Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sada Bahaar Geet

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Sada Bahaar Geet

    Originally posted by ForumAdmin
    Chingari koi bhadakey .. Toh sawan usey bujhaye
    Sawan jo agan lagaye usey kaun bujhaye
    P'at Jhar jo baagh ujarey .. woh baagh bahar khilaye
    Jo baagh mein ujrey ... usey kaun khilaye ..

    Ham sai mat poocho kasey mandir toota sapnon ka..
    Auron ki baat nahi hai yeh qisa hai apnon ka..
    Koi dushman ghao lagaye toh man meet jiya behlaye..
    Mann meet jo thaes lagaye usey kaun mitaye..

    Na janey kya ho jata janey ham kya ker jatey ..
    Peetey hein toh zinda hain na peetey toh mar jatey...
    Duniya jo payasa rakhey toh madheera pyas bujhaye..
    Madheera jo pyas jagaye usey kaun bujhaye..

    Manaa toofan kai agey nahi chalta zor dilon ka ..
    Maujon ka dosh nahi hai yeh dosh hai aur kisi ka ..
    Majhdar mein nay'aan doley toh maajhi paar lagayee..
    Maajhi jo naoo dabo'ye usey kaun bachaye...
    Chingari hmm hmmm. :)
    Zaberdast Paa ji

    khush rahyeah buhat sara :rose
    Zindagi Thak Gaye ..!!

    Comment

    • #32
      Re: Sada Bahaar Geet

      Originally posted by Saima Shaheen
      One of my fav...........:)

      Aankh hai bhari bahri aur tum muskuraney ki baat kertey ho
      Aankh hai bhari bahri aur tum muskuraney ki baat kertey ho
      Zindagi khafa khafa aur tum Dil laganey ki baat kertey ho
      Aankh hai bhari bhari aur tum muskuraney ki baat kertey ho

      Mere halaat aisey hain k mei kuch ker nahi sakti
      Dahrakta hai yeh Dil laikin mein aahein bhar nahi sakti
      Zakhm hai hara hara aur tum chot khaney ki baat kertey ho
      Zindagi khafa khafa aur tum Dil laganey ki baat kertey ho
      Aankh hai bhari bahri aur tum muskuraney ki baat kertey ho

      Zamaney mei bhala kasiey mohabat log kertey hain
      Wafa ke naam ki ab to shikayat log kertey hain
      Aag hai buhji buhji aur tum loah jalaney ki baat kertey ho
      Zindagi khafa khafa aur tum , Dil laganey ki baat kertey ho
      Aankh hai bhari bhari aur tum muskuraney ki baat kertey ho

      Kabhi jo khuwab dekha tha mili percahian mujh ko
      Mujhe mehfil ki khahish thi mili Tanhaian mili mujh ko
      Her taraf dhuwa'n dhuwa'n aut Tum aashianey ki baat kertey ho
      Zindagi khafa khafa aur tum , Dil laganey ki baat kertey ho
      Aankh hai bhari bhari aur tum muskuraney ki baat ker

      Saima

      aapke pasand ka song yehan paste kar diya gaya hai, suney...
      (this song is in female voice, ask me if you need male voice...

      http://forum.pegham.net/showthread.php?p=15675#post15675
      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

      Comment

      • #33
        Re: Sada Bahaar Geet

        Originally posted by ForumAdmin
        Chingari koi bhadakey .. Toh sawan usey bujhaye
        Sawan jo agan lagaye usey kaun bujhaye
        P'at Jhar jo baagh ujarey .. woh baagh bahar khilaye
        Jo baagh mein ujrey ... usey kaun khilaye ..

        Ham sai mat poocho kasey mandir toota sapnon ka..
        Auron ki baat nahi hai yeh qisa hai apnon ka..
        Koi dushman ghao lagaye toh man meet jiya behlaye..
        Mann meet jo thaes lagaye usey kaun mitaye..

        Na janey kya ho jata janey ham kya ker jatey ..
        Peetey hein toh zinda hain na peetey toh mar jatey...
        Duniya jo payasa rakhey toh madheera pyas bujhaye..
        Madheera jo pyas jagaye usey kaun bujhaye..

        Manaa toofan kai agey nahi chalta zor dilon ka ..
        Maujon ka dosh nahi hai yeh dosh hai aur kisi ka ..
        Majhdar mein nay'aan doley toh maajhi paar lagayee..
        Maajhi jo naoo dabo'ye usey kaun bachaye...
        Chingari hmm hmmm. :)

        ForumAdmin Sahab,
        Apni pasand ke geet yehan sun len

        http://forum.pegham.net/showthread.php?p=15684#post15684
        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

        Comment

        • #34
          Re: Sada Bahaar Geet

          Originally posted by Spy009
          Saima

          aapke pasand ka song yehan paste kar diya gaya hai, suney...
          (this song is in female voice, ask me if you need male voice...

