Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sada Bahaar Geet

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Sada Bahaar Geet

    Assalamo allaikum Dosto

    Apni achhi dost Shy ki tarz peh yeh thread shuru kiya hai jismein ham sab achhey achhey geet share karein ge - Siraf tehreeri surat mein. To shuru main karta hoon:

    Akeley na jana hamein chhor kar tum
    tumharey bina ham bhala kya jiyein ge

    diya hosla jis ney jeeney ka ham ko
    woh ik khoobsurat sa ehsaas ho tum
    jo mit'ta nahin dil sey tum woh yaqin ho
    hamesha jo rehti hai woh aas ho tum
    yeh socha hai ham ney keh ab zindagi bhar
    tumhari muhabbat ko sajdah kaein ge

    fasana jo ulfat ka chherra hai tum ney
    adhoora na rah jaey yeh soch lena
    bicchar key zamaney sey paya hai tum ko
    kaheen saath tum bhi na ab chhor dena
    yehi hai tamana, yehi iltijaa hai
    aur iskey siwa ham bhalla kya kahein ge

    akeley na jana hamein chhor kar tum
    tumharey bina ham bhalla kya jiyein ge

    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: Sada Bahaar Geet

    umm wow zabardast thread hai..
    aur song bhe bohaat achaa hai
    meray fav song bohat sary hain .aik aik ker ky share kerte hon
    :D:

    yonhe koi mil gaya thaa yonhi koi mil gaya tha
    sar - e- rah chalte chalte sar - e- rah chalte chalte
    yonhe koi mil gaya thaa yonhi koi mil gaya tha

    jo kahe gae na mujh say vo zamana keh raha hai
    vo zamana ke raha hai
    kay fasana ban gae hai ..... kay fasana ban gae hai
    mery baat barhtay barhtay

    yonhe koi mil gaya thaa yonhi koi mil gaya tha
    sar - e- rah chalte chalte sar - e- rah chalte chalte
    yonhe koi mil gaya thaa yonhi koi mil gaya tha

    shab - e - intazaar akhir kabhe hoge mukhtasar bhe
    kabhe hoge mukhtasar bhe
    ky chiraagh bujh rahy hain ..... kay chiragh bujh rahy hain
    mery sath jalte jalte


    yonhe koi mil gaya thaa yonhi koi mil gaya tha
    sar - e- rah chalte chalte sar - e- rah chalte chalte
    yonhe koi mil gaya thaa yonhi koi mil gaya tha

    Comment


    • #3
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #4
        Re: Sada Bahaar Geet

        mujhay to poorana gana aaj tak zindagee main kabhi yaad nahi hova pher main kiaa post karoun :embarasse
        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

        Comment


        • #5
          Re: Sada Bahaar Geet

          One of my fav..........


          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Sada Bahaar Geet

            Aur yeh bhi :)


            Do Pal Ruka Khwabon Ka Karvan
            Aur Phir Chal Diyeh Tum Kahan Hum Kahaan
            Do Pal Ki Thi Yeh Dilon Ki Daastaan
            Aur Phir Chal Diyeh Tum Kahaan Hum Kahaan




            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: Sada Bahaar Geet

              Mera aik favoritte:

              Hamein kho kar bohat pechhtao gey jab ham nahin hon ge
              bhari duniya ko weeran pao gey, jab ham nahin hon ge

              bohat aasan nahin raah-e-wafaa ki manzlein lekin
              akeley tum, kahan tak jao gey jab ham nahin hon ge

              hamein apna nahin jaan-e-tamana gham tumhara hai
              keh tum kis per sitam farmao gey jab ham nahin hon ge
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: Sada Bahaar Geet

                One Of My fav song ..

