Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sada Bahaar Geet

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Sada Bahaar Geet

    Ek aur mera fav......... jo mei abhi gunguna bhi rahi thi


    Teri yaad mei pagal pal pal rota hai
    Bin tere na jagey yeh na sota hai
    Akser Tanhayi mei tujhe pukarey
    Na zorr Dil per chaley
    Harey, Harey, Harey
    Hum to Dil se harey ........
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: Sada Bahaar Geet

      ye raat bheegi bheegi ye mast nazare
      wo dheere dheere utha chand pyara pyara
      kiun aag si laga k gum sum he chandni
      sone bhi nahi deta mosam ka ye eshara

      Comment


      • #18
        Re: Sada Bahaar Geet

        One of my moost fav song

        Tere yaad main pagal pal pal rota hai
        bin tery na jagay ye na soota hai
        akser tanhae main tujhy puka'ray
        na zor dil pay chalay
        hary hary haary hum to dil say haaray
        hary hary haary hum to dil say haaray

        Her aaina touta lagay hai
        sach bhe hamay jhota lagay hai
        hum aa ga'ay ye kis jahan main
        sara shahar rotha lagay hai
        kia dard dil nay diya kia khabar
        hary hary haary hum to dil say haaray
        hary hary haary hum to dil say haaray

        Ab jany hum ye piaar kiya hai
        dard - e - jigar mushkil bara hai
        sunta nahe kehna koi bhee
        dil bay khabar zid pay ara hai
        samjhao kesy isay mai sanam

        hary hary haary hum to dil say haaray
        hary hary haary hum to dil say haaray

        Comment


        • #19
          Re: Sada Bahaar Geet

          Originally posted by Masood
          Assalamo allaikum Dosto

          Apni achhi dost Shy ki tarz peh yeh thread shuru kiya hai jismein ham sab achhey achhey geet share karein ge - Siraf tehreeri surat mein. To shuru main karta hoon:

          Akeley na jana hamein chhor kar tum
          tumharey bina ham bhala kya jiyein ge

          diya hosla jis ney jeeney ka ham ko
          woh ik khoobsurat sa ehsaas ho tum
          jo mit'ta nahin dil sey tum woh yaqin ho
          hamesha jo rehti hai woh aas ho tum
          yeh socha hai ham ney keh ab zindagi bhar
          tumhari muhabbat ko sajdah kaein ge

          fasana jo ulfat ka chherra hai tum ney
          adhoora na rah jaey yeh soch lena
          bicchar key zamaney sey paya hai tum ko
          kaheen saath tum bhi na ab chhor dena
          yehi hai tamana, yehi iltijaa hai
          aur iskey siwa ham bhalla kya kahein ge

          akeley na jana hamein chhor kar tum
          tumharey bina ham bhalla kya jiyein ge


          AOA,

          Wah muje ye bohat passand hai ye wo gana hai jab main tanha hota hoon to gonganata hoon:) share karne ka shukria.


          Sohail Abbasi.
          Apna haq ada karo.

          Comment


          • #20
            Re: Sada Bahaar Geet

            ye song mujhy bohaaaat paaasand hai
            but mujhy aata nahe pora thora sa aata hai sirf :(


            Aaap ki nazron nay samjha piaar kay qabil hamay
            dil ki aay dharkhan tahar jaa mil gaee manzil hamay

            Comment


            • #21
              Re: Sada Bahaar Geet

              me tere sang kese chalun sajna
              tu samnedr he me sahilon ki hawa
              tu mera hath hathon me le ke chale
              meherbani teri
              teri ahat pe dil ka daricha khule
              me diwani teri

              Comment


              • #22
                Re: Sada Bahaar Geet

                Oh everyone sharing good songs...aaj main waqt leta hoon tayyar karne ke liye..kal post karoonga.
                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                Comment


                • #23
                  Re: Sada Bahaar Geet

                  Yaad meri aayegi...

                  Tujhko baRa satayegi...

