Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Fiqre Se Fiqrah

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Fiqre Se Fiqrah======

    Aik shair yaad (baywafae ko maaf kerny)per

    Ye aur baat hai ky wo door hoa hai aaj mager
    kal tak wo mera dost tha usay bura na kaho
    najanay koun se majborioon ka wo qaide ho
    vo saath chor gaya hai mager usay baywafa na kaho

    Comment


    • Re: Fiqre Se Fiqrah======

      haan sab ki apni apni majburiyan hoti hen na.

      Comment


      • Re: Fiqre Se Fiqrah======

        Originally posted by shy
        haan sab ki apni apni majburiyan hoti hen na.
        bilkul sahi
        jo bhi maangna hai khuda se maang aye akbar
        yahi woh dar hai jahan aabroo nahi jaati

        Comment


        • Re: Fiqre Se Fiqrah======

          AOA,


          Bohat asaan hai inta kah daina .


          Sohail Abbasi.
          Apna haq ada karo.

          Comment


          • Re: Fiqre Se Fiqrah======

            Asaan nahe to mushkil ha kiyaa??

            Comment


            • Re: Fiqre Se Fiqrah======

              AOA,


              Apne pe baat koi nain ane daita koi na koi majbori ka bahana banaya jata hai.


              Sohail Abbasi.
              Apna haq ada karo.

              Comment


              • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                jab majbore hote hai to he majbore ka naam liya jata hai koi jaan ker baywafae nahe kerta hai ..

                Comment


                • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                  AOA,


                  Jab zindagi aap se zindagi mage to zindagi hi inkaar kar de ajab hai na.


                  Sohail Abbasi.
                  Apna haq ada karo.

                  Comment


                  • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                    ye to zindage say poochna pary ga ja ker ..mager zindage aisa kio keray ge?

                    Comment


                    • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                      AOA,


                      Jab hum zindagi pe ahtabar karte hain to wo hamain dohka dai daiti hai:)


                      Sohail Abbasi.
                      Apna haq ada karo.

                      Comment


                      • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                        etbar itna hi karna chaey ke dhoka ka khatra kam kam ho.

                        Comment


                        • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                          DushmonoN se zyad DostoN se khatra hota hai :)
                          Allah

                          Comment


                          • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                            doston ko kabhi azmana nahi chaey.

                            Comment


                            • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                              jee sahi khaa hai aap ne dost zindgee hote hainnnnnnnn ache
                              Allah

                              Comment


                              • Re: Fiqre Se Fiqrah======

                                zindagee ka kya bharosa, zindagee insaan ki aik dam key siwa kuchh bhi nahin
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X