Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

    choty choty shehroon sey
    khali bore dopahroon sey
    ham to jhola otha k chaly
    barish kam kam lagte hy
    nadia madham lagte hay
    ham samandar k andar chaly
    ho ham chaly ham chaly
    Life is more strict than a teacher
    A teacher teaches a lesson
    and takes an exam.
    But life takes an exam
    and then teaches a lesson

    Comment


    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

      yaar bina chain kahaan re
      pyaar bina chain kahaan re
      sona nahin chaandi nahi
      yaar to mila, are pyaar karle

      koi naya sapana nigaahon mein to hain
      koi naya saathi nayi raahon mein to hain
      dil jo milenge takdeer banegi
      jindagi ki nayi tasweer banegi
      pyaar mein ye dil bekaraar karle
      yaar bina chain kahaan re
      pyaar bina chain kahaan re
      sona nahin chaandi nahi
      yaar to mila, are pyaar karle

      yaar hame paisa nahin pyaar chahiye
      koi man chaha dildaar chahiye
      hire moti aise jahaan dil na toole
      sapano ka koi sansaar chaahiye
      ye bhi hoga thoda intzaar karale
      yaar bina chain kahaan re
      pyaar bina chain kahaan re
      (sona nahin chaandi nahi
      yaar to mila, (are pyaar karle

      Comment


      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

        yaar bina dil mera naii lagda
        yaar bina dil mera naii lagda

        kuchh mujhey yaar ki judaii maar gaii
        kuchh mujhey ghair ki khudaii maar gaii
        judaii maar gaii, khudaii maar gaii
        yaar bina dil mera naii lagda
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

          kabhi kabhi merey dil main khayal ata haii
          k jaisey tujh ko banayaa gaya hai merey liya
          tu abb sey pehley sitaroo main bas rahi thi kahii
          tujhey zameen pey bulaya gaya hia merey liyaa......

          Comment


          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

            jaan-e-jaaN tu jo kahey
            gaoun main geet naey
            aur phir chahiye kya?
            samney tu jo rahey

            naaz-o-andaz terey badley badley sey hain kyun?
            is tarha shak na karoon, kya kahoon kya na kahoon?
            tu hi btlaa dey mujhey
            jaan-e-jaaN tu jo kahey
            gaoun mein geet naey
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

              chalte chaltey merey yeh geet yad rakhnaa
              kabhi alvida na kehnaa..kabhi alvida na kehnaa
              '
              beech rah per dilbar
              bichar kabhi hum ager
              or suni si lagey jeevan ki yeh dagar
              hum laut aye gey
              tum yunhi bulatey rehnaa

              kabhi alvida na kehna...

              Comment


              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                pyasi nigahon mein tera intizaar hai
                aaja teri yaad mein dil beqrar hai
                intizaar hai

                jab tak na dekho tujhey chain nahin paoun main
                birha key gham mein kahin mar hi na jaoun main
                aa ker mujhey qrar dey - ujrri hoon main sanwar dey
                terey hi dam sey merey pyar ki bahaar hai
                intizaar hai - intizaar hai
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                  Madhuban mein jo Kanhaiya kisi gopi se mile
                  Kabhi muskaaye, kabhi chhede, kabhi baat kare
                  Radha kaise na jale, Radha kaise na jale
                  Aag tan mann mein lage
                  Radha kaise na jale, Radha kaise na jale


                  Madhuban mein bhale Kaanha kisi gopi se mile
                  Mann mein to Radha ke hi prem ke hain phool khile
                  Kis liye Radha jale, kis liye Radha jale
                  Bina soche samjhe
                  Kis liye Radha jale, kis liye Radha jale

                  (O, gopiyaan taarein hain, chaand hai Radha
                  Phir kyoon hai usko biswaas aadha)

                  Comment


                  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                    ahan aqurari ji :)

                    tu agar bura na maaney tujhey pyar main seekha doon
                    terey dil ki dharrkanon mein koi geet main jaga doon

                    teri saadgi key qurban teri khamoshi key sadqey
                    terey husn ka fasana koi merey dil sey poochhey
                    main khaloos aur wafa ki naii shama ik jala doon
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                      Very nice masood ji

                      kah doo tumhe yaa choop rahoo, dil mein mere aaj kyaa hai
                      jo boloe to jaanoo, guru tumakoe maanoo
                      chalo ye bhee waadaa hai

                      Comment


                      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                        naraaz na ho to arz karoon
                        dil tum sey muhabbat karta hai
                        ley ley tumhara naam koi
                        deewana aahein bharta hai
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~



                          parbat se kaali ghaTaa Takraayee, paani ne kaisi ye aag lagaayee
                          parbat se kaali ghaTaa Takraayee, paani ne kaisi ye aag lagaayee
                          haay aag lagaayee
                          dil dene dil lene ki rut aayee
                          dono: parbat se kaali ghaTaa Takraayee, paani ne kaisi ye aag lagaayee
                          he, aag lagaayee a: haay, aag lagaayee


                          (maare sharam ke, main to simaT gayee
                          chunri meri mujhse lipaT gayee)
                          aise mein tune jo lee angDaayee a: aa aa aa aa
                          aaise mein tune jo lee angDaayee a: haay
                          aag lagaayee
                          dil dene dil lene ki rut aayee
                          dono: parbat se kaali ghaTaa Takraayee, paani ne kaisi ye aag lagaayee
                          hey, aag lagaayee a: haay, aag lagaayee

                          Comment


                          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                            Waaao aap to poora Radio ho :p

                            chalo kahin door yeh samaan chhorr dein
                            duniya key rasm-o-rawaaj toorr dein
                            sab sey nirali ho hamari daastan
                            pyar ki kahaniyon key rukh morr dein

                            dil peh zamaney ka na pehraa ho jahan
                            aao bsaa lein apni duniya ham wahan
                            aao bsaa lein apni duniya ham wahan
                            chalo kahin door yeh samaaj chorr dein
                            duniya key rasm-o-rawaaj torr dein
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                              Originally posted by Masood View Post
                              naraaz na ho to arz karoon
                              Originally posted by Masood View Post
                              dil tum sey muhabbat karta hai
                              ley ley tumhara naam koi
                              deewana aahein bharta hai

                              In aankhon ki masti ke, aah aah aah aah
                              In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
                              Mastaane hazaaron hain
                              In aankhon se vaabastaIn aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain
                              Afsaane hazaaron hain
                              In aankhon ki masti keEk tum hi nahin tanha, aah aah

                              Ek tum hi nahin tanha ulfat mein meri rusva
                              Ulfat mein meri rusva
                              Is shaher mein tum jaiseIs shaher mein tum jaise deewaane hazaaron hain
                              Deewaane hazaaron hain
                              In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain
                              Last edited by aquari; 19 January 2007, 11:09.

                              Comment


                              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                                [COLOR="Sienna"]bus ji music ka shouq hi kuch aisa hainn...

                                Tumahri nazar kuu khafa hoagii
                                khata bakhsh doo gar khata hogaii

                                humara irada tu kuch bhi naa tha
                                tumhari khata khud saza hogaii [/COLOR
                                ]

                                Comment

                                Working...
                                X