Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

    Originally posted by Masood View Post
    superb Aquari - one of my fav... thanx for sharing dear...

    no prob ....u r :welcome:

    Comment


    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

      Originally posted by aquari View Post
      ...........
      Kaho na kaho yeh aankhen bolti hain
      O sanam o sanam, o mere sanam
      Mohabbat ke safar mein tu hamaara hai
      Andhere raaston ka tu sitaara hai
      one of my fav also...

      do pal ka tha khawaboon ka karwaan...
      aur pher chal dea ...tum kahan ham kahan

      sigpic


      Comment


      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

        Chaya hai jo dil per kaisa nasha hai
        Aisa lag raha hai kuch ho raha hai
        Beqarai mei bhi kitna maza hai
        Aisa lag raha hai kuch ho raha hai
        sigpic

        Comment


        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

          Originally posted by Wafa View Post
          one of my fav also...

          do pal ka tha khawaboon ka karwaan...
          aur pher chal dea ...tum kahan ham kahan

          Chanda gana kuch is tarah hai ........

          Do pal ruka khwabon ka karwan
          Aur phir tum kahan hum kahan
          Do pal ki thi yeh dilon ki dastan
          aur phir tum kaha hum kahan
          sigpic

          Comment


          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

            Dur sey koi aye
            kahi chupke sey woh dil main
            sama jayee ..sajnaaa
            durrrrrrrrrrr....

            Soorak ki kirnoo sey banta hai chehra tumhara
            bus yehi chehra haii mera jeevan sahara
            ankhain teri meri nadiyaa ,palkian kinara
            lakhoo diloo main akella hai mera yeh dil bechara

            hmmm..hmhmhmh

            Comment


            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

              Jaan-e-baharan, rashk-e-chaman,
              ghuncha-dehan, seemin badan
              aey jaan-e-man, jaan-e-baharan

              jannat ki hoorein tujh peh fida
              raftar jaisey mauj-e-saba
              rangeen ada taubah shikan
              aey jaan-e-man jaan-e-baharan
              rashk-e-chaman ghuncha-dehan seemin badan

              shama-e-farozaan aankhein teri
              har ik nazar mein jado gari
              zulfein teri mushk-e-kohan
              aey jaan-e-man jaan-e-baharan
              rashk-e-chaman ghuncha-dehan seemin badan

              aey naaz parwar naaz aafreen
              lakhon haseen hain tujh sa nahin
              chanda jabeen sheerin sukhan
              aey jaan-e-man jaan-e-baharan
              rashk-e-chaman ghuncha dehan seemin badan
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                Hum they jin k sahareyy
                woh howeyy na humareyy
                Doobi jub dil ki nayaa
                samney they kinarey

                Yu tu duniya basey gii
                tanhaii phir bhi dasey gii
                jo zindagi main kamii thi
                woh kamii tu rahey gi
                hum they jin k saharey....
                kya mohabat k wadeyy
                kya wafa k iradeyy
                rait ki hai dewarain
                jo bhi chahyee gira dain
                Hum they jin k sahareyyyy

                Comment


                • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                  Hamein kho ker bohat pechhtawo gey jab ham nahin hon gey
                  bhari duniya ko weeran pao gey jab ham nahin hon gey

                  bohat aasan nahin raah-e-wafa ki manzilein lekin
                  akeley tum kahan tak jao gey jab ham nahin hon gey

                  hamein kuchh apni tabahi ka gham nahin janaan
                  gham to yeh hai keh kis peh sitam dhao gey jab ham nahin hon gey
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                    TUmharey sheher ka mausam bara sohana lageyy
                    main ek sham churaa loo ager bura na lageyy

                    Jo dobna hoo tuitney sukoon sey duboo
                    k aas pass ki lehroo ko bhi patana lageyy

                    Comment


                    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                      Aksar Is dunia Main
                      Anjana y milty hain
                      Anjani rahonn main bayganay milty hain
                      Mil kr dheeray say bichar jatay hain ....
                      lakin hmaeisha wo yad atay a hainnnnnnnnn
                      KOI TO HO :dua

