Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

    I am not that good at songs - please correct me if wrong :8

    Raha gardishon mein har dam, merey ishq ka sitara
    kabhi dagmgaii kashti kahin kho geya kinara

    koi dil key khail dekhey keh muhabbaton ki baazi
    keh usi key ho gaey ham jo na ho saka hamara

    yeh hamari badnaseebi jo nahin to aur kya hai
    jissey maut ney na poocha ussey zindagi ney mara
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

      koi aisa aalam ban ke aae ho
      koi haqeeqat ho ya koi saaye ho
      bhole misre yaadein saath me laaye ho
      chaye ho chaye ho ham pe chaye hoo
      Last edited by Wafa; 29 October 2006, 17:14.
      sigpic


      Comment


      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

        a very nice song from "umrao jaan ":)

        Main na mil sakoon jo tumse,mere justujoo na kerna
        tumhein mere hee kasam hai,tumhein mere hee kasam hai
        Mere aarzoooo na karna, mere aarzoo na kerna

        Mujhe jis se hai mohabbat usey hai ajab ye aadat
        Mujhe jis se hai mohabbat usey hai ajab ye aadat
        kabhi munh ko pher leyna , kabhi guuuuftugu na kerna
        tumhein mere hee kasam hai , mere aaaarzuu na kerna..
        Main na mil sakun jo tumse , mere justujoo na kerna

        sigpic

        Comment


        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

          aty jaty khobsort awara sarkon pe
          kabe kabe itfaq sey
          kitny anjan log mil jaty hain
          on main sey kuch loog bhol jaty hain
          kuch yaad reh jaty hain
          Life is more strict than a teacher
          A teacher teaches a lesson
          and takes an exam.
          But life takes an exam
          and then teaches a lesson

          Comment


          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

            pal do pal ki chahat mein
            zard hui main rangat mein
            dhoond rahi jawani ko main
            pichhli raat ki sohbat mein
            mahiya vey mahiya
            tak mahiya

            lag ja merey seeney sey
            kya rakha hai nafrat mein
            jeena gar dushwar huwa
            mar jaoun gi muhabbat mein
            apney aap ko pehchana hai
            main ney teri qurbat mein
            mahiya ve mahiya
            tak mahiya

            pehley meri muhabbat tha
            shamil hai ab aadat mein
            sari umer key roag lagey
            char dino ki chahat mein
            yeh jo salook huwa mujh sey
            hota hai kya chahat mein
            mahiya ve mahiya
            tak mahiyaa
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

              sham k surmai andheron main
              youn meray dil k dagh jaldtay hain
              jaysay parbat k sabz perdon pay
              barf k bad hdoop parte hai

              Comment


              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                Originally posted by <> View Post
                sham k surmai andheron main
                youn meray dil k dagh jaldtay hain
                jaysay parbat k sabz perdon pay
                barf k bad hdoop parte hai
                aah bharta hoon ashk peeta hoon
                roz jeeta hoon roz marta hoon


                yeh mujhey bhi bohat pasand hai :)
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                  acha magar mughay bohat ziyada pasand hai :P

                  yeh ghalat likha hai

                  roz marta hon phir bhi jeeta hon

                  Comment


                  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                    Originally posted by <> View Post
                    acha magar mughay bohat ziyada pasand hai :P

                    yeh ghalat likha hai

                    roz marta hon phir bhi jeeta hon
                    yeh main ney apney liye likha hai - be'NAqoof larki :p

                    Ali Sher ki shayid yeh wahid gana hai jo mujhey bohat pasand hai, iskey aik do aur hai - magar nahin yehi achha hai.
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~


                      Another cool song from umrao jaan

                      Dekha hamein kuch aisssay k behka diyaa hamein :blush:
                      tumnay to khwaaaab dekhna sikhla diya hamein :blush:

                      us zindagi se kessassay sitam ka gila karein
                      jiss zindagi nay aaaaaap se milwa diya hamein :wk
                      aaankhon mein hai nasheelay bhanwar , zulllf mein lehar
                      aaankhon mein hai nasheelay bhanwar , zulllf mein lehar

                      hmmmm mmmmmmmmm, mmmmmmm
                      dariya ye kesssa husssn ka dikhla diya hamein

                      hmmmmmmmm, mmmmmmm. mmmmmmm

                      Armaaaaanon ka jahan mohabbat ki daaastaan
                      Armaaaaanon ka jahan mohabbat ki daaastaan
                      hmmmmm, mmmmm, mmmmmmmmm
                      hum kia kahein k aaaap ney kia kya diya hamein :)


