jalaae hai meri vafa nay
            bujhana bhe chaho bujha na sako gay

            Mujhy tum nazar say gira to rahy ho
            mujhy tum kabhe bhe bhula na sako gay

            Na janay mujhy kion yakeen ho chala hai
            Mery pyaar ko tum mita na sako gay

            Comment


            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

              hum tum se dil laga behty
              chain-0-sakoon ganwa behty
              hum tum...................
              chahat ha muskilll yeh janty thayyy
              hum na karin gay yeh manaty thay
              phir bhi na jany q ishaq kar behtyyy
              hum tum se dil.........

              Comment


              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                dekho dekho yeh shaam bari suhani
                dheerey dheerey ban jaey na koi kahani
                dekho dekho.........
                dheerey dheerey......
                dilbar hai dilkash hai dildaar nazarey hain
                aaj zameen per utrey kitney sitarey hain
                atlo hosh na mi danam
                hum hain dil hai aur janam
                bas deewangi deewangi deewangi hai
                all hot girls put ur hands up and say
                Om Shanti Om
                all cool boys c'mon lets make some noice and say
                Om Shanti Om

                Comment


                • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                  ma taray ishaq ma mar na jayoon kahi
                  tu mujay azmana ke kosish na ka

                  khubsurat ha to, too hoon ma be haseen
                  haan magar bool jana ke kosish na ka

                  kab sa batha ho ma intazar ma
                  joota wada he kar koi payar ma
                  ba kadar ba khabar man ja zid na ka

                  tor kar dil mara ay maray hum nasheen
                  es tarha muskarana ke kosish na kar

                  phar le keyu nazar muj sa rooth kar
                  dil ka tukray huya toot toot kar
                  kaya kaha dil ruba tu ha muj sa khafa

                  yad chaha na kar tu mujay gam nahi
                  haan magar bool jana ke kosish na ka

                  ma taray ishiq ma mar na jayoou kahe
                  tu mujay azmana ke kosish na kar

                  khub surat ha too,too hoon ma be haseen
                  muj sa nazraan churana ke kosish na kar

                  ma taray ishiq ma
                  sigpic

                  Comment


                  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                    Jab koe baat bigar jay
                    jab koe mushkil par jay
                    tum dena sath mera
                    oo hum nawa

                    na koe hai na koe tha
                    zindagi main tumhary siwa
                    tum dena sath mera
                    oo hum nawa

                    Chandni jab tak raat
                    deta hai her koe sath
                    Tum mager andhairo main
                    na chorna mera hath

                    Jab koe baat bigar jay
                    jab koe mushkil par jay
                    tum dena sath mera
                    oo hum nawa

                    na koe hai na koe tha
                    zindagi main tumhary siwa
                    tum dena sath mera
                    oo hum nawa

                    Dil ko mery hoa yakeen
                    hum pehly b mily kaheen
                    silsila ye sadyon ka
                    koe aj ki baat nahe

                    Jab koe baat bigar jay
                    jab koe mushkil par jay
                    tum dena sath mera
                    oo hum nawa

                    na koe hai na koe tha
                    zindagi main tumhary siwa
                    tum dena sath mera
                    oo hum nawa

                    Comment


                    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                      sheesah ho ya dil ho aakhir toot jata ha toot jata ha toot jata ha
                      lab tak aty aty haton se sagarrrrrrrr choot jata ha chot jata ha chot jata ha

                      Comment


                      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                        hui aankh nam aur yah dil muskaray
                        too sath he koi bula yaad ayya

                        mobahat ka jab be kahi zikar ayya
                        too satha he koi bula yaad ayya

                        kaya yahi payar karnay ka enjam ha
                        dil lagana ka yah kasa enam ha

                        hasi jis ka dil ha usi na rulaya
                        too sath he koi boola yaad ayya

                        rooth jata haan ban ka mukadar yahaan
                        chooth jata haan hathoon sa sagar yahaan

                        kabi darda shabnam na koi geet gaya
                        too sath he koi boola yaad ayya
                        sigpic

                        Comment


                        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                          pyar karnay walay kabhi darty nahin han darty nahin
                          jo darty hen woh pyar kartya nahin
                          jo darty hen woh pyar karntay nahin

                          Comment


                          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                            saans ke zaroort ha jasay zindgi k leya
                            bus ek sanam chaheya ashkee ka leya
                            sigpic

                            Comment


                            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                              dil kisi ka dil churana chahta ha
                              kis ko yeh apna banana chahta ha
                              janay is ko kiya howa ha aaj kal
                              ishq mein khud ko mitana chahta ha

                              Comment


                              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                                mujay penay ka shok nahi peta hoon gam bulana ko
                                tari yaadaan metana ko peta hoon gham bulana ko
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X