Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

    jhootay ilzaaaaam mere jaan lagaya na karo :)
    dil hay naazuk isey tum aisay dukhaaaaya naaa karoooo
    jhootay ilzaaaaam mere jaan lagaya na karo
    dil hay naazuk isey tum aisay dukhaaaaya naaa karoooo
    jhoootay ilzaaaaaaamm.....

    Mere aankhon mein jo achhay nahin lagtayyyy aanso
    Mere aankhon mein jo achhay nahin lagtayyyy aanso
    to jalaaaaaaya na karo mujhko ,...... sataya na na karo:)
    to jalaaaaaaya na karo mujhko , ......sataya na na karo
    dil hay naazuk isey tum aisay dukhaaaaya na karo :)
    jhoootya ilzaaaaaaamm.....

    Tum kisi aurrrrrr ki kismat mein ho , .........tum meray nahinnn
    Tum kisi aurrrrr ki kismat mein ho , ............tum meray nahinnn
    Ye agar sach bhi hai to mujhko bataaaaya naaaa karooooo
    dil hay naazuk isey tum aisay dukhaaaaya na karoooooo
    Jhootay ilzaaaaammmm

    Ya to taaaber bataaao meray sab khwabon ki
    Ya to taaaber bataaao meray sab khwaaaaaaabon ki
    ya koiiiii khwab in aaankhon kooo dikhaaaya na karoooooo
    dil hay naazuk isey tum aisay dukhaaaaya na karoooooo
    Jhootay ilzaaaaammmm

    Abhi aaaaaey ho, abhi baythayy , abhhhi jaaaatay ho.
    Abhi aqaaaaey ho, abhi baythayy , abhhhi jaaaatay ho.
    Sirf ik rasssm nibhanay ko to aaya naa karoooo
    dil hay naazukisey tum aisssay dukhaya naaaa karoooo
    jhootay ilzaaaam mere jaan lagaya na karo
    dil hay naazuk tum aissay dukhaya na karo





    sigpic

    Comment


    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

      woh aik gana hai na
      desan da raja

      Comment


      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

        Seep main moote hain lakinnnnnn koi chunta hi nahi
        bat aik kehni thi hamkoooo bat aik kehni thi hamkoooo
        koi sunta hi nahiiiiiiiiiiiiii
        Last edited by MuQadas; 31 October 2006, 19:20.

        Comment


        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

          Originally posted by <> View Post
          Seep main moote hain lakinnnnnn koi chunta hi nahi
          bat aik kehni thi hamkoooo bat aik kehni thi hamkoooo
          koi sunta hi nahiiiiiiiiiiiiii
          :tasali: fiker nahin karo na dear ..hamaray kaan mein dass do hum sun letay hain:comfort:
          sigpic

          Comment


          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

            Originally posted by <> View Post
            woh aik gana hai na
            desan da raja
            :kr: :kr: :kr: haan ji bilkul hai wo song ...kion kia huaa usey
            sigpic

            Comment


            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

              Originally posted by Eshaa_wellwisher View Post
              :kr: :kr: :kr: haan ji bilkul hai wo song ...kion kia huaa usey
              desa ndda raja maray babul da sahara
              ammre de dil da
              tooba kia ajeeb gana hai :tauba main samjhi shayed yeh koi aasa gana hoo jisay hamaray rishaty daron nay bana lia hoo kion k jab bhi koi mehndi ho yehi gana sunnay ko milta hai

              Comment


              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                Originally posted by <> View Post
                desa ndda raja maray babul da sahara
                ammre de dil da
                tooba kia ajeeb gana hai :tauba main samjhi shayed yeh koi aasa gana hoo jisay hamaray rishaty daron nay bana lia hoo kion k jab bhi koi mehndi ho yehi gana sunnay ko milta hai
                :hehe: :hehe: wakaeey bara ajeeb sa song hai...lekin ye aap k rishtay daaron ney nahin banaya :kr: :kr: :kr: bulkey sab k rishtay daaron nay banaya hai:kr:
                sigpic

                Comment


                • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                  phirta rahoo darbadar
                  milta nahe tera nishaan
                  dhondo tujy main kahan
                  to hay kahan main kahan
                  Life is more strict than a teacher
                  A teacher teaches a lesson
                  and takes an exam.
                  But life takes an exam
                  and then teaches a lesson

                  Comment


                  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                    jaaniye heeriye
                    jaaniye heeriye
                    mere mann ye bata de tu
                    kis or chala hai tu
                    kya paya nahi tune
                    kya dhundh raha hai tu
                    jo hai ankahee jo hai ansuni
                    woh baat kya hai bataaaaaaaaaaaa
                    mitwa kahay dhadkan hai tujhse pyar
                    mitwa ye khudse to na tu chhupa

                    sigpic

                    Comment


                    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                      aay nazzneen sunoo na ham tum pay haq to do na
                      chahay to jan loo na
                      k dekha tumhay too hosh urr gay
                      hont jaysay
                      yeh hont jaysay khud hi sil gay
                      lagta hai k tumko
                      rab nay banaya jis dam
                      apni qudraton ko us nay tum main kar dia tha gum
                      is jahan ko husan bantna bhi kardia tha kam
                      tekha tekhay nain o naqsh teray
                      kalyon sya komal honat teray
                      phoolon sya nazay paoon teray
                      dono jahan qurban teray
                      banaya piyar say jisay
                      rab nay woh moorat hoo tum
                      sang tarashoon ki jaysay devi tum
                      tum sa jahan main koi na

                      Comment


                      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                        Soona soona lamha lamha
                        meri rahein tanha tanha
                        aa ker mujhe tum tham lo
                        manzil meri dekhey rasta
                        murr ke zara ab dekh lo
                        aisa milan phir ho na ho
                        sab kuch mera tum hi to ho
                        bepanah pyar hai aaja
                        tera intezar hai aaja


                        sigpic

                        Comment


                        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                          tum se koe nahe piyara
                          lo keh diya ham ney oo yara
                          dewana kaho ya kaho dewana pan
                          oo sajan oo sajan le gaya to mera man
                          Life is more strict than a teacher
                          A teacher teaches a lesson
                          and takes an exam.
                          But life takes an exam
                          and then teaches a lesson

                          Comment


                          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                            aaj yeh kis ko nazar key samney pata hoon main
                            pyar ki bhooli hui yadon sey takrata hoon main

                            tu na ro merey liye jaan-e-tamana tu na ro
                            terey aansu dekh key betaab ho jata hoon main

                            kya tumhein woh chaandi ratein bhi yaad aati nahin
                            tum to kehtey they sitaron ki qasam khata hoon main

                            aao un tooti hui yadon ko aa ker jorr do
                            ab tumhari yaad aati hai kho jaata hoon main
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                              ajnabi shehar k ajnabi rastay
                              mare yanhaii pay muskuratay rahay
                              main bohat der tak younhi chalta raha
                              tum bohat der tak yad aatay rhay
                              zakham jab bhi koi ghera dil par laga
                              zindage ki taraf aik darecha khula
                              ham bhi gooya kise saaz k tar hai
                              chot khatay rahay muskuratay rahay

                              Comment


                              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                                Waada raha pyar se pyar ka
                                ab hum na hongay juda ,
                                ye mere dharkanein sun raha hai khudaaa
                                chahay tumhein kis qadar mera dil
                                tum ko nahin hay pataaaaa\ye mere dharkanein
                                sun raha hay khuda:)
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X