Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

    ye hai mere kahani,khamoosh zindagani
    sanata keh reha hai,kyu zulm seh raha hai
    aik daastan purani,tanhae ke zubaani
    har zakam khil raha hai,kuch mugh se keh raha hai
    chubte kaante yaadoo ke ,daman se chunta hoo
    girte diwaro ke ,anchal me zinda hoo
    baas ye mere kahani,benishan nishane
    aik dard keh raha hai,kuch mughe se keh raha hai
    Last edited by Wafa; 15 November 2006, 11:58.
    sigpic


    Comment


    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

      ik piyar ka naghma hy.
      mojo ke rawani hy
      zindge or kuch b nahe
      tare mare kahani hy
      Life is more strict than a teacher
      A teacher teaches a lesson
      and takes an exam.
      But life takes an exam
      and then teaches a lesson

      Comment


      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

        Dil dharkey main tum se ye kaisey kahoon
        kehti hai mairi nazar shukriya
        Tum mairi umanagoon ki shab k lieey aay ho ban k sahar shukriya
        kehti hai mairi nazar shukriya
        Ooy ooy hooy

        Abhi tak mairi rooh baichain hai
        Abhi tak maira dil hai betaab sa
        Ye mana k tum samney ho mairey
        Magar muj ko lagta hai ik khawab sa
        Ooy ooy hooy
        Dil dharkey main tum se ye kaisey kahoon
        kehti hai mairi nazar shukriya

        Comment


        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

          sooraj howa madham
          chand jalnay laga
          aasa yeh haay kion pighalnay laga
          main theeree rahi zameen chalnay lagi
          dharka yeh dil sans thamnay lagi
          sajnaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
          kia yeh mera pehla pehla piyar hai

          Comment


          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

            her ghari badal rahi hai roop zindagi
            chahoo hai kabhi kabhi hai dhoop zindagii
            her pal yahan ji bhar jiyooo
            jo hai samaaa kal hoo naa

            Comment


            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

              tUM bIN jIYA jA-AY kAISAY , kAISAY jIYA jA-AY tUM bIN
              sADIYU sAY lAMBI hEIN rATEIN, sADIYUN SAY lMABAY hOWAY dIN
              aA jAO lOAT kAR tUM, yEH dIL kEH rAHA hAY..

              Comment


              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                her kasee ko nahe milta
                yahan piyar zindge main
                kush naseeb hayn wo
                jin ko hay mileee
                yeh bahar zindge main
                Life is more strict than a teacher
                A teacher teaches a lesson
                and takes an exam.
                But life takes an exam
                and then teaches a lesson

                Comment


                • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                  yeh jo mohabbat hai
                  yh un kaa hia kaam
                  mehboob ka jo
                  bus letey howeyy naam
                  mar jayee mit jayee
                  hojayee badnaaam
                  rehney doo chooro bhi
                  janey doo yaar
                  hum na karain geyy piyaar

                  Comment


                  • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                    yaar bina chain kahan rey
                    yaar bina chain kahan rey
                    Sona naheen chandi naheen yar ro mila
                    Ary piyar kar ley

                    Comment


                    • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                      App jaisa koi meri zindagi main ayee
                      tu baat ban jayee
                      ahan baat ban jayeeeeeeee

                      Comment


                      • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                        ham Chaley Is Jahan Sey
                        Dil Uth Geya Yahan Sey
                        Unhein Dey Do Khabar
                        Mar Chaley Ham Agar
                        Ley Chaley Yaad Unki Yahan Sey

                        Zindgi Ka Chhalakney Ko Ab Jaam Hai
                        Martey Martey Bhi Lab Peh Tera Naam Hai
                        Tu Salamat Rahey Ta Qayamat Rahey
                        Ham Akeley Chaley Hain Yahan Sey

                        Yun Bhi Hongi Muhabbat Ki Ruswaiyaan
                        Merey Marney Sey Goonjey Gi Shehnaiyaan
                        Roey Gi Maut Bhi Bebasi Peh Merey
                        Jab Uthhey Ga Janaza Yahan Sey

                        Ab Jiyein To Jiyein Kis Ki Khatir Jieyein
                        Zindagi Ka Zehar Kis Khushi Mein Piyein
                        Jab Bana Aashiiyan, Jab Khila Gulistan
                        Gir Parrin Bijliyaan Aasman Sey
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                          poocho na yaar kya howaa
                          dil ka qarar ka kiya howaa
                          tum pey tu hum mirmilteyhia
                          abhi sey hi janeyy humara ageyy kya hogaa

                          Comment


                          • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                            Nayyra Noor ki aik bohat achi ghazal umeed hai k aap sab ko bhi pasand aai gi


                            Har chand sahara hai terey piyar ka dil ko
                            Rehta hai magar aik ajab khauf sa dil ko

                            woh khawab k dekha na kabhi ley ura neendain
                            woh dard k uthaa na kabhi kha gaya dil ko
                            Yaan saans ka laina bhi guzar jana hai jee ka
                            Yaan maarika-e-ishq bhi ik khail tha dil ko
                            woh aain to hairaan woh jaain to preshaan
                            Ya rab koi samjaay ye kiya ho gaya dil ko

                            Comment


                            • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                              bhooli hui hoon daastan, guzra huwa khiyaal hoon
                              jisko na tum samajh sakey main aisa ik sawaal hoon

                              tum ney mujhey bhula diya, nazron sey yun gira diya
                              jaisey kabhi miley na they, ik raah per chaley they
                              tham jao merey aansuou un sey na kuchh gila karo
                              weeran-e-shab key chaand ka khoya huwa jamal hoon
                              jisko na tum samajh sakey main aisa ik sawaal hoon

                              karna hi tha agar sitam, dena tha umer'bhar ka gham
                              ehad-e-wafa kiya tha kyun? chahat sey dil diya tha kyun
                              tum ney nigaah phair li ab main hoon meri be'basi
                              woh husn ki misaal hai, main ishq ka zawaal hoon
                              jisko na tum samajh sakey main aisa ik sawaal hoon
                              Last edited by Masood; 19 November 2006, 10:47.
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • Re: ~!~ Non stop Open Anakshiri ~!~

                                Zindgee ka safar , hay yeh kasia safar
                                Koi samjha nahi , Koi jana nahi
                                Hay yeh kaisi daggar chaltay hein sab magar
                                Koi samjha nahi , koi jaana nahi hay

                                Comment

                                Working...
                                X