Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

    ham ney jo dekhey khawab suhaney
    aaj unki ta'beer miley gi
    jhoom khushi sey gaa deewaney
    tujh ko teri taqdeer miley gi
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

      ham kion chalain us raah par jis raah par sabhi chalain
      kion na chunay woh rasta
      jis pay nahi koi chala
      is aag main jalain kion
      pal pal jiyan marain kion

      Comment


      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

        Originally posted by <> View Post
        ham kion chalain us raah par jis raah par sabhi chalain
        kion na chunay woh rasta
        jis pay nahi koi chala
        is aag main jalain kion
        pal pal jiyan marain kion
        :thmbup:

        dil waley hain ham to dil ley key jaein gey
        aashiq hain parwaney hain ham mar mit jaein gey
        tujh sey chura lein gey tujh ko sanam
        ley jaein gey ban key tera sajan
        ohohooo ohohoooo
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

          Chand ho ya na ho, chandni raat hay:)
          Main teray saath hoon , tu merayyyyy saath hay
          Chand ho ya na ho, chandni raat hay
          Main teray saath hoon , tu merayyyyy saath hay

          Aur kuch ho na ho ek hee baat hay
          khoobsooooratt baree ye mulaqat hai
          Kaisa ye mausam , haaan sajan hai
          badal hay koi , na sawan hai
          lag raha hay magar , aaj berrrsaaat hai
          Main teray saath hoon , tu merayyyyy saath hay :)
          sigpic

          Comment


          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

            rhim jhim rhim jhim parey pohar
            tera mera nit ka pyar
            jhan jhan bajein mann key taar
            tera mera nit ka pyar

            aaey merey paas to aisey door kahin na jaey
            murjhaey na khilti kaliyaan aisi bhi rut aaey
            aaey na pat'jharr rahey bahar
            tera mera nit ka pyar

            o merey bachpan key sathi kyun mujhey tarpaey
            umer guzari ro ro main ney kahey der lagaey
            samney aaja phir ik baar tera mera nit pyar
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

              One of my most fav: song :)


              Pyaar k liey char pal kamm nahin thay
              kabhi tum nahin thay, kabhi hum nahin thay
              pyar k haseen kab ye mausam nahin thay
              kabhi tum nahin thay ,kabhi hum nahin thay

              ye dinnn barson k baad aaya , kuch tumhein kuch hamein yaad aaya
              kasak phir ye dil mein uthhy hai, honton pe baat aa k ruki hay
              kabhi itnay majboor to hum nahin ,
              kabhi itnay majboooor to hum nahin thay

              Pyaar k liey char pal kamm nahin thay
              kabhi tum nahin thay, kabhi hum nahin thay

              ager tum ye dil maang letay , jaan e mann hum tumhein jaan detay
              tumhein kessay hum bhool jatay, marr k bhi tum hamein yaad aatay
              tumhein hay pata baywafa hum nahin thay
              tumhein hay pata baywafa hum nahin thay


              Pyaar k liey char pal kamm nahin thay
              kabhi tum nahin thay, kabhi hum nahin thay
              Last edited by Eshaa Chaudhry; 6 November 2006, 17:46.
              sigpic

              Comment


              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                aksar is dunya main anjanay miltay hain
                anjani rahoo pay mil k khoo jatay hain
                lakin hamesha woh yaad aatay hain
                lakin hamesha woh yad aatay hain

                Comment


                • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                  dhulay dhulay rangoon ki mailee tasverain hain
                  juray howay hathoon main tooti taqderain hain
                  ret say bana ghar toot hi gaya rishta kinaray say toot hi gaya

                  Comment


                  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                    aag laga ker chhupney waley sun mera afsana
                    main geeton mein tujhey pukaron log kahein deewana

                    woh bethey hain nazrein jhukaey ban ker beganey sey
                    jaisey nahin hai koi rishtah ab is deewaney sey
                    shama agar shola na banti kyun jalta parwana

                    O' zaalim pathar key sanam mera pyar mujhey lauta dey
                    is bhari mehfil mein chahey tu mujhey thukraa dey
                    tujh ko tere mehal mubarak mujh ko mera weerana
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                      Her taraf rawan aapka hee nashaaa
                      chhu gaeey dil ko aapki her aada

                      ban jaaieey is dil k mehmaan
                      ban jaaieey is dil k mehmaan
                      Mehmaan ban jaaieey
                      ban jaaieey in saanson k armaan

                      sigpic

                      Comment


                      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                        aay nazzneen sunoo na ham tum pay haq to do na
                        chahay to jan loo na
                        k dekha tumhay too hosh urr gay
                        hont jaysay
                        yeh hont jaysay khud hi sil gay
                        lagta hai k tumko
                        rab nay banaya jis dam
                        apni qudraton ko us nay tum main kar dia tha gum
                        is jahan ko husan bantna bhi kardia tha kam
                        tekha tekhay nain o naqsh teray
                        kalyon sya komal honat teray
                        phoolon sya nazay paoon teray
                        dono jahan qurban teray
                        banaya piyar say jisay
                        rab nay woh moorat hoo tum
                        sang tarashoon ki jaysay devi tum
                        tum sa jahan main koi na

                        Comment


                        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                          Originally posted by <> View Post
                          aay nazzneen sunoo na
                          Thanks muqadas:blush: :blush: :blush: ,
                          ji kahiey kya baat hum sun'nay aa gaey :wk :D
                          sigpic

                          Comment


                          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                            :khi: suna to dia

                            Comment


                            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                              dil ki tanhaii ko awaz bana laytay hain
                              dard jab had say guzarta hai too gaa laytay hain

                              Comment


                              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                                bhool jaaen gay hum , saaree dunya k gham
                                ek pal do ghari tum milo to sanam
                                chahtein keh raheen , chahaton ki kasam
                                ek pal do ghari tum milo to sanam

                                Palkon mein mehkay khwabon ki lariiii

                                pass hain phir bhi hain dooryaan baree
                                ik lamha bhi ab to kaheen na chain hay
                                dharkan se dharkan ki jurnay de kariiii
                                Keh rahee aashqi ,ishq hoga na kamm
                                ek pal do gharee tum milo to sanam


                                bhool jaaen gay hum , saaree dunya k gham
                                ek pal do ghari tum milo to sanam

                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X