                  Zidd yeh jhooti teri, Meri jaan leke jayegi





                  Bujh gaya suraj, Jale chaand tare

                  Nazre dhuwaN hai, DhuwaN saare nazare



                  Mujhe dil lagane ki, kya tune saza di

                  Bina soche samjhe dil ki duniya jala di





                  Yaad meri aayegi...

                  Tujhko baRa satayegi...

                  Zidd yeh jhooti teri, Meri jaan leke jayegi





                  Hans ke sahuNga saari duniya ke gham

                  Mar bhi gaya to hoga pyar nahiN kam



                  Chhin le tujhe mujhse kisme hai dam

                  Tann se juda to kya, ek jaan haiN ham

                  Ek jaan haiN ham, ek jaan haiN ham

                  Ek jaan haiN ham





                  Yaad meri aayegi...

                  Tujhko baRa satayegi...

                  Zidd yeh jhooti teri, Meri jaan leke jayegi





                  Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                  Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                  Comment


                  • #24
                    Re: Sada Bahaar Geet

                    Originally posted by aik_lerki
                    One of my moost fav song

                    Tere yaad main pagal pal pal rota hai
                    bin tery na jagay ye na soota hai
                    akser tanhae main tujhy puka'ray
                    na zor dil pay chalay
                    hary hary haary hum to dil say haaray
                    hary hary haary hum to dil say haaray

                    Her aaina touta lagay hai
                    sach bhe hamay jhota lagay hai
                    hum aa ga'ay ye kis jahan main
                    sara shahar rotha lagay hai
                    kia dard dil nay diya kia khabar
                    hary hary haary hum to dil say haaray
                    hary hary haary hum to dil say haaray

                    Ab jany hum ye piaar kiya hai
                    dard - e - jigar mushkil bara hai
                    sunta nahe kehna koi bhee
                    dil bay khabar zid pay ara hai
                    samjhao kesy isay mai sanam

                    hary hary haary hum to dil say haaray
                    hary hary haary hum to dil say haaray



                    Too Good dear .... mujhe poora aata tha magar ous waqt zehan mei nahi aa rahi tha...thnx for sharing :)
                    sigpic

                    Comment


                    • #25
                      Re: Sada Bahaar Geet

                      Originally posted by aik_lerki
                      ye song mujhy bohaaaat paaasand hai
                      but mujhy aata nahe pora thora sa aata hai sirf :(


                      Aaap ki nazron nay samjha piaar kay qabil hamay
                      dil ki aay dharkhan tahar jaa mil gaee manzil hamay
                      yeh song mujhey bhi bohat achha lagta hai.. :)


                      Aapki Nazaron Ne Samjha, Pyaar Ke Kabil Mujhe
                      Dil Ki Ai Dharkan Thaher Ja, Mil Gayee Manzil Mujhe
                      Ji Hamein Manzoor Hai, Aapka Ye Faisla
                      Keh Rahi Hai Har Nazar, Banda Parvar Shukriya
                      Hanske Apni Zindagi Mein, Kar Liya Shaamil Mujhe
                      Aapki Nazron Ne Samjha ...

                      Aapki Manzil Hoon Main Meri Manzil Aap Hain
                      Koi Tufanon Se Keh Dey, Mil Geya Sahil Mujhe
                      Aapki Nazron Ne Samjha ...

                      Par Gayee Dil Par Merey, Aapki Parchhaiyan
                      Aapki Nazron Ne Samjha ...




                      :rose

                      Comment


                      • #26
                        Re: Sada Bahaar Geet

                        Originally posted by Mehak
                        yeh song mujhey bhi bohat achha lagta hai.. :)


                        Aapki Nazaron Ne Samjha, Pyaar Ke Kabil Mujhe
                        Dil Ki Ai Dharkan Thaher Ja, Mil Gayee Manzil Mujhe


                        Ji Hamein Manzoor Hai, Aapka Ye Faisla
                        Keh Rahi Hai Har Nazar, Banda Parvar Shukriya
                        Hanske Apni Zindagi Mein, Kar Liya Shaamil Mujhe
                        Aapki Nazron Ne Samjha ...