                Bin tery sanam mar mitay gay hum aa mere zindage
                Bin tery sanam mar mitay gay hum aa mere zindage

                aanaa he para sajnaa zaalim hai dil ki lage hooo
                aana he para sajnaa zaalim hai dil ki lage

                Tery he dam say hoge dil ki muraad pore
                tery baghair janam hain zindage adhoori
                Tery he dam say hoge dil ki muraad pore
                tery baghair janam hain zindage adhoori
                aay mery haseen ab na ja kahee aa mere zindage



                aanaa he para sajnaa zaalim hai dil ki lage hooo
                aana he para sajnaa zaalim hai dil ki lage

                yay jaan ker balam jee thami hain terey banhain
                sehne paray ge sab ki kanton bhare nigaihan
                yay jaan ker balam jee thami hain terey banhain
                sehne paray ge sab ki kanton bhare nigaihan
                sab sahay gay hum aur hansay gay hum aa mere zindage
                aana he para sanjna zaalim hai dil ki lagee

                Comment


                • #9
                  Re: Sada Bahaar Geet

                  Yeh bhi mera fav hai, magar mujhe poora nahi aata :p

                  Hum bewafa hergiz na they
                  Per hum wafa ker na sakey
                  Hum ko mili ous ki saza
                  Hum jo khata ker na sakey
                  sigpic

                  Comment


                  • #10
                    Re: Sada Bahaar Geet

                    One of my fav.

                    manzil hai na hamdam hai kuchh hai to agar dam hi dam hai
                    main is duniya mein akela hoon - akela hoon - main akela

                    aawara hoon badil ki tarha meri duniya door sitaron sey
                    par bhatki hui ik mauj hoon main jo mil na sakey gi kinaron sey
                    jo mil na sakey kinaro sey - manzil hai, na hamdam hai
                    kuchh hai to agar dam hi dam hai main is duniya mein akela hoon
                    akela hoon - main akela

                    main har gham peh hansta hi raha, yeh aankh kabhi purnam na hui
                    main saath chala duniya key magar duniya hi shareek-e-gham na hui
                    duniya hi shareek-e-gham na hui, manzil hai na hamdam hai
                    kuchh hai to agar dam hi dam hai main is duniya mein akela hoon
                    akela hoon - main akela

                    mujhey pyaar hai kyun tanhaee sey, bedard zamana kya janey
                    jis dil ney chot na khaee ho woh mera fasana kya jaaney
                    woh mera fasana kya janey - manzil hai, na hamdam hai
                    kuchh hai to agar dam hi dam hai, main is duniya mein akela hoon
                    akela hoon main akela
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #11
                      Re: Sada Bahaar Geet

                      Hum kay Teharay Ajnabi
                      ithni madao'n kay baad

                      phir banein kay ashna
                      kitni mulakato'n kay baad
                      hum kay teharay Ajnabi
                      ithni madao'n kay baad

                      kab nazar main aey gi
                      beydaagh sabzey ki bahaar
                      un kay daghey khulein gay
                      kitni barsato'n kay baad
                      hum kay teharey Ajnabi
                      Zindagi Thak Gaye ..!!

                      Comment


                      • #12
                        Re: Sada Bahaar Geet

                        wo beetey din yaad hain ...wo kalchin yaad hain
                        guzare tere sung jo ..laga ke tujhey Ang jo

                        Comment


                        • #13
                          Re: Sada Bahaar Geet

                          ek pardesi mera dil le gia
                          moti moti akhion me ansoo de gia

                          Comment


                          • #14
                            Re: Sada Bahaar Geet

                            Pardase janey walay wadda kar kay jana
                            mujhay khat likho gay
                            mujhay khat likho gay Rozana :>
                            Zindagi Thak Gaye ..!!

                            Comment


                            • #15
                              Re: Sada Bahaar Geet

                              Originally posted by ~khawahish~
                              Pardase janey walay wadda kar kay jana
                              mujhay khat likho gay
                              mujhay khat likho gay Rozana :>
                              Kya woh MUNSHI hai jo rozana khat likhey ga :lol
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X