Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Fiqre Se Fiqrah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Fiqre Se Fiqrah======

    Mei ne to nahi jhara falsafa
    sigpic

    Comment


    • Re: Fiqre Se Fiqrah======

      AOA,


      Acha to aap ye baat b hamare khate main daal di hai:)


      Sohail Abbasi.
      Apna haq ada karo.

      Comment


      • Re: Fiqre Se Fiqrah======

        G nahi aap per to nahi dali mei ne yeh baat


        achaa aap batao falsafa kya hota hai ?
        sigpic

        Comment


        • Re: Fiqre Se Fiqrah======

          AOA,

          Jo baat mere jaise nacheez ki samaj main na ayi.


          lakin kis ki samaj main aye gi?


          Sohail Abbasi.
          Apna haq ada karo.

          Comment


          • Re: Fiqre Se Fiqrah======

            jis ky pas samajh hoge us ko he samajh ay ge na..
            jis ko samajhna hoga vo khudi samajh lay ga :p

            Comment


            • Re: Fiqre Se Fiqrah======

              AOA,

              Yeb theek hai wo b theek tha.


              Sohail Abbasi.
              Apna haq ada karo.

              Comment


              • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                Jab dono sahe hain To galat kiya hai phir?

                Comment


                • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                  AOA,


                  Jab sab theek hota hai to koch ghalat nain hota :)


                  Sohail Abbasi.
                  Apna haq ada karo.

                  Comment


                  • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                    Sab theek kesy ho sakta hai?kuch na kuch to galat zaroor hota hai .. :p

                    Comment


                    • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                      akser theek karte karte hi kuch na kuch ghalat ho jata he.

                      Comment


                      • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                        Aik baar ager koi galte ho ja'ay to usko again nahe hona chahayay

                        Comment


                        • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                          aik jaggah sey do baar dhoka khaney wala insaan nahin hota :)
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                            AOA,

                            pahli ghalti doosri baiwakofi kahlati hai.


                            Sohail Abbasi.
                            Apna haq ada karo.

                            Comment


                            • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                              Ghalti ko muaaf kar dena chahye
                              Allah

                              Comment


                              • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                                AOA,


                                Aur baiwakofi ko?


                                Sohail Abbasi.
                                Apna haq ada karo.

                                Comment

                                Working...
                                X