Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~
tujhey pyar aaey kisi peh kab
tera jo sitam hai so be'sbab
tera aur zamaney ka aik dhab
teri har ada mein wohi ghazab
magar aey haseena-e-nazneen
mujhey tujh sey koi gila nahin
teri be'rukhi bhi qabool hai
keh yeh apney dil ka asool hai
tu nigah-e-shoq ki bhool hai
ter aetbar fazool hai
magar aey haseena-e-nazneen
mujhey tujh sey koi gila nahin
tera husn fitna-e-dehar hai
tera rang aag ki lehar hai
teri ankriyon mein woh zehar hai
jo bala zulm hai qehar hai
magar aey haseena-e-nazneen
mujhey tujh sey koi gila nahin
tera husn mehw-w-jafa sahi
yeh jafa bhi teri ada sahi
yeh ada wafa ka sila sahi
yeh sila hi meri qaza sahi
magar aey haseena-e-nazneen
mujhey tujh sey koiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii gilllllllllllllllllllllla nahin :)
tujhey pyar aaey kisi peh kab
tera jo sitam hai so be'sbab
tera aur zamaney ka aik dhab
teri har ada mein wohi ghazab
magar aey haseena-e-nazneen
mujhey tujh sey koi gila nahin
teri be'rukhi bhi qabool hai
keh yeh apney dil ka asool hai
tu nigah-e-shoq ki bhool hai
ter aetbar fazool hai
magar aey haseena-e-nazneen
mujhey tujh sey koi gila nahin
tera husn fitna-e-dehar hai
tera rang aag ki lehar hai
teri ankriyon mein woh zehar hai
jo bala zulm hai qehar hai
magar aey haseena-e-nazneen
mujhey tujh sey koi gila nahin
tera husn mehw-w-jafa sahi
yeh jafa bhi teri ada sahi
yeh ada wafa ka sila sahi
yeh sila hi meri qaza sahi
magar aey haseena-e-nazneen
mujhey tujh sey koiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii gilllllllllllllllllllllla nahin :)
Comment