Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

    pyar bharey do sharmeeley nain
    jin sey mila merey dil ko chain
    koi jaaney na, kyun mujh sey sharmaey
    kaahey mujhey tarrpaein

    dil yeh kahey, geet main terey gaoun
    tu hi suney aur main gata jaoun
    aisa na ho, jab bhi tera naam labon tak laoun
    main aansu ban jaoun
    jin sey mila merey dil ko chain
    koi jaaney na kyun mujh sey sharmaey
    kaahey mujhey tarrpaein
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

      kisee najar ko teraa, intajaar aaj bhee hain
      kahaa ho tum ke ye dil bekaraar aaj bhee hain

      wo waadiyaa, wo fijaayen ke hum mile the jahaan
      meree wafaa kaa wahee par majaar aaj bhee hain

      n jaane dekh ke kyoo un ko ye huaa yehasaas
      ke mere dil pe unhe ikhtiyaar aaj bhee hain

      wo pyaar jis ke liye humane chhod dee duniyaan
      wafaa kee raah mein ghaayal wo pyaar aaj bhee hain

      yakeen naheen hain magar aaj bhee ye lagataa hain
      meree talaash mein shaayad bahaar aaj bhee hain

      Comment


      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

        masood bhai kaam kijye:lpop: .... gaane kum gaiye... :na:

        Comment


        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

          Hai agar dushman
          Hai agar dushman (dushman)
          Zamana gum nahin, gum nahin

          Hai agar dushman (dushman)
          Zamana gum nahin, gum nahin
          Koi aaye
          Koi aaye, koi aaye, koi aaye, koi
          Hum kisise kum nahin, kum nahin

          Hai agar dushman (dushman)
          Zamana gum nahin, gum nahin
          (Koi aaye, koi
          Hum kisise kum nahin, kum nahin)

          Comment


          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

            Originally posted by ummid View Post
            masood bhai kaam kijye:lpop: .... gaane kum gaiye... :na:
            beta ji aap to janti ho mujhey gano ka shoq hi nahin ... :p

            muhabbat teri bik jaey gi dolat mand key hathon
            sipahi laut ker aa ja

            main ney to preet nibhaii saanwarya rey niklaa tu harjaaii

            terey wadey teri qasmein - cheen rahi hain jag ki rasmein
            aaj keh duniya jeet na jaey deti hoon teri duhaii
            saanwarya rey niklaa tu harjaii
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

              chhoD do aaNchal zamaanaa kyaa kahegaa
              (o o o, chhoD do aaNchal zamaanaa kyaa kahegaa
              k: haa haa haa, in adaaoN kaa zamaanaa bhi hai deevaanaa
              deevaanaa kyaa kahegaa) -2
              a: haa haa haa, chhoD do aaNchal zamaanaa kyaa kahegaa

              Comment


              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                koi kar key bahana chali aana
                terey saajan ney tujh ko pukara hai
                laakh rokey zamana chaley aana
                terey saajan ney tujh ko pukara hai

                pyar ney pyar ko jab bhi aawaz di
                koi deewar rahon mein aa na saki
                rasm-e-ulfat nibhana chali aana
                terey saajan ney tujh ko pukara hai
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                  Originally posted by Masood View Post
                  beta ji aap to janti ho mujhey gano ka shoq hi nahin ... :p
                  ji ji:lpop: ..woh tu hum daikh hi rahe hain...

                  Comment


                  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                    Ho, Ude jab jab zulfen teri , ho oh
                    Ude jab jab zulfen teri
                    Kavaariyon ka dil machle jind meriye

                    Oh Jab aise chikne chehre
                    To kaise na nazar phisle , jind meriye

                    Comment


                    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                      Originally posted by ummid View Post
                      ji ji:lpop: ..woh tu hum daikh hi rahe hain...
                      Yeh to puraney tracks hain jo abhi tak chal rahey hain :p

                      yeh mehfil jo aaj saji hai is mehfil mein hai koi ham sa?
                      ham sa ho to samney aaey - hamsa ho to samney aaey

                      aankh chhapka key husn ki paa key sholon ko aata hai paseena
                      aankh uthaa key key ham ney dekha pathar ka bhi dharkey seena
                      phool sey ham ney khusbhoo chheeni, seep sey ham ney mauti paey
                      hamsa ho to samney aey :p
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                        mery samney walii khirki main ek cahnd ka tukraa rehta hai
                        afsoos yeh hai k woh hum sey kuch ukhra ukhra rehta hai

                        Comment


                        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                          Originally posted by aquari View Post
                          mery samney walii khirki main ek cahnd ka tukraa rehta hai
                          afsoos yeh hai k woh hum sey kuch ukhra ukhra rehta hai
                          ab main is mein kya kar sakta hoon :zuban:

                          chilman sey chobaron sey
                          khirki sey darwazon sey
                          jhanka na karo ji ham ko

                          yeh achha dastoor nahin
                          ham ko yeh manzoor nahin
                          paas bhi rah ker doori hai
                          aakhir kya majboori hai
                          thukrata hai aisey koi
                          pyar mein apney pyaron ko?
                          khirrki sey darwazon sey
                          chilman sey chobaron sey
                          jhanka na karo ji ham ko :p
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                            very nice......:cool
                            aisa koi saathi ho aisa koi premi ho
                            pyaas dil ki bujha jaaye
                            nile nile ambar par chaand jab aaye pyaar barasaye hamako tarasaaye
                            aisa koi saathi ho aisa koi premi ho pyaas dil ki bujha jaaye
                            nile nile ambar pe chaand jab aaye pyaar barasaye hamako tarasaaye

                            Comment


                            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                              ishq sacha hai to phir wada nibhana ho ga
                              tujh ko aana ho ga, tujh ko aana ho ga

                              duniya walon sey jo dar jaey yeh woh pyar nahin
                              aana chaho to raah mein koi deewar nahin
                              pyar key dar peh zamaney ko jhukana ho ga
                              tujh ko aana ho ga tujh ko aana ho ga
                              ishq sacha hai to phir wadah nibhana ho ga
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                                aaj ham apani duaaon ka asar dekhenge
                                tir-e-nazar dekhenge, zakhm-e-jigar dekhenge
                                pyaar karana dil-e-betaab bura hota hai
                                sunate aaye hain ke ye khvaab bura hota hai
                                aaj is kvaab ki taabeer magar dekhenge
                                tir-e-nazar dekhenge, zakhm-e-jigar dekhenge

                                Comment

                                Working...
                                X