                      Dekha hamein kuch aisssay k behka diyaa hamein :blush:
                      tumnay to khwaaaab dekhna sikhla diya hamein :blush:

                      Last edited by Eshaa Chaudhry; 31 October 2006, 18:01.
                      sigpic

                      Comment


                      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                        tumhi ho mehboob merey
                        main kyun na tumhein pyar karoon
                        tumhi to meri duniya ho
                        main kyun na iqraar karoon
                        mera pyar yaad rakhna

                        meri aarzuoun ki tasweer tum ho
                        jo dil per likhi hai woh tehreer tum ho
                        kahoon aur kya meri taqdeer tum ho
                        tum ho
                        tum ho
                        tumhi ho mehboob merey
                        main kyun na tumhein pyar karoon
                        mera pyar yaad rakhna
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                          sau dard hainnnn , sau rahateinnnn
                          sab milaaaaa dilnasheen ek tuuuuu heeee nahinnnnnnnnnnnnnnnnn
                          sau dard hainnnn , sau rahateinnnn
                          sab milaaaaaaaaa dilnasheen ek tuuuuuuuu heeee nahinnnnnnnnnnnnnnnnn,,nnnnnnnn


                          rookhi rookhi see ye hawa, aur sookhay pattay ki terha
                          sheher ki sarkon pe main ......laawaris urta huaa
                          sau raaastay , per tere raaaahh nahinnn, nnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn


                          sau dard hainnnn , sau rahateinnnn
                          sab milaaaaa dilnasheen ek tuuuuu heeee nahinnnnnn,nnnnnnnnnnnnnnnnnnn

                          behta hay paani , behnay de , waqt ko yunhee rehnayyy de
                          dariya nay karrrrwat li hai to, saahilon ko sehnay de

                          sau hasratein , per teraaaa ghaaaam nahinnnnnn, nnnnnnnnnnnnnnnnnnnn
                          Last edited by Eshaa Chaudhry; 31 October 2006, 18:18.
                          sigpic

                          Comment


                          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                            Noor Jahan ka geet - one of my fav.

                            woh mera ho na saka to main bura kyun maanoon
                            usko haq hai woh jissey chahey ussey pyar karey

                            pyar kehtey hain jissey woh hai dilon ka soda
                            iski dharrkan peh kisi dil peh koi qaid nahin
                            hamsafar apna bnaa ley woh jissey bhi chahey
                            woh to aazad hai manzil peh koi qaid nahin
                            us key rastey mein kharri kyun koi deewar karey
                            usko haq hai woh jissey chahey ussey pyar karey

                            gham key jis morr per la ker woh mujhey chhorr geya
                            main usi morr ki dehleez peh so jaoun gi
                            khool ker aankh dekhoon gi kabhi us ki taraf
                            hashar tak us key liye ajnabi ho jaoun gi
                            har sitam shoq sey mujh per mera dildaar karey
                            usko haq hai woh jissey chahey ussey pyar karey :)
                            Last edited by Masood; 7 November 2006, 17:25.
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                              teray rang rang teray ranag rang
                              main jahan bhi jaoon dunya main teray jalway meray sang sang
                              main onch nech main zat pat main aur firqoon main bata howa
                              jo sachai ko jhutla day dil ase gard say aata how
                              shikwa nahi jism ki matti say aur rooh bhi ab betab nahi
                              teray hukum pay chalna aik taraf tera nam bhi lena yad nahi
                              kam say kam mugh ko louta day
                              woh rooh aur jism ki jang jang
                              toonay aata kiaaa
                              mainay bhula dia
                              ttonay phir say dia
                              na shukar kia na shukar kia
                              too aur dia deta hi gaya deta hi gaya
                              moo moor diya daryaoon k mainay hawa main urna seekh lia
                              mare agli nazar setaroon par
                              phir bhi main teray saharay par
                              Last edited by MuQadas; 31 October 2006, 18:41.

                              Comment


                              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                                pyasi nigahon mein tera intizar hai
                                aaja teri yaad mein dil beqrar hai
                                intizaar hai intizaar hai

                                jab tak na dekhoon tujh ko chain nahin paoun main
                                birhaa key gham mein kahin mar hi na joun main
                                aa ker mujhey qarar dey - ujjrri hoon main sanwar dey
                                terey hi dam sey merey pyar ki bahar hai
                                .... intizaar hai - initzaar hai
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X