                        Aapki Manzil Hoon Main Meri Manzil Aap Hain

                        Koi Tufanon Se Keh Dey, Mil Geya Sahil Mujhe
                        Aapki Nazron Ne Samjha ...

                        Par Gayee Dil Par Merey, Aapki Parchhaiyan

                        Do Jahaan Ki Aaj Khushiyan Ho Gayee Haasil Mujhey
                        Aapki Nazron Ne Samjha ...




                        Thank u soooooooooooooooooo much Mehak
                        mujhy ye song bohat bohat bohat pasand hai
                        but pura nahe aata tha :(
                        thankkx a lot aap ny pora share kera :D:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Sada Bahaar Geet

                          Nigahain mila ker badal jaany waly
                          hamain tum say koi shikayat nahe hai
                          ye dunya bare sang dil yahaaa per
                          kise ko kise say mohabbat nahe hai

                          Comment


                          • #28
                            Re: Sada Bahaar Geet

                            One of my fav...........:)


                            Aankh hai bhari bahri aur tum muskuraney ki baat kertey ho
                            Aankh hai bhari bahri aur tum muskuraney ki baat kertey ho
                            Zindagi khafa khafa aur tum Dil laganey ki baat kertey ho
                            Aankh hai bhari bhari aur tum muskuraney ki baat kertey ho


                            Mere halaat aisey hain k mei kuch ker nahi sakti
                            Dahrakta hai yeh Dil laikin mein aahein bhar nahi sakti
                            Zakhm hai hara hara aur tum chot khaney ki baat kertey ho
                            Zindagi khafa khafa aur tum Dil laganey ki baat kertey ho
                            Aankh hai bhari bahri aur tum muskuraney ki baat kertey ho


                            Zamaney mei bhala kasiey mohabat log kertey hain
                            Wafa ke naam ki ab to shikayat log kertey hain
                            Aag hai buhji buhji aur tum loah jalaney ki baat kertey ho
                            Zindagi khafa khafa aur tum , Dil laganey ki baat kertey ho
                            Aankh hai bhari bhari aur tum muskuraney ki baat kertey ho


                            Kabhi jo khuwab dekha tha mili percahian mujh ko
                            Mujhe mehfil ki khahish thi mili Tanhaian mili mujh ko
                            Her taraf dhuwa'n dhuwa'n aut Tum aashianey ki baat kertey ho
                            Zindagi khafa khafa aur tum , Dil laganey ki baat kertey ho
                            Aankh hai bhari bhari aur tum muskuraney ki baat ker
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: Sada Bahaar Geet

                              Chingari koi bhadakey .. Toh sawan usey bujhaye
                              Sawan jo agan lagaye usey kaun bujhaye
                              P'at Jhar jo baagh ujarey .. woh baagh bahar khilaye
                              Jo baagh mein ujrey ... usey kaun khilaye ..

                              Ham sai mat poocho kasey mandir toota sapnon ka..
                              Auron ki baat nahi hai yeh qisa hai apnon ka..
                              Koi dushman ghao lagaye toh man meet jiya behlaye..
                              Mann meet jo thaes lagaye usey kaun mitaye..

                              Na janey kya ho jata janey ham kya ker jatey ..
                              Peetey hein toh zinda hain na peetey toh mar jatey...
                              Duniya jo payasa rakhey toh madheera pyas bujhaye..
                              Madheera jo pyas jagaye usey kaun bujhaye..

                              Manaa toofan kai agey nahi chalta zor dilon ka ..
                              Maujon ka dosh nahi hai yeh dosh hai aur kisi ka ..
                              Majhdar mein nay'aan doley toh maajhi paar lagayee..
                              Maajhi jo naoo dabo'ye usey kaun bachaye...
                              Chingari hmm hmmm. :)

                              Comment


                              • #30
                                Re: Sada Bahaar Geet

                                Sab dosto'n nai bohat achi sharings ki hain agar zabardast kahon to ghalat nahi :)

                                Comment

                                Working...
                                X