                      Comment


                      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                        Hume Tum Se Pyaar Kitna Yeh Hum Nahi Jaante
                        Magar Jee Nahin Sakte Tumhare Bina
                        Hume Tum Se Pyaar Kitna Yeh Hum Nahi Jaante
                        Magar Jee Nahin Sakte Tumhare Bina
                        Tumhe Koi Aur Dekhe To Jalta Hai Dil
                        Badi Mushkilo Se Phir Sambhalta Hai Dil
                        Kya Kya Jatan Karte Hai Tumhe Kya Pata
                        Yeh Dil Bekaraar Kitna Yeh Hum Nahi Jaante
                        Magar Jee Nahi Sakte Tumhare Bina
                        Hume Tum Se Pyaar Kitna

                        Suna Gum Judai Ka Uthate Hai Log
                        Jaane Zindagi Kaise Bitate Hai Log
                        Din Bhi Yaha To Lage Baras Ke Sama
                        Hume Intezar Kitna Yeh Hum Nahi Jaante
                        Magar Jee Nahi Sakte Tumhare Bina
                        Hume Tum Se Pyaar Kitna Yeh Hum Nahi Jaante
                        Magar Jee Nahi Sakte Tumhare Bina

                        Comment


                        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                          Dil ne yeh kaha hai dil se, Mohabat ho gayi hai tum se
                          Meri jaan mere dilbar, Mera aitebar ker lo
                          Jitna beqara hoon mei, Khudh ko beqara ker lo
                          Meri dharkano ko samjho, tum bhi mujh se pyar ker lo

                          Tum jo keh do to chand taron ko tor laun ga mei
                          In hawaon ko in ghataon ko morh laun ga mei
                          Kaisa manzar hai meri ankhon mei kaisa ehsas hai
                          Pass darya hai door sehra hai phir bhi kiu pyas hai
                          Qadmon mei jahan yeh rakh doon mera aitebar ker lo
                          Jitna beqara hoon mei khudh ko beqara ker lo
                          Meri dharkano ko samjho, tum bhi mujh se pyar ker lo

                          Meri yadon mei mere khuwabon mei roz aatey ho tum
                          Is tarah bhala meri jaan mujhe kiu satatey ho tum
                          Teri rahon se their banhon se youn na jaun ga
                          Yeh irada hai mera wada hai laut aaun ga mei
                          Duniya se tujhe chura loon thora intezar ker lo
                          Meri dharkano ko samjho, tum bhi mujh se pyar ker lo
                          sigpic

                          Comment


                          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                            Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho
                            Kya Gham Hai Jisko Chhupa Rahe Ho

                            Aankhon Mein Nami, Hansi Labon Par
                            Kya Haal Hai Kya Dikha Rahe Ho

                            Ban Jayenge Zehar Peete Peete
                            Yeh Ashq Jo Piye Ja Rahe Ho

                            Jin Zakhmon Ko Waqt Bhar Chala Hai
                            Tum Kyon Unhe Chhedhe Ja Rahe Ho

                            Rekhaon Ka Khel Hai Muqaddar
                            Rekhaon Se Maat Kha Rahe Ho

                            Tum Itna Jo...

                            Comment


                            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                              Originally posted by aquari View Post
                              Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho
                              Kya Gham Hai Jisko Chhupa Rahe Ho

                              Aankhon Mein Nami, Hansi Labon Par
                              Kya Haal Hai Kya Dikha Rahe Ho

                              Ban Jayenge Zehar Peete Peete
                              Yeh Ashq Jo Piye Ja Rahe Ho

                              Jin Zakhmon Ko Waqt Bhar Chala Hai
                              Tum Kyon Unhe Chhedhe Ja Rahe Ho

                              Rekhaon Ka Khel Hai Muqaddar
                              Rekhaon Se Maat Kha Rahe Ho

                              Tum Itna Jo...

                              zabardast ......... my most fav ...........

                              mere PC mei thi pata nahi kahan kho gayi yeh gazal :(
                              sigpic

                              Comment


                              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                                Btao tum kon ho, khayalon pe jo chah gayeh
                                abhi to mei ne theikh se tumhein na pehchana
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X