          http://forum.pegham.net/showthread.p...5675#post15675

          Wese yeh song mere pass bhi hai, mere PC mei save hai akser sunti hoon :p

          Phir bhi thnx :) :rose
          sigpic

          Comment

          • #35
            Re: Sada Bahaar Geet

            Bohat khoob posts hai sab ki :)
            Allah

            Comment

            • #36
              Re: Sada Bahaar Geet

              Ager tum mil jaoo zamana choor dain gay hum
              tumhain pa ker zamany bhar say rishta tour dain gay hum
              bina tery koi dilkash nazara hum na dekhay gay
              Tumhain na pasand usko dobara hum na dekhay gay
              tere surat na ho jis main vo sheesha tour dain gay hum

              Ager tum mil jaoo zamana choor dain gay hum
              Ager tum mil jaoo zamana choor dain gay hum
              tumhain pa ker zamany bhar say rishta tour dain gay hum

              Tery dil main rahay gay tujh ko apna gher bana lain gay
              Tery khabon ki gehno ki tarah khud per saja lain gay
              qasam tere qasam taqdeer ka rukh mour dain gay hum

              Ager tum mil jaoo zamana choor dain gay hum
              Ager tum mil jaoo zamana choor dain gay hum
              tumhain pa ker zamany bhar say rishta tour dain gay hum

              Comment

              • #37
                Re: Sada Bahaar Geet

                Dedicated To Someone Special Person :rose

                duniya kisi key pyaar mein jannat sey kam nahin
                ik dilruba hai dil mein jo hooron sey kam nahin

                tum baadshah-e-husn ho husn-e-jahaan ho
                jaan-e-wafa ho aur muhabbat ki shaan ho
                jalwey tumharey husn key taaron sey kam nahin

                bhooley sey muskraao to moti baras parein
                palkein uthaa key dekho to kaliyaan bhi hans parey
                khushboo tumhari zulf ki hooron sey kam nahin

                duniya kisi key pyaar mein jannat sey kam nahin
                ik dilruba hai dil mein jo hooron sey kam nahin
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #38
                  Re: Sada Bahaar Geet

                  Originally posted by Masood

                  OHH...HHO...Dedicated sum1 special...kya kahne, very very inspiring
                  Bhooley se muskraao to moti baras parein
                  Palkein uthaa ke dekho to kaliyaan bhi hans parey...very nice stanza
                  Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                  Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                  Comment

                  • #39
                    Re: Sada Bahaar Geet

                    yeh acha song hai

                    Jab koi baat biggar jaye, jab koi mushkel par jaye
                    tum deena sath mera , oo humnawa
                    na koi hai na koi tha zindgi main tumhary siwa
                    tum deena sath mera oo humnawa

                    hoo chandani jab tak raat , dayta hai har koi sath
                    tum magar andheroun main na chorna mera sath

                    poora abhi yaad nahi :p
                    Last edited by .; 21 July 2005, 11:03.
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #40
                      Re: Sada Bahaar Geet

                      Originally posted by Aanchal
                      yeh acha song hai

                      Jab koi baat biggar jaye, jab koi mushkel par jaye
                      tum deena sath mera , hoooo dil ruba
                      na koi hai na koi tha zindgi main tumhary siwa
                      tum deena sath mera hoooo dilruba

                      poora abhi yaad nahi :p
                      Aanchal yeh kis film ka song hai...
                      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                      Comment

                      • #41
                        Re: Sada Bahaar Geet

                        Originally posted by Spy009
                        Aanchal yeh kis film ka song hai...
                        yeh indian film ka song hai ...pata nahi jurm hai ya mujrim kuch aisa hi naam tha :cc:
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #42
                          Re: Sada Bahaar Geet

                          jurm film hi ka hai :)

                          http://www.raaga.com/channels/hindi/movie/H000202.html
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment

                          • #43
                            Re: Sada Bahaar Geet

                            OK ! main koshish karta hoon...
                            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                            Comment

                            • #44
                              Re: Sada Bahaar Geet

                              Originally posted by Aanchal
                              jurm film hi ka hai :)

                              Aanchal !

                              aapke pasand ka song yehan paste kar diya

                              http://forum.pegham.net/showthread.php?p=17719#post17719
                              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                              Comment

                              • #45
                                Re: Sada Bahaar Geet

                                aaja meri barbaad muhabbat key saharey
                                hai kon jo bighree hui taqdeer sanwarey

                                aaey bhi na they khushk huwey aankhon mein aansu
                                aaey aaey aansu
                                nikley bhi na they lut gaey armaan becharey
                                hai kon jo bighree hui taqdeer sanwarey

                                anjaam-e-muhabbat hamein maloom hai lekin
                                hamein maloom hai lekin
                                letey hain terey gham umeedon key saharey
                                hai kon jo bighree hui taqdeer sanwarey

                                tha dil ko faqat teri muhabbat ka sahara
                                muhabbat ka sahara
                                ham ney isi umeed peh din apney guzarey

                                Working